Aye Jaan-e Wafa.......Abul Asad

by Abul Asad on February 23, 2012, 09:20:03 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1097 times)
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
Reply with quote
Ye Firaaq sahab ka sher yaad aya:

"Hamaaraa ye tajurbaa ki Khush honaa muhabbat me.n
Kabhii mushkil nahii.n hotaa, kabhii aasaa.N nahii.n hotaa"

Aye jaan-e Wafa

Aye jaan-e wafa ye tazakire husn-e raqib kyon kar
Dil cheere hai mera ye alfaaz tere,  kyon kar

Hai tu mukhatib ham se hamesha aise kyon kar
Nazren teri hampar tavajoh kanhi aur kyon kar

Be qaabu lahu-e dil ki tardap to dekh zara
Jisne kaati thi gardan, pukare naam usi ka kyon kar

Hain guzre hove afsaan-e muhabbat ki hikayaten har sad
Phir dil hi par zakhm khaye hain ashik har sad kyon kar

Marna hi tha usse so mar gaya dil-e nadaan
Phir bhi tere zikr par ye dhadakta hai kyon kar
Abul Asad
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: February 23, 2012, 09:35:01 AM »
Reply with quote
 Applause Applause
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #2 on: February 23, 2012, 09:39:12 AM »
Reply with quote
Applause Applause

Muntazir the jiske pehla tohfa vanhi se aaya
Zikre khair karte hain jiska vohi daad dene ayaa

Dr. Sahab shukriya
Abul Asad
Logged
khujli
Guest
«Reply #3 on: February 23, 2012, 09:47:56 AM »
Reply with quote
Ye Firaaq sahab ka sher yaad aya:

"Hamaaraa ye tajurbaa ki Khush honaa muhabbat me.n
Kabhii mushkil nahii.n hotaa, kabhii aasaa.N nahii.n hotaa"

Aye jaan-e Wafa

Aye jaan-e wafa ye tazakire husn-e raqib kyon kar
Dil cheere hai mera ye alfaaz tere,  kyon kar

Hai tu mukhatib ham se hamesha aise kyon kar
Nazren teri hampar tavajoh kanhi aur kyon kar

Be qaabu lahu-e dil ki tardap to dekh zara
Jisne kaati thi gardan, pukare naam usi ka kyon kar

Hain guzre hove afsaan-e muhabbat ki hikayaten har sad
Phir dil hi par zakhm khaye hain ashik har sad kyon kar

Marna hi tha usse so mar gaya dil-e nadaan
Phir bhi tere zikr par ye dhadakta hai kyon kar
Abul Asad



 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #4 on: February 23, 2012, 10:57:06 AM »
Reply with quote
Asad Sahaab Aadaab!

Janaab behad khoob aur umdaa ahsaasoN ko kafi gehre aur
asardaar lafzoN meiN bayaaN kiya hai aapne... Usual Smile

Aik aik ashaar ka khayaal kafi umdaa raha... Usual Smile
Humari dili daad o mubbarakbad kabul kijiye... Usual Smile


Aapki aala zahini aur fikr e shayri ko dekhkar badi khushi
mehsus kar rahe hai... Usual Smile
so kuch aapke likhane meiN aur bhi behtari aaye yehi chaheNge...
isliye aur koshish ko purzor kariye shayari ko bayaaN
karne ki barikiyoN ko samjhiye... iske liye humne bhi
Yoindia par shayri se releted sawaal jawaab section meiN
aik post ki hai jisse shayad aapko bayaaN karne ke tariqe
aasaani se samajh aaye... 


Humari kam ilmii se aapka kuch fayda hua to hume khushi hoNgi... Usual Smile
likhte rahiye ... aate rahiye...
Shaad o aabaad rahiye...
Khuda Hafefz... Usual Smile

Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #5 on: February 23, 2012, 06:10:40 PM »
Reply with quote
bahut khoob... Usual Smile

 Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #6 on: February 23, 2012, 09:45:07 PM »
Reply with quote

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP

Qalb sahab shukriya,
Itni taaliyaan ke sara forum haljaye, behad mamnoon aapka
Bahut bahut shukriya aapka

Abul Asad
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #7 on: February 23, 2012, 09:47:47 PM »
Reply with quote
Asad Sahaab Aadaab!

Janaab behad khoob aur umdaa ahsaasoN ko kafi gehre aur
asardaar lafzoN meiN bayaaN kiya hai aapne... Usual Smile

Aik aik ashaar ka khayaal kafi umdaa raha... Usual Smile
Humari dili daad o mubbarakbad kabul kijiye... Usual Smile


Aapki aala zahini aur fikr e shayri ko dekhkar badi khushi
mehsus kar rahe hai... Usual Smile
so kuch aapke likhane meiN aur bhi behtari aaye yehi chaheNge...
isliye aur koshish ko purzor kariye shayari ko bayaaN
karne ki barikiyoN ko samjhiye... iske liye humne bhi
Yoindia par shayri se releted sawaal jawaab section meiN
aik post ki hai jisse shayad aapko bayaaN karne ke tariqe
aasaani se samajh aaye... 


Humari kam ilmii se aapka kuch fayda hua to hume khushi hoNgi... Usual Smile
likhte rahiye ... aate rahiye...
Shaad o aabaad rahiye...
Khuda Hafefz... Usual Smile



Parwaaz Sahab,

Anmol hain baaten aapki,
koi alfaaz nahi shukr ke aap ki daad par
aapke khubsurat islah ke ishare ka mamnoon
rahonga, dil se shukr guzaar rahonga, aur
pehli fursat men aapka paigham-e sabq padhonga
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #8 on: February 23, 2012, 09:48:39 PM »
Reply with quote
bahut khoob... Usual Smile

 Clapping Smiley Clapping Smiley

Md Tauhid sahab,

Shukriya Bahut bahut shukriya

Abul Asad
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #9 on: February 23, 2012, 11:15:46 PM »
Reply with quote
Bahut hi khoob Asad ji.awesome creation.hats off . icon_thumleft Applause Applause Applause Applause
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #10 on: February 23, 2012, 11:24:24 PM »
Reply with quote
Bahut hi khoob Asad ji.awesome creation.hats off . icon_thumleft Applause Applause Applause Applause

Madhuban men khushbu-e haunsla-e jigar hai
Koi kalaam-on men raushini sari daad ki hai

Shukriya Madhu ji
Abul asad
Logged
usha rajesh
Guest
«Reply #11 on: February 24, 2012, 02:41:12 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #12 on: February 24, 2012, 02:42:14 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Ushaji,

Shukriya Bahut BahutShukriya

Abul Asad
Logged
sarfira
Guest
«Reply #13 on: February 24, 2012, 10:27:56 AM »
Reply with quote
waaaah Asad sahab--
hume aapki ye kalaam bahot bahot jada bha gai
waah kya khoob likha hai aapne
har sher kamaal ka hai

janaab behad ache alfaazon se apne khayaal sajayen hain aapne

daad kubul karen

khus rahen
likhte rahen
Usual Smile
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #14 on: February 24, 2012, 10:29:54 AM »
Reply with quote
waaaah Asad sahab--
hume aapki ye kalaam bahot bahot jada bha gai
waah kya khoob likha hai aapne
har sher kamaal ka hai

janaab behad ache alfaazon se apne khayaal sajayen hain aapne

daad kubul karen

khus rahen
likhte rahen
Usual Smile

Shukriya Sirji,

Shukriya aapki daad ka behad mamnoon
Abul Asad
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:23:34 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.182 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer