ASHK....!!!

by SADIQA JAWED on October 30, 2004, 06:53:27 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2113 times)
SADIQA JAWED
Guest
Reply with quote
TUJH KO PAYA HAI K TUJH KO KHODIYA HAI
YH AKSAR SOCH K DIL RO DIYA HAI
HAMARA DHAGY-DIL JAY NA JAY
TERA DAMAN TO HUM NY ASHKON SY DHO DIYA HAI
[/color]
[/b]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ashk by nishita in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
ashk woh bhi giraane lage hai..!!!! by sharma.reema@yahoo.com in Shayri-E-Dard
Ashk Nadaamat Ke by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
Ashk.....,, by Dil Shah in Shayri for Khumar -e- Ishq
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #1 on: November 03, 2004, 10:03:53 AM »
Reply with quote
KHILAINGY PHHOL CHAMAN MAIN NIKHAR AY GA
BAHAR AY TO DIL KO QARAR AY GA
WAFA KI TUM SY TWAQA NAHI RAHI BAQI
TUMHARY AHAD PAY KAB AYTBAR AY GA
AUS AANJUMAN KO SAJANY KI JAB BHI BAT CHALI
MERA HI NAM QAMAR BAR BAR AY GA
(NM)
Logged
MUSKAN
Guest
«Reply #2 on: December 11, 2004, 07:26:58 AM »
Reply with quote
Quote from: "SADIQA JAWED"
TUJH KO PAYA HAI K TUJH KO KHODIYA HAI
YH AKSAR SOCH K DIL RO DIYA HAI
HAMARA DHAGY-DIL JAY NA JAY
TERA DAMAN TO HUM NY ASHKON SY DHO DIYA HAI
[/color]
[/b]




ISNT IT GR8 !!!!
Logged
MUSKAN
Guest
«Reply #3 on: December 11, 2004, 07:33:54 AM »
Reply with quote
Quote from: "SADIQA JAWED"
TUJH KO PAYA HAI K TUJH KO KHODIYA HAI
YH AKSAR SOCH K DIL RO DIYA HAI
HAMARA DHAGY-DIL JAY NA JAY
TERA DAMAN TO HUM NY ASHKON SY DHO DIYA HAI
[/color]
[/b]




ISNT IT GR8 !!!!
Logged
lovebites
Guest
«Reply #4 on: December 11, 2004, 12:09:12 PM »
Reply with quote
bohat khoob Sadiqa-J.................!
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #5 on: December 13, 2004, 06:50:04 AM »
Reply with quote
THNK U LOVEBITES JEE....

Tu kahin bhi rahe sar pe tere ilzaam to hai
tere haathon ki lakiiron mein mera naam to hai ...

Mujhko tu apnaa bana ya na bana teri Khushi
tu zamaane mein mere naam se badnaam to hai ...

Mere hisse mein koi jaam na aayaa na sahi
teri mehfil mein mere naam koi shaam to hai ...

Dekh kar log mujhe naam tera lete hain
is pe main Khush hoon muhabbat ka ye anjaam to hai ...

Woh sitamagar hi sahi dekh ke usko "FAROOQ"
shukr is dil-e-bimaar ko aaraam to hai ...
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #6 on: December 13, 2004, 07:00:56 AM »
Reply with quote
Quote from: "SADIQA JAWED"
KHILAINGY PHHOL CHAMAN MAIN NIKHAR AY GA
BAHAR AY TO DIL KO QARAR AY GA
WAFA KI TUM SY TWAQA NAHI RAHI BAQI
TUMHARY AHAD PAY KAB AYTBAR AY GA
AUS AANJUMAN KO SAJANY KI JAB BHI BAT CHALI
MERA HI NAM QAMAR BAR BAR AY GA
(NM)


wowowowowow..........Sadiqa........bahot  touching words likha aap ne...

Yeh Andhera  hi mujh ko aziz hai, yahan par jee to loon ga qrar se
mujhey ab chaman mein na ley chalo, main draa huwa hoon bahar se....
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #7 on: December 13, 2004, 07:27:42 AM »
Reply with quote
SHUKRIYAH WAHEED.....

N THIS ONE IS GR8....


Apnain hi hatoon say ghar gira diya
Manzil ki justojo hi kuch asse bhar gaee
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #8 on: December 13, 2004, 07:40:36 AM »
Reply with quote
Quote from: "SADIQA JAWED"
SHUKRIYAH WAHEED.....

N THIS ONE IS GR8....


Apnain hi hatoon say ghar gira diya
Manzil ki justojo hi kuch asse bhar gaee


ur welcome................too good sadiqa.........gudia Usual Smile

Paane  ka yeh housla rahe hamesha saath
Jugnoo jaane kab lagay, bachchay tere haath.............
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #9 on: December 13, 2004, 07:53:16 AM »
Reply with quote
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "SADIQA JAWED"
SHUKRIYAH WAHEED.....

N THIS ONE IS GR8....


Apnain hi hatoon say ghar gira diya
Manzil ki justojo hi kuch asse bhar gaee


ur welcome................too good sadiqa.........gudia Usual Smile

Paane  ka yeh housla rahe hamesha saath
Jugnoo jaane kab lagay, bachchay tere haath.............



THNX WAHEED.... :D

wo zulm kertay rahy aur zulm ko zulm hi kehtay rahy
hum on kay ishq main sary zulm sehtay rahy
hamin to aaj bhi on see otna hi pyar hai
aaj hum nahin on kay dil main magar kabhi ham rehtay rahy
aaj hum nay bhi ki sherkat aashkon ki mehfil main
wo sary kay sary apnay mehbobon ko bewafa keh ty rahy
bahot kam baat kia kerta tha mera mehbob mujh see
hum on ki baton ko sare sare raat gintay rahy
barsoon bad dekhi jab tasveer os ki
zabat na howa!mere aankhon see aansoo behtay rahy
be shak nahin os ko hum see pyar dil dukhta zarore hai
imran gila na sun saka main os ka!tareefain sun tay rahy
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #10 on: December 13, 2004, 08:09:16 AM »
Reply with quote
Quote from: "SADIQA JAWED"
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "SADIQA JAWED"
SHUKRIYAH WAHEED.....

N THIS ONE IS GR8....


Apnain hi hatoon say ghar gira diya
Manzil ki justojo hi kuch asse bhar gaee


ur welcome................too good sadiqa.........gudia Usual Smile

Paane  ka yeh housla rahe hamesha saath
Jugnoo jaane kab lagay, bachchay tere haath.............



THNX WAHEED.... :D

wo zulm kertay rahy aur zulm ko zulm hi kehtay rahy
hum on kay ishq main sary zulm sehtay rahy
hamin to aaj bhi on see otna hi pyar hai
aaj hum nahin on kay dil main magar kabhi ham rehtay rahy
aaj hum nay bhi ki sherkat aashkon ki mehfil main
wo sary kay sary apnay mehbobon ko bewafa keh ty rahy
bahot kam baat kia kerta tha mera mehbob mujh see
hum on ki baton ko sare sare raat gintay rahy
barsoon bad dekhi jab tasveer os ki
zabat na howa!mere aankhon see aansoo behtay rahy
be shak nahin os ko hum see pyar dil dukhta zarore hai
imran gila na sun saka main os ka!tareefain sun tay rahy


wah!!!!!!!!!!!!!!!  sadiqa.............very nice..............too good.........

ek sher gaur farmayega.............

Jab Gulistaan Ko Khoon Ki Zaroorat Padi
Sab Se Pehle Hamaari Hi Gardan Kati,
Ab Ye Kehte Hain Humse Ye Ahle Chaman
Ye Chaman Hai Hamaara, Tumhaara Nahin.......................
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #11 on: December 13, 2004, 08:17:37 AM »
Reply with quote
Tum badal gay ho ya mujh ko badlye lagtye ho!
 Tum Badal gay ho ya mujh ko badly lagtye ho!
tumhari who chancal batien or who sarmilla andaz
 ab tumhari be rukhi or ya rokha pan
who baat baat par ghabrana who daeer daeer tak intazaar karna
ab bulany par na anaa na anye par bhanne bannana
 pehlay jo na aaoon to dar jana aa jaoon to sharmma jana
 who baat nahi ab tum mein jane kyu ajnabi se lagty ho
 pehlay meri dil aah zarri par samjhana mujh ko
 or ab kudh he dil torr kar hanstye ho kaha hai dost
tum ko khete rahoon ga tum ne kiya tha jo wadha kya
 tum who bhool gay ho ik andaz-e-berukhi apnana na
 tum kabhi dua hai meri rab se na rudhoo tum kabhi
Tum badal gay ho ya mujh ko badlye lagtye ho!
tum badal gay ho ya mujh ko badalye lagtye ho!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #12 on: December 13, 2004, 08:28:56 AM »
Reply with quote
very nice sadiqa...............

Kaun Jeetaa Hai Ki Jo Vaqt Badaltaa Dekhe
Raat Khaa Jaati Hai Taaron Ko Sahar Hone Tak ..............
Logged
lovebites
Guest
«Reply #13 on: December 13, 2004, 03:59:02 PM »
Reply with quote
bohat achey Sadiqa-J
Logged
Pooja
Guest
«Reply #14 on: December 13, 2004, 06:12:39 PM »
Reply with quote
wowow!!! Good work all!!!!
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:01:47 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.09 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer