Aksar sawaal ...

by upma on July 02, 2006, 01:51:29 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1755 times)
gumnam
Guest
«Reply #15 on: July 12, 2006, 01:49:14 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Gumnam Bhai,..

Mohabbat Ke Naam Se Hi Ab Nafrat Hogai Mujhe,..
Jab Dekha Tadapte Hue Har Chahne Waale Ko Maine,..

)_______________________________________-Jaanasheen-
BAHUT KHUB.....

MOHBBAT KARNE WALO KO JO DEKHA BURA DEKHA,
KISI KI AANKH MEIN AANSU,KISI KO GAM JUDA DEKHA.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~*~*~*~*AkSaR~*~*~*~* by ghayal_shayar in Miscellaneous Shayri
-Aksar- by HumTum is back in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
~~~Aksar~~~ by Ravinder in Shayri-E-Dard
aksar............... by akssar in Shayri for Khumar -e- Ishq
aksar by kaushikbhawna008 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: July 12, 2006, 01:51:53 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob,..

Ishq Mein Laakhon Gham, Ishq Na Karna Tum,,
Ishq Hai Ek Sazaa,..
Ishq Ki Galion Mein Aah Na Bharna Tum,,
Ishq Hai Ek Sazaa,..
Logged
gumnam
Guest
«Reply #17 on: July 12, 2006, 02:25:40 PM »
Reply with quote


HUMNE CHAHA THA JINHE KISI JAMAANE MEIN,
WO PALAT KAR HUMARA NAAM PUCHHTE HAI.
YAAD TO KIYA NA KABHI EK PAL KE LIYE,
AUR AAJ HUMAARE DIL KA HAAL PUCHHTE HAI..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: July 12, 2006, 02:33:34 PM »
Reply with quote
Quote from: "gumnam"


HUMNE CHAHA THA JINHE KISI JAMAANE MEIN,
WO PALAT KAR HUMARA NAAM PUCHHTE HAI.
YAAD TO KIYA NA KABHI EK PAL KE LIYE,
AUR AAJ HUMAARE DIL KA HAAL PUCHHTE HAI..


Bahoot Khoob Bhai,..

Dekhkar Mujhe Muskuraakar Jaa Rahe Hain Wo,..
Kaise Maan Loon ke Wo Mujhse Bichardkar Kabhi Roya Tha,..

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
gumnam
Guest
«Reply #19 on: July 12, 2006, 03:00:04 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "gumnam"


HUMNE CHAHA THA JINHE KISI JAMAANE MEIN,
WO PALAT KAR HUMARA NAAM PUCHHTE HAI.
YAAD TO KIYA NA KABHI EK PAL KE LIYE,
AUR AAJ HUMAARE DIL KA HAAL PUCHHTE HAI..


Bahoot Khoob Bhai,..

Dekhkar Mujhe Muskuraakar Jaa Rahe Hain Wo,..
Kaise Maan Loon ke Wo Mujhse Bichardkar Kabhi Roya Tha,..

______________________________________-Jaanasheen-
SHUKRIYA AUR VERY NICE...
Logged
upma
Guest
«Reply #20 on: July 12, 2006, 05:48:18 PM »
Reply with quote
sabne bahut achcha likha hai,keep it up...



Bewafaa,
tere pyar ne laa ke chhoda maut k kareeb,
teri tarah dagaa de gaya apna naseeb...
Logged
gumnam
Guest
«Reply #21 on: July 14, 2006, 01:51:42 PM »
Reply with quote
Quote from: "upma"
sabne bahut achcha likha hai,keep it up...



Bewafaa,
tere pyar ne laa ke chhoda maut k kareeb,
teri tarah dagaa de gaya apna naseeb...
BAHUT KHUB UPMA JI......


BAAT CHALI TERI AANKHO SE,
JA PAHUCHI PAIMAANE TAK.
KHEECH RAHI HAI TERI ULFAT,
AAJ MUJHE MAIKHAANE TAK.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: July 14, 2006, 03:07:54 PM »
Reply with quote
Quote from: "gumnam"
Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "gumnam"


HUMNE CHAHA THA JINHE KISI JAMAANE MEIN,
WO PALAT KAR HUMARA NAAM PUCHHTE HAI.
YAAD TO KIYA NA KABHI EK PAL KE LIYE,
AUR AAJ HUMAARE DIL KA HAAL PUCHHTE HAI..


Bahoot Khoob Bhai,..

Dekhkar Mujhe Muskuraakar Jaa Rahe Hain Wo,..
Kaise Maan Loon ke Wo Mujhse Bichardkar Kabhi Roya Tha,..

______________________________________-Jaanasheen-
SHUKRIYA AUR VERY NICE...


Ur Welcome Bhai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: July 14, 2006, 03:10:04 PM »
Reply with quote
Quote from: "upma"
sabne bahut achcha likha hai,keep it up...



Bewafaa,
tere pyar ne laa ke chhoda maut k kareeb,
teri tarah dagaa de gaya apna naseeb...


Nice One Upma,...

Mat Kaho Us Bewafaa Jisne Ye Dil Dukhaaya Hai,..
Ke Khel To Mere Naseeb Ka Hai Jisne Apna Farz Nibhaaya Hai,..

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
upma
Guest
«Reply #24 on: July 15, 2006, 12:13:19 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "upma"
sabne bahut achcha likha hai,keep it up...



Bewafaa,
tere pyar ne laa ke chhoda maut k kareeb,
teri tarah dagaa de gaya apna naseeb...


Nice One Upma,...

Mat Kaho Us Bewafaa Jisne Ye Dil Dukhaaya Hai,..
Ke Khel To Mere Naseeb Ka Hai Jisne Apna Farz Nibhaaya Hai,..

______________________________________-Jaanasheen-
usko bewafaa na kahu to bolo kya kahu
Jisne kiya majboor bahaane ko in aankhon se Lahu,
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: July 18, 2006, 12:29:11 PM »
Reply with quote
Gham To Zindagi Mein Aana Tha,..
Tu To Bas Ek Bahaana Tha,..
Ab Bewafaa Kyun Kahoon Main Tujhe,.

_________________________-Jaanasheen-
Logged
upma
Guest
«Reply #26 on: July 21, 2006, 03:17:26 AM »
Reply with quote
gar mera aana tha bus ek bahaana
hota maksad tere liye gham ko laana,

na milta tujhe hum jaisa deewana
or hamara ghar na banta ye maikhaana.
Logged
gumnam
Guest
«Reply #27 on: July 29, 2006, 02:58:27 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Gham To Zindagi Mein Aana Tha,..
Tu To Bas Ek Bahaana Tha,..
Ab Bewafaa Kyun Kahoon Main Tujhe,.

_________________________-Jaanasheen-
BAHUT KHUB LEKIN YAAR LAST LINE ASHURI LAG RAHI HAI.......MAIN PURA KAR DETA HU.......
 

GAM TO JINDAGI MEIN AANA THA...
TU TO BAS EK BAHANA THA....
AB BEWAFA KYON KAHOON MAIN TUJHE...
TU TO MERE DIL KA HI EK FASAANA THA...



AGAR ACHHA NA LAGE TO BATA DENA YAAR.....
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 09:01:17 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer