!!Amanat!!

by amrita on September 10, 2005, 10:56:12 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2478 times)
amrita
Guest
Reply with quote
Kabhi kabhi ki Mulaqatein rehgayi
Aadhi adhoori Baatein rehgayi
Mashook thi jo kabhi Teri
 kisi aur ki Amanat ban kar rehgayi..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Amanat by Umang_E_Pak in Shayri for Dard -e- Judai
Amanat by mohdtariq in SMS , mobile & JOKES
Tumhaari Amanat by anjaan dharkan in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Maana ke tu kisi aur ki amanat hai.... by Jaggu Diljale in Shayeri for Dard -e- Bewafai
ZINDGI KISI KI AMANAT HAI by surindarn in Shairi - E - Zindagi
Ghayal
Guest
«Reply #1 on: September 11, 2005, 05:23:56 AM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
Kabhi kabhi ki Mulaqatein rehgayi
Aadhi adhoori Baatein rehgayi
Mashook thi jo kabhi Teri
 kisi aur ki Amanat ban kar rehgayi..

Wah!!!!!!
Dil Chir Ke Rakh Diya.....Wah!!!!!!!!!!!

jamane me har koi bewafa nahi hota
wafa kar na sake par dhokha nahi diya
meri majburi ko tumne dhoka samaj liya
tumhari lachari ko humne apni kismat samaj liya
Logged
Meena
Guest
«Reply #2 on: September 14, 2005, 05:06:51 PM »
Reply with quote
wah amrita aur ghayal ji!!!!

kisi aur ke ghar ja rahi hoon,
dulhan ke lifaz me yuh saj daj ke,
meri majboori thi, mai bewafa nahin,
ke kush nahin mai apne armano ka katal kar ke!!
Logged
Ghayal
Guest
«Reply #3 on: September 16, 2005, 02:54:44 PM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
wah amrita aur ghayal ji!!!!

kisi aur ke ghar ja rahi hoon,
dulhan ke lifaz me yuh saj daj ke,
meri majboori thi, mai bewafa nahin,
ke kush nahin mai apne armano ka katal kar ke!!


Very Nice Meena Ji....Bahuty Khub Likha He....Magar Is Ghayal Ka dil Bhi Kuchh Kahana Chahata He......

Teri Doli Sazi....Meri Arthi Sazi....
Tere Nashib Me Likha Tha...Banana Dulhan....
Aur Mere Laash Pe Tha Sirf Do Gaz Kafan......

Teri Be-wfai Ko Mohabbat Samaj Ke Duniya Se Ja Rahe He....
Tu Khush Rahe Hamesha...Ye Khuda Se Ham Ne Fariyaad Ki....
Dekh Jaate Jaate Apani Wafa Nibhaye Chale Jaa Rahe He.......
Logged
Meena
Guest
«Reply #4 on: September 16, 2005, 03:29:02 PM »
Reply with quote
shukriya ghayal ji..apne bih acha likha par...

maut ko gale unone lagaya,
par mere pyar ki maut bhi hogayi,
janmo ka pyar hai ek din kaha tha usne,
jane uski kasam aab kaha kho gayi!!
Logged
Ghayal
Guest
«Reply #5 on: September 17, 2005, 11:30:16 AM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
shukriya ghayal ji..apne bih acha likha par...

maut ko gale unone lagaya,
par mere pyar ki maut bhi hogayi,
janmo ka pyar hai ek din kaha tha usne,
jane uski kasam aab kaha kho gayi!!


Very Good.....
Bahut...Bahut...Bahut hi Achhi He......Aap Ki Shayri Ka Koi Javab Nahi...
Par Shayar Hu Is Liye Koshis Karata Hu.....


Bewafai ka darr tha to pyar kyon kiya ,
Tanhai ka darr tha to ikkrar kyoun kiya
Maut bhi Puchegi aane se pehle ki
jo nahi aane vali thi, uska intezzar kyoun kiya!!!
Logged
Meena
Guest
«Reply #6 on: September 19, 2005, 03:19:40 PM »
Reply with quote
shukriya ghayal ji..apka jawab bhi to bohot acha hai!

dil ke hato majboor te jo uska karte rahe intezaar,
zamane ka darr na tha, jab humne kiya tha ikrar,
kya jante te hum woh bewafa ho jayega ek pal me,
aur do dilon ke bich faslo ki kadi kar dega deewar!
Logged
Ghayal
Guest
«Reply #7 on: September 20, 2005, 02:03:15 PM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
shukriya ghayal ji..apka jawab bhi to bohot acha hai!

dil ke hato majboor te jo uska karte rahe intezaar,
zamane ka darr na tha, jab humne kiya tha ikrar,
kya jante te hum woh bewafa ho jayega ek pal me,
aur do dilon ke bich faslo ki kadi kar dega deewar!


Wah! Meena Ji.....

Zaraa Un Raaho se Pooch Ke Dekho..
Tanha Kitni Kaati Hai Raatein..
Un Kankar Un Pathar se Pooch Ke Dekho..
Kaisi Kaisi Ki Hai Hamne Baatein..
Phir Bhi Tere Intzaar mein.. Hal Pal Yeh Duaa Nikli..
ke Zholi Phoolon se Bahri ho teri.. Aur ho Meri Raaho mein Kaatein
Logged
Ghayal
Guest
«Reply #8 on: September 20, 2005, 02:05:44 PM »
Reply with quote
Ke Wafaa Ka Aachal saath Ho Agar To Kya badi Baat Hai..
Mazaa To Tab hai..Bewaafi ka Chhaav Ho Aur
Mohababt ka Aalam ..to Koi Baat Hai

Ke Kabhi Phoolon Ko Chunna Tumne to Kya badi Baat hai
Mazaa to tab hai.. Ke Jab Kaaton se Jholi Bhari ho. aur
Muskurana Pade.. To Koi Baat hai...
Logged
Meena
Guest
«Reply #9 on: September 21, 2005, 04:26:05 PM »
Reply with quote
shukriya ghayal ji...again wonderful shayari!!  :D

khanton pe paun rakh ke hi humne chalna sikha,
kisi aur ka sahara na tha jab humne sambalna sikha!
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #10 on: September 22, 2005, 06:18:28 AM »
Reply with quote
wah kya baat hai...ghayal ji our meena ji...bahoot hi badia poematic tree hai aapka....lovely..


seekhne sikhaane se, ab sab kutchh hone laga
waqt yuin hi sahaaron ke beej bone laga
kaanton ne apni jagaah is taraah banaayee hai
shaq apni wafa pe, be-wafaayee ka hone laga.
Logged
Ghayal
Guest
«Reply #11 on: October 08, 2005, 06:16:45 PM »
Reply with quote
Wah Meena Ji....
Bahut Hi Achha Likha He Aap Ne...
Aap Ke Haath Kaha He???
Chumane Ko Jee Chata He..... :lol:

Quote from: "Meena"
shukriya ghayal ji...again wonderful shayari!!  :D

khanton pe paun rakh ke hi humne chalna sikha,
kisi aur ka sahara na tha jab humne sambalna sikha!
Logged
amrita
Guest
«Reply #12 on: October 14, 2005, 06:02:51 AM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
shukriya ghayal ji...again wonderful shayari!!  :D

khanton pe paun rakh ke hi humne chalna sikha,
kisi aur ka sahara na tha jab humne sambalna sikha!



kadmon par apne aitbaar hota,toh kaanton par chalna na hota
agar sambhalna aata hota, toh tera sahara manga na hota
Logged
dinbandhu
Guest
«Reply #13 on: October 14, 2005, 02:32:56 PM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
Kabhi kabhi ki Mulaqatein rehgayi
Aadhi adhoori Baatein rehgayi
Mashook thi jo kabhi Teri
 kisi aur ki Amanat ban kar rehgayi..


aap sa
aap sab ka koi jabab nahi bahoo hi achha likhte ho

dard e dil kab aakhon se baya hota hai
gum ke aasoon me kab dhua hota hai
dukh to dil ke usi kone me hoti hai
bewafa sanam ka niwas jahan hota hai
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 25, 2025, 01:14:05 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer