baddua...........

by Ninaah on February 12, 2005, 09:16:45 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 11
ReplyPrint
Author  (Read 15139 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #75 on: May 10, 2005, 09:57:51 AM »
Reply with quote

Kisi qadam par mehsoos na ho kami meri
Kisi maqam per mujh ko yaad na karo tum
Khushiyo may aisay apni magan raho
Kabhi mazi kay warq na palto tum
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #76 on: May 11, 2005, 09:01:45 PM »
Reply with quote
 Aap Hi Apni Addaoon Per Zara Ghoor Kejeay
Agar Hum Arz Karein Gay Tu Shikayat Hogi.
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #77 on: May 22, 2005, 12:46:47 AM »
Reply with quote
Mere Honton ke mehaktay hue naghmo par na ja
Mere seenay main aur bhi ghum paltay hain
Mere chehray par dikhaway ka tabassum hai magar
Meri aankhon main udaasi kay diye jalte hain
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #78 on: May 29, 2005, 08:07:18 AM »
Reply with quote
dard ji ( for you )

gar mohabbat ke saath gum mile,
to gum ka bhi hume kabhi gum na ho,
tab to hum khuda se yahi dua karenge,
ki meri zindagi se ye gum bhi kabhi kum na ho....



Quote from: "dardhai"
sad5   WO  JEENA BHI  KYA   JEENA
      JISME TADAP NA HO.
      EK   HEEE  BAAT  KAHOON GA.
      HAR  KHUSHI  KE SAATH  EK dard  BHI  REHTA HAI.
      (JAISE  CHAND  MAIN BHI  DAAG  HAI)   sad5

     NEENAJI     BY    MEEDAN

Quote from: "Ninaah"
thanks....

zindagi bhi tabhi sukoon deti hai, jab mehboob paas ho,
aur jiya bhi tabhi jata hai, jab mohabbat ki aas ho....

 :cry: Ninah :cry:



Wah Ninaah ji,

Dil toh toot ta hi rehta hai ab har ek din mera,
Kabhi mehboob,kabhi dushman,kabhi doston ne toda hai,
Magar hum phir bhi nahi sochte marne ki bat ko,
Humne toh bas wafa e jindagi se nata joda hai.
[/quote]
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #79 on: May 30, 2005, 01:36:04 AM »
Reply with quote
Humari kismat ney yeh kai dhoka diya humein
jise dost samjha tah usi ney bhula diya humein
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #80 on: June 07, 2005, 07:31:58 AM »
Reply with quote
HAR RISHTA APNI PEHCHAAN KHUD BANATA HAI,
PYAR KA RISHTA HAR DIL PE CHA JAATA HAI,
GUR SACCHE DIL SE PUKAROGE APNE PYAR KO TO,
WO KAHIN BHI HO TUMHARE SAAMNE AA HE JAATA HAI........



Quote from: "khan4u"
Quote from: "Ninaah"
thanks....

zindagi bhi tabhi sukoon deti hai, jab mehboob paas ho,
aur jiya bhi tabhi jata hai, jab mohabbat ki aas ho....

 :cry: Ninah :cry:



Wah Ninaah ji,

Dil toh toot ta hi rehta hai ab har ek din mera,
Kabhi mehboob,kabhi dushman,kabhi doston ne toda hai,
Magar hum phir bhi nahi sochte marne ki bat ko,
Humne toh bas wafa e jindagi se nata joda hai.
[/quote]
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #81 on: June 07, 2005, 07:33:44 AM »
Reply with quote
MERI KHUSHI NE HAR BAAR TUJHE PUKARA HAI,
PUR TERE SAMNE TERE SAPNO KA NAZARA HAI,
KUCH PAL HUME BHI DE-DE APNI ZINDAGI SE,
TERI HE YAADON SE HUMNE APNA MUKADDAR SANWARA HAI......



Quote from: "fakharenaveed"
Humari kismat ney yeh kai dhoka diya humein
jise dost samjha tah usi ney bhula diya humein
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #82 on: June 07, 2005, 11:12:07 PM »
Reply with quote
sapne dekhne ki adaat hoti hai sabko
ye aankhen band karte hi aaj jate hai
hum jante hai ki sapne pure nahi hote
issi dar se aaj kal hum so nahi pate hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #83 on: June 08, 2005, 08:34:13 AM »
Reply with quote
BHALE HE SAPNE POORE NA HON,
PHIR BHI ANKHEIN SAPNE SAJATI HAIN,
HUM BHALE HE KAHIN BHI RAHEIN,
PUR YAHI SAPNE HUME JANNAT DIKHATI HAIN.....



Quote from: "fakharenaveed"
sapne dekhne ki adaat hoti hai sabko
ye aankhen band karte hi aaj jate hai
hum jante hai ki sapne pure nahi hote
issi dar se aaj kal hum so nahi pate hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #84 on: June 08, 2005, 08:45:40 PM »
Reply with quote
Janat ki talab mein hum ney
sabhi rishtay toor dalay hain
lekin phir bhi hum ko Ae Khuda
Bane phir bhi anhin woh janat waley hain
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #85 on: June 21, 2005, 07:24:24 AM »
Reply with quote
JANNAT KI KHUSHI SABRA SE MILTI HAI,
APNE SABRA KA PAIMANA NA CHALKAO,
WO TUMHE APNE BAHON MEIN LE LEGI,
ZARA TUM BHI TO APNE KADMO KO AAGE BADAO....



Quote from: "fakharenaveed"
Janat ki talab mein hum ney
sabhi rishtay toor dalay hain
lekin phir bhi hum ko Ae Khuda
Bane phir bhi anhin woh janat waley hain
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #86 on: June 21, 2005, 09:36:13 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
JANNAT KI KHUSHI SABRA SE MILTI HAI,
APNE SABRA KA PAIMANA NA CHALKAO,
WO TUMHE APNE BAHON MEIN LE LEGI,
ZARA TUM BHI TO APNE KADMO KO AAGE BADAO....



Quote from: "fakharenaveed"
Janat ki talab mein hum ney
sabhi rishtay toor dalay hain
lekin phir bhi hum ko Ae Khuda
Bane phir bhi anhin woh janat waley hain
Hum tu qdam kab k bdha chukay hain
lekin shayd woh hi shrma rhay hain
Kia hum mein koi kami hai aye Khuda
Jo woh meri traf qdam nahin bdha rhay hain
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #87 on: June 22, 2005, 07:10:06 AM »
Reply with quote
shikkast de gayee zindagi,
aur hum zindagi se haar gaye,
hum rote he reh gaye,
aur bewafa baazi maar gaye.....




Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
JANNAT KI KHUSHI SABRA SE MILTI HAI,
APNE SABRA KA PAIMANA NA CHALKAO,
WO TUMHE APNE BAHON MEIN LE LEGI,
ZARA TUM BHI TO APNE KADMO KO AAGE BADAO....



Quote from: "fakharenaveed"
Janat ki talab mein hum ney
sabhi rishtay toor dalay hain
lekin phir bhi hum ko Ae Khuda
Bane phir bhi anhin woh janat waley hain
Hum tu qdam kab k bdha chukay hain
lekin shayd woh hi shrma rhay hain
Kia hum mein koi kami hai aye Khuda
Jo woh meri traf qdam nahin bdha rhay hain
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #88 on: June 22, 2005, 07:14:58 AM »
Reply with quote
bewafoon  ka aaj kal kiun itan churcha aam hai
wafa waley aaj kal kiun itney  bdnaam hain
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #89 on: June 22, 2005, 09:21:58 AM »
Reply with quote
wafa wale duniyadari ki maar khate hain,
aur bewafao ke aage humari tarah haar jaate hain....



Quote from: "fakharenaveed"
bewafoon  ka aaj kal kiun itan churcha aam hai
wafa waley aaj kal kiun itney  bdnaam hain
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 11
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:33:09 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer