Aisi Bewafaai,.

by Jaanasheen on December 01, 2008, 11:33:39 AM
Pages: 1 2 3 [4]
ReplyPrint
Author  (Read 2634 times)
jasbirsingh
Guest
«Reply #45 on: March 21, 2009, 02:29:14 PM »
Reply with quote
Shukra-guzar hu mai sada hi unka
Jo judayi ka gam de gaye hame jeevan bitane ka
Dua hai meri sada khush rahe wo zamane mein
Nazer na lage kisi ki unke aashiyane ki..








Thanks Roja and wah kya jasba hai, bahut khoob



DOOR REHKAR BHI HUM MUSKURA LIYA KARTEY HAI
WADA YEH HUM AAJ BHI NIBHA LIYA KARTEY HAI
DUA MAANGEY HAI TERI HAR KHUSHI KEY LIYE
DUNIYA SEY GUM APNEY CHUPA LIYA KARTEY HAI


JASBIR SINGH
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
bewafaai by karan q in Shayeri for Dard -e- Bewafai
<<<BEWAFAAI>>> by Ravinder in Shayeri for Dard -e- Bewafai
bewafaai to bas ek bahan tha by kaushikbhawna008 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
bewafaai by zakinjaan in Shayari-ae-bewafai in Punjabi
Bewafaai,. by Azeem Azaad in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
jasbirsingh
Guest
«Reply #46 on: March 21, 2009, 02:29:50 PM »
Reply with quote
Bahaut khoob Jasbir jee aur Roja jee

thANKS DH

Jasbir SIngh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #47 on: March 21, 2009, 02:30:22 PM »
Reply with quote
jabardast bahot khub

thanks Addicted

Jasbir Singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #48 on: March 21, 2009, 05:38:55 PM »
Reply with quote
Mohabbat, Ke Rang Mein Maine Khud Ko Rang Na Chaaha,.
Aaj Zindagi Mein Andheron Ke Siwaa Kuch Bhi Nahi Milta,.

___________________________-Jaanasheen-
 




Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #49 on: March 21, 2009, 05:46:01 PM »
Reply with quote
Mohabbat, Ke Rang Mein Maine Khud Ko Rang Na Chaaha,.
Aaj Zindagi Mein Andheron Ke Siwaa Kuch Bhi Nahi Milta,.

___________________________-Jaanasheen-
 






wah jahanasheen



CHAR DIN KI CHANDNI HAI
UMAR BHAR KEY ANDHERE HAI
JI BHAR KEY JI LOH YAARO
CHAR DIN BHI BATEREH HAI



(BATEREH = BAHUT)



JASBIR SINGH

Logged
angel4u
Guest
«Reply #50 on: March 21, 2009, 05:46:43 PM »
Reply with quote
Mohabbat, Ke Rang Mein Maine Khud Ko Rang Na Chaaha,.
Aaj Zindagi Mein Andheron Ke Siwaa Kuch Bhi Nahi Milta,.

___________________________-Jaanasheen-
 






Bahut khoobsurat azeem...

andheron me jagmagati thi chaandni ki maujudgi kabhi,
Aaj chaand me bhi kyon tanha sa nazar aata hai...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #51 on: March 22, 2009, 02:34:02 PM »
Reply with quote
wah jahanasheen



CHAR DIN KI CHANDNI HAI
UMAR BHAR KEY ANDHERE HAI
JI BHAR KEY JI LOH YAARO
CHAR DIN BHI BATEREH HAI



(BATEREH = BAHUT)



JASBIR SINGH


Chaar Dinon Ki Hume Talab Nahi,.
Unke Saath Hum Ek Pyaar Bhara Pal Guzaar Lenga,.

Bas Aakhri Pal Mein Maut Ki Chahat Hai, Aur Kuch Nahi,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #52 on: March 22, 2009, 02:36:14 PM »
Reply with quote
Bahut khoobsurat azeem...

andheron me jagmagati thi chaandni ki maujudgi kabhi,
Aaj chaand me bhi kyon tanha sa nazar aata hai...

Hmm, nice One,.

Kal Chaand Apna, Tha Jo Roshaan Andhera Karta Tha,.
Aaj Chaand Par Mera Ikhtiyaar Nahi,.
Shayad Ab Chaand Ko Bhi Mujhse Pyaar Nahi,.

________________________-Jaanasheen-
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #53 on: October 26, 2009, 11:39:13 AM »
Reply with quote
MA MA MA

teri dulhan banna hai, aur kisi ka humpar haq nahi...
hum marjaenge koi aur ihktiyaar daale tho, iss me koi shaq nahi.

Kaisa socha tumne, k meri doli aur ki c k ghar se uht sakegi jaanam?
wo raat chaand b taron me guhl k miljaiga, jiss raat Sidraah tere seene se lagegi jaanam...

Hum tho ihktiyaar ye shohar ka tumko ub se hee de behte hain.
Tum ghair ho ub tak, magar tumko apna pati kehte hain...

Teri dulhan banna hai, aur ki c ka hum par haq nahi,
Marjaenge agar ki c aur ne ikhtiyaar daala tho, iss me koi shaq nahi~~~

(LOVE U)


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #54 on: October 26, 2009, 12:40:51 PM »
Reply with quote
MA MA MA

teri dulhan banna hai, aur kisi ka humpar haq nahi...
hum marjaenge koi aur ihktiyaar daale tho, iss me koi shaq nahi.

Kaisa socha tumne, k meri doli aur ki c k ghar se uht sakegi jaanam?
wo raat chaand b taron me guhl k miljaiga, jiss raat Sidraah tere seene se lagegi jaanam...

Hum tho ihktiyaar ye shohar ka tumko ub se hee de behte hain.
Tum ghair ho ub tak, magar tumko apna pati kehte hain...

Teri dulhan banna hai, aur ki c ka hum par haq nahi,
Marjaenge agar ki c aur ne ikhtiyaar daala tho, iss me koi shaq nahi~~~

(LOVE U)




Aameen, Allah Humaari raahein Aasaan Kare,.
Hume Ek Duje Ke saath Zindagi Guzaarne ka Naseeb banaa De\

Love You Too,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #55 on: October 26, 2009, 03:11:29 PM »
Reply with quote
Aameen, Allah Humaari raahein Aasaan Kare,.
Hume Ek Duje Ke saath Zindagi Guzaarne ka Naseeb banaa De\

Love You Too,.

ameen
Logged
Pages: 1 2 3 [4]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:47:28 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer