Badaltay Raang Senam Kay

by Anushka on June 20, 2006, 10:18:01 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2818 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: July 11, 2006, 09:34:24 AM »
Reply with quote
Quote from: "gumnam"
Quote from: "Jaanasheen"
Bewafaai Ka Ilzaam Hume Dekar Wo Jaa Rahe Hain,..
Humne Bhi Wafaa Marte Dum Tak Nibhaane Ki Kasam Khaai Hai,..

___________________________________________-Jaanasheen-
BAHUT KHUB JAANASHEEN.........

ISHQ KE NAAM KO AASHIQ,KABHI RUSWA NAHI KARTE,
KATA DETE HAI WO GARDAN,MAGAR SHIKWA NAHI KARTE.


Waah Gumnam Bhai Bahoot Khoob,..

Kat-te Aaye Hain Sadi-on Se Sar Ashikhon Ke,,
Phir Bhi Hazaaron Tayaar Hain Ishq Mein Kurbaan Hone Ko,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mehndi ke raang ke... by isha_verma7 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Badaltay Dair Nahi Lagti by Abul Asad in Shairi for Manzar -e- Kudrat
gumnam
Guest
«Reply #16 on: July 12, 2006, 02:33:09 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "gumnam"
Quote from: "Jaanasheen"
Bewafaai Ka Ilzaam Hume Dekar Wo Jaa Rahe Hain,..
Humne Bhi Wafaa Marte Dum Tak Nibhaane Ki Kasam Khaai Hai,..

___________________________________________-Jaanasheen-
BAHUT KHUB JAANASHEEN.........

ISHQ KE NAAM KO AASHIQ,KABHI RUSWA NAHI KARTE,
KATA DETE HAI WO GARDAN,MAGAR SHIKWA NAHI KARTE.


Waah Gumnam Bhai Bahoot Khoob,..

Kat-te Aaye Hain Sadi-on Se Sar Ashikhon Ke,,
Phir Bhi Hazaaron Tayaar Hain Ishq Mein Kurbaan Hone Ko,..
SHUKRIYA JAANASHEEN.......


HUM TO AASHIQ HAI, MARNE SE NAHI DARTE,
JULFO KE KAIDI HAI HUM SULI SE NAHI DARTE.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: July 12, 2006, 02:36:25 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Bhai,..

Hum Bhi Kuch Is Tarah Ke Ashiq Hain Ke Apni Mashooka ke Haathon Se Qatal Hona Chahte Hain,..
Use Dekar Har Khushi Apne Kismat Ki "Gumnaam" Ab Hum Rona Chahte Hain,..

_________________________________________________-Jaanasheen-
Logged
natural
Guest
«Reply #18 on: July 23, 2006, 06:45:20 AM »
Reply with quote
Quote from: "Anushka"
Yuu sajaa chaand ki jhalakaa tere andaaz kaa rang mera Senam
yuu fizaa mahakii ki badalaa mere hamaraaz kaa rang …

apkey saayei men hairaan rukh-E-raushan kaa jamaal hai aa janemaan
surkhii-E-lab pe pareshaan terii aavaaz kaa rang mera Senam...

sitar key rang pe the apane lahuu ke Dam se ...
dil ne lay badalii to Madham huaa har saaz kaa rang

ik sukhan aur ki phir rang teraa
har saadaa ko inaayat kare Senam apkaa rang...

Kyu badla yeh Raang tera aa meray Senam



Nice one Anush.... Usual Smile
Logged
mokshaa
Guest
«Reply #19 on: July 23, 2006, 09:11:02 AM »
Reply with quote
Wah behad sunder Anush... naturally ...
Logged
gumnam
Guest
«Reply #20 on: July 24, 2006, 01:42:47 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Bhai,..

Hum Bhi Kuch Is Tarah Ke Ashiq Hain Ke Apni Mashooka ke Haathon Se Qatal Hona Chahte Hain,..
Use Dekar Har Khushi Apne Kismat Ki "Gumnaam" Ab Hum Rona Chahte Hain,..

_________________________________________________-Jaanasheen-
bahut khub jaanasheen.bahut achha  likha hai.........

Aankho mein ashq aaye to hasne ka lutf kya,
itna na gudgudao ki hum ro diya karein.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: July 26, 2006, 12:23:29 PM »
Reply with quote
Shukriya Bhaijaan And Nice One,..
Bahoot Khoob,..

Toote Hue Khwaabon Ko Sajaana Aata Hai,..
Tumhe Bhi Humko Khoob Rulaane Aata hai,..
Afsos Na karo Mere HaalPar "Gumnaam"
Hume GhamSehkar Bhi Muskuraana Aata Hai,..
Logged
gumnam
Guest
«Reply #22 on: July 29, 2006, 02:25:22 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Bhaijaan And Nice One,..
Bahoot Khoob,..

Toote Hue Khwaabon Ko Sajaana Aata Hai,..
Tumhe Bhi Humko Khoob Rulaane Aata hai,..
Afsos Na karo Mere HaalPar "Gumnaam"
Hume GhamSehkar Bhi Muskuraana Aata Hai,..
BAHUT KHUB.....

KHWABO MEIN JEENE KI AADAT NA RAHI,
AB TO UNHE HUMSE MOHBBAT NA RAHI.
HUMNE SAMAJHA THA JINHE APNA SANAM,
UNKE DIL MEIN WO PEHLE SI ULFAT NA RAHI...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: August 01, 2006, 09:30:32 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Bhai,..
Logged
Anushka
Guest
«Reply #24 on: August 01, 2006, 11:24:01 PM »
Reply with quote
Wah bahut khub sab nay mehfil sejai rekhi hai hamaray liyeh thx all :D
Logged
gumnam
Guest
«Reply #25 on: August 02, 2006, 01:22:28 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Bhai,..
SHUKRIYA........


NAZAR SE DHALAK KAR UBHARTE HAI DIL KE AFSAANE,
YE AUR BAAT HAI UNHONE NAZAR NA PEHCHAANI...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: August 03, 2006, 02:17:00 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Phir Se Bhai,..

Ye Samajhkar Aaya Tha Main Teri Mehfil Mein,..
Ke Dil Ka Haal Jaan Legi Tu Meri Shakal Dekh Kar,..

_____________________________-Jaanasheen-
Logged
gumnam
Guest
«Reply #27 on: August 08, 2006, 02:06:23 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Phir Se Bhai,..

Ye Samajhkar Aaya Tha Main Teri Mehfil Mein,..
Ke Dil Ka Haal Jaan Legi Tu Meri Shakal Dekh Kar,..

_____________________________-Jaanasheen-
BAHUT KHUB...

NAZREIN BHI NA UTHI UNKI MEHFIL MEIN MERI JAANIB,
DIL TUTA THA,AUR LOGO NE SHER SAMAJHA THA...
Logged
sukha
Guest
«Reply #28 on: August 09, 2006, 12:57:25 AM »
Reply with quote
hope it was a good poetry... waise urdu sar ke uppar se jati hai...

hahahaha
Logged
Anushka
Guest
«Reply #29 on: August 11, 2006, 03:46:25 AM »
Reply with quote
Quote from: "sukha"
hope it was a good poetry... waise urdu sar ke uppar se jati hai...

hahahaha

Thx
waisay meh bhi dil dehkay beni serdaran :!:
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:03:15 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.092 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer