baddua...........

by Ninaah on February 12, 2005, 09:16:45 AM
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11
ReplyPrint
Author  (Read 15131 times)
Ninaah
Guest
«Reply #135 on: July 15, 2005, 10:31:14 AM »
Reply with quote
its really hard to understand but still i m trying..... thanks for your vocablary.......


Quote from: "Yoindian Ghunda"
mehrbani ji

har ek baat pe kehte ho tum ke 'too kya hai’?
TumheeN kaho ke yeh andaaz-e-guftgoo kya hai?
na shole meiN yeh karishma na barq meiN yeh ada
koee batao ki woh shoKH-e-tund_KHoo kya hai?
Chipak raha hai badan par lahoo se pairaahan
Hamaaree jeb ko ab haajat-e-rafoo kya hai?
Jalaa hai jism jahaaN dil bhee jal Gaya hoga
Kuredate ho jo ab raakh, justjoo kya hai?


[Justjoo = desire] [Pairaahan = shirt/robe/cloth, haajat = need/necessity, rafoo = mending/darning] [Barq = lightning, tund = sharp/angry, KHoo = behavior]
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #136 on: July 15, 2005, 10:33:13 AM »
Reply with quote
kya baat hai chhaya.....

uss hawa ko aaj tak na bhule,
jo unke bewafa hone ka paigaam laaya,
pur unki khushi itni azeez hai,
ki humne hans kar apna sur hai zhukaya....




Quote from: "chhaya"
Ham yahi dua karte hai
woh jaha bhi hai khush rahe
hame to wafa hai unse
woh hamesha bewafa hi kue na rahe
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #137 on: July 15, 2005, 10:36:13 AM »
Reply with quote
RagoN meiN dauDte phirne ke ham naheeN qaayal
Jab aaNkh hee se na Tapka to phir lahoo kya hai?
Logged
chhaya
Guest
«Reply #138 on: July 15, 2005, 10:40:28 AM »
Reply with quote
bahot khub nihan ji

woh hawaye hi kya jo unki yaad na dilaye
woh barish hi kya jo hame na rulaye
woh raste hi kya jo hame unke nishan na dikhaye
woh dil hi kya jo unka intezar  kiye bina reh jaye

Quote from: "Ninaah"
kya baat hai chhaya.....

uss hawa ko aaj tak na bhule,
jo unke bewafa hone ka paigaam laaya,
pur unki khushi itni azeez hai,
ki humne hans kar apna sur hai zhukaya....




Quote from: "chhaya"
Ham yahi dua karte hai
woh jaha bhi hai khush rahe
hame to wafa hai unse
woh hamesha bewafa hi kue na rahe
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #139 on: July 15, 2005, 10:45:19 AM »
Reply with quote
KABHI THO DEKHA-HOTHA NIGAAH BHAR KE MUJHE

THO GAYAA NA HOTHA AAJ KA DIN,KAR-KE UDAAS MUJHE

MAAF KARNA....JO AJNAABI THA ....TERI MEHFIL MAIN

RAASTE NAHI MALOOM THE,,TERI NAGAR KE MUJHE

WOH DARD DIYA TUNHE....WOH DARD DIYA HAI TUNHE

JISE SEH-SAKU.........NA KEH-SAKU.............................

MILEGA CHEIN THO AAB JAAN SE GUZAR KE MUJHE
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #140 on: July 25, 2005, 10:46:57 AM »
Reply with quote
bahot khoob........

Quote from: "Yoindian Ghunda"
RagoN meiN dauDte phirne ke ham naheeN qaayal
Jab aaNkh hee se na Tapka to phir lahoo kya hai?
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #141 on: July 25, 2005, 10:49:03 AM »
Reply with quote
kya baat kahi chhaya....

ab hosla intzaar ka khone laga hai,
ab dil mein bhi dard hone laga hai,
kab tak dil ko itminaan dein,
ab dil bhi kisi ki yaad mein rone laga hai.........


Quote from: "chhaya"
bahot khub nihan ji

woh hawaye hi kya jo unki yaad na dilaye
woh barish hi kya jo hame na rulaye
woh raste hi kya jo hame unke nishan na dikhaye
woh dil hi kya jo unka intezar  kiye bina reh jaye

Quote from: "Ninaah"
kya baat hai chhaya.....

uss hawa ko aaj tak na bhule,
jo unke bewafa hone ka paigaam laaya,
pur unki khushi itni azeez hai,
ki humne hans kar apna sur hai zhukaya....




Quote from: "chhaya"
Ham yahi dua karte hai
woh jaha bhi hai khush rahe
hame to wafa hai unse
woh hamesha bewafa hi kue na rahe
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #142 on: July 25, 2005, 11:05:50 AM »
Reply with quote
hatheli pe chand sajaye bethe hain,
kisi ke aks ko dil se lagaye bethe hain,
pur ye bhi jaante hain ki wo laut ke na aayega,
phir bhi kisi ki raah mein intzaar ka deepak jalaye bethe hain.....

 

Quote from: "Yoindian Ghunda"
hawa k saath aaj kuch aisi tezi bhi thi
k rstay pe jo bhi drkht aya jar s ukhr gaya
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #143 on: July 26, 2005, 12:49:05 PM »
Reply with quote
kabhi ruke kabhi chal diye,
baharon mein koi parwaaz nahi,
hum to khali daman hain,
dilon mein bhi koi aawaaz nahi.....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #144 on: September 05, 2005, 11:02:37 AM »
Reply with quote
baddua kisi ki haasil karke,
kaun yahan jee pata hai,
har zakhm itne gehre hain,
unhe koi nahi see pata hai.....
Logged
Meena
Guest
«Reply #145 on: September 05, 2005, 03:32:22 PM »
Reply with quote
niceeeeeeeeee!!

nashe me madhosh te, hume adat ti peene ki,
logo ne hume badua di, kuch aur pal jeene ki!!
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #146 on: September 06, 2005, 12:09:06 PM »
Reply with quote
ULTIMATE.....MEENA....

HUM TO PYAR MEIN MADHOSH THE,
LOGON NE HUME JAGAYA HAI,
JAB UNKI BAAT HUMNE NA MAANI,
TO PEENE KA ILZAAM LAGAYA HAI....


Quote from: "Meena"
niceeeeeeeeee!!

nashe me madhosh te, hume adat ti peene ki,
logo ne hume badua di, kuch aur pal jeene ki!!
Logged
Meena
Guest
«Reply #147 on: September 07, 2005, 03:44:31 PM »
Reply with quote
thanx ninaah and nice one as well!

log kaha jeene dete hai sharab ki madhoshi me,
til til marte hai hum, tanhai me, kamoshi me!
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #148 on: September 09, 2005, 07:43:11 AM »
Reply with quote
gr8888888 all n nice ninaah jee n meenu sis
Logged
Meena
Guest
«Reply #149 on: September 09, 2005, 03:13:00 PM »
Reply with quote
shukriya....ji ......shukriya salma sis..........

 :D
Logged
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:22:00 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer