Aisi Bewafaai,.

by Jaanasheen on December 01, 2008, 11:33:39 AM
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 2633 times)
dead heart
Guest
«Reply #15 on: December 02, 2008, 05:42:39 PM »
Reply with quote
sacha pyar yahan karta kaun hai?
pee ke zeher dard ka yahan mohobat ki sharab dursron ko pilata kaun hai?
mat rakhna kisi se bhi umeed iss duniya kyun ki ansu hi milenge,
ponch ke judai ke ansu yahan khushi ke ansu rulata kaun hai?



everyone has written superbly
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
bewafaai by karan q in Shayeri for Dard -e- Bewafai
<<<BEWAFAAI>>> by Ravinder in Shayeri for Dard -e- Bewafai
bewafaai to bas ek bahan tha by kaushikbhawna008 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
bewafaai by zakinjaan in Shayari-ae-bewafai in Punjabi
Bewafaai,. by Azeem Azaad in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
honeyrose
Guest
«Reply #16 on: December 02, 2008, 05:50:25 PM »
Reply with quote
Sachai nahi thi uski muhabbat mein kaise jeeya
Dard mein humen jeena pada uski nafrat mein kaise jeeye

Dil ke khone mein bhi mera naam na likha tumne
Phir kaise wafa ki umeed maangte hain hum kaise jeeye...
.
Logged
dead heart
Guest
«Reply #17 on: December 02, 2008, 05:59:38 PM »
Reply with quote
wah honey jee....bahaut khoob
Logged
Pooja
Guest
«Reply #18 on: December 02, 2008, 06:03:33 PM »
Reply with quote
nice work DH and Honey!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: December 07, 2008, 11:07:09 AM »
Reply with quote
Good One,.
Jaya Didi,.
And Dead Heart Ji,.

'Faraz' ab koi sauda koi junun bhi nahin
magar qarar se din kat rahe hon yun bhi nahin

lab-o-dahan bhi mila guftagu ka fun bhi mila
magar jo dil pe guzarati hai kah sakun bhi nahin

meri zuban ki luknat se badguman na ho
jo tu kahe to tujhe umr bhar milun bhi nahin

'Faraz' jaise koi diya turbat-e-hava chahe hai
tu pas aye to mumkin hai main rahun bhi nahin

____________________________-Ahmed Faraaz-
Logged
Sadia Raja
Guest
«Reply #20 on: December 08, 2008, 08:12:46 AM »
Reply with quote
aap sab ne bohat khoob likha Subhan Allah..!!!


Ek bewafa ko na aya hamari wafa ka yaqeen
Hum ne kaha mar jayenge aur usne kaha
.
.
.
.
Ameen..!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: December 11, 2008, 12:41:00 PM »
Reply with quote
aap sab ne bohat khoob likha Subhan Allah..!!!


Ek bewafa ko na aya hamari wafa ka yaqeen
Hum ne kaha mar jayenge aur usne kaha
.
.
.
.
Ameen..!!!

Aisi Bewafaai Kisne Ki,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #22 on: December 11, 2008, 12:49:39 PM »
Reply with quote
Sachai nahi thi uski muhabbat mein kaise jeeya
Dard mein humen jeena pada uski nafrat mein kaise jeeye

Dil ke khone mein bhi mera naam na likha tumne
Phir kaise wafa ki umeed maangte hain hum kaise jeeye...
.
Bahut Khoob Honey Ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #23 on: December 11, 2008, 12:50:30 PM »
Reply with quote
Good One,.
Jaya Didi,.
And Dead Heart Ji,.

'Faraz' ab koi sauda koi junun bhi nahin
magar qarar se din kat rahe hon yun bhi nahin

lab-o-dahan bhi mila guftagu ka fun bhi mila
magar jo dil pe guzarati hai kah sakun bhi nahin

meri zuban ki luknat se badguman na ho
jo tu kahe to tujhe umr bhar milun bhi nahin

'Faraz' jaise koi diya turbat-e-hava chahe hai
tu pas aye to mumkin hai main rahun bhi nahin

____________________________-Ahmed Faraaz-

Nice sharing Jaanasheen Bhai
Logged
gunehgaar
Guest
«Reply #24 on: December 11, 2008, 12:57:27 PM »
Reply with quote
dead heart subhan allah...  bewafai ka anjam aisa hi hota hai... khuda kare kisi ko bewaafa na mile... khush raho, abaad raho...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: December 12, 2008, 09:21:28 AM »
Reply with quote

kiya hai pyar jise hamne zindagi ki tarah
wo ashna bhi mila hamse ajnabi ki tarah

bara k pyas meri us ne hath chor diya
wo kar raha tha murawwat bhi dillagi ki tarah

kise khabar thi baregi kuch aur tariki
chupega wo kisi badli mein chandani ki tarah

kabhi na socha tha hamne "Qateel" us ke liye
karega ham pe sitam wo bhi har kisi ki tarah
 

____________________-Qateel Shifaai
Logged
k.shael
Guest
«Reply #26 on: February 24, 2009, 12:02:53 PM »
Reply with quote
Thanx to all of u dear freinds,

Shally.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: February 25, 2009, 03:48:17 PM »
Reply with quote
U Are Welcome Shally,.
Logged
Roja
Guest
«Reply #28 on: February 25, 2009, 03:55:55 PM »
Reply with quote
wah kaya baat hai DH ji...

Bewafa hai wo yah zamana bhi maan chuka
dil ab bhi us per he ayye to bewafa kis ko kahu

wo torta raha sari hadein insaaniyat ki bhi
is dil ko koi aor insaan na bhaye to kaya karu

toot toot kar bhi juda na ho paya is rooh se wo
nas nas main wo he samaye to main kaya karu

hai bewafa kon ab yah kash-m-kash choro Pooja
koi bhi na wafa nibhaye, to main kaya karu


Wonderful..... didi  Applause
Logged
Roja
Guest
«Reply #29 on: February 25, 2009, 03:58:26 PM »
Reply with quote
Nahi chahiye paigam-e-wafa
Ab zarurat nahi hai kisi ke pyar ki
Aisi manzil pe aa chuke hai hum
Ab zarura nahi hai kisi ke pyar ki..
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:06:34 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer