baddua...........

by Ninaah on February 12, 2005, 09:16:45 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11
ReplyPrint
Author  (Read 15338 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #90 on: June 22, 2005, 07:53:31 PM »
Reply with quote
Wafa kis cheez ka nama hai duniay walo yeh bat doo
Hum ney unko chaha un s mohabbat ki ayr bewafa kehlaye
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #91 on: June 23, 2005, 09:19:46 AM »
Reply with quote
kisi ki to baddua mein bhi asar hai,
pur humari dua bhi kaam nahi aati hai,
hum khushiyon ki taraf rukh karte hain,
aur kismat hume gumon tak le jaati hai......



Quote from: "fakharenaveed"
Wafa kis cheez ka nama hai duniay walo yeh bat doo
Hum ney unko chaha un s mohabbat ki ayr bewafa kehlaye
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #92 on: June 23, 2005, 09:26:56 AM »
Reply with quote
bewafaon ka yahan bolbala hai,
sacche pyar ka yahan yahi anjaam hota hai,
jhoota shaan se jita hai iss duniya mein,
aur saccha pyar yahan badnaam hota hai.....



Quote from: "fakharenaveed"
Wafa kis cheez ka nama hai duniay walo yeh bat doo
Hum ney unko chaha un s mohabbat ki ayr bewafa kehlaye
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #93 on: June 23, 2005, 07:16:02 PM »
Reply with quote
Badnamin hum aur na aab seh payein gay
Is dil emin Aab nahin kisi ko bsayein gay
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #94 on: June 24, 2005, 05:50:30 AM »
Reply with quote
badnami ke darr gur pyar kana chod doge,
to phir zamane mein kaun pyar karega,
har koi iss zamane ke aage sur jhukayega,
phir kaun kisi ki chahat pe marega.....



Quote from: "fakharenaveed"
Badnamin hum aur na aab seh payein gay
Is dil emin Aab nahin kisi ko bsayein gay
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #95 on: June 24, 2005, 06:10:54 AM »
Reply with quote
Hum Teri chahat k 2 pal pane k liye
sarisari raat likha krtay hain sanam
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #96 on: June 24, 2005, 06:44:43 AM »
Reply with quote
teri chahat mein majboor huve,
na jaane kyon tujh se door huve.....


Quote from: "fakharenaveed"
Hum Teri chahat k 2 pal pane k liye
sarisari raat likha krtay hain sanam
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #97 on: June 24, 2005, 07:22:55 AM »
Reply with quote
durri aab yeh mujhs  kiun sahi nahin jati hai
teri ankhoon ki nami mujah s dekhi nahin jati hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #98 on: June 24, 2005, 08:11:08 AM »
Reply with quote
PHIR BHATAK RAHE HAIN ATEETON MEIN,
USKI YAADON KA SAHARA LIYE,
HUM YAAD USSE AAJ BHI KARTE HAIN,
UNN FAZAON KA NAZARA LIYE....



Quote from: "fakharenaveed"
durri aab yeh mujhs  kiun sahi nahin jati hai
teri ankhoon ki nami mujah s dekhi nahin jati hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #99 on: June 24, 2005, 08:30:22 PM »
Reply with quote
In nzaroon mein buhat hain rang chupay huway
hum bhi aba rehte hain in mein gumay huwe
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #100 on: June 25, 2005, 06:45:24 AM »
Reply with quote
GUM TO ZINDAGI KA SAATHI HOTA HAI,
YE KAHAN ZINDAGI SE JUDA HUVA HAI,
HAATH THAM LE GUR KOI TO WO WAFA HAI,
SAATH CHOD DE, WO BEWAFA HUVA HAI....



Quote from: "fakharenaveed"
In nzaroon mein buhat hain rang chupay huway
hum bhi aba rehte hain in mein gumay huwe
Logged
romeo_must_die
Guest
«Reply #101 on: June 25, 2005, 07:05:18 AM »
Reply with quote
Nahin miloon ga ager kho diya ...
 na apney haath say ganwa mujhey kisi k liye ....... ~Romeo~.....NM
Logged
romeo_must_die
Guest
«Reply #102 on: June 25, 2005, 07:10:25 AM »
Reply with quote
Nahin miloon ga ager kho diya ...
 na apney haath say ganwa mujhey kisi k liye ....... ~Romeo~.....NM
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #103 on: June 25, 2005, 08:56:44 AM »
Reply with quote
aapko ganwane se pehale,
hum maut ka daman tham lenge,
jab chaho dekh lena,
marte huve bhi tumhara naam lenge....




Quote from: "romeo_must_die"
Nahin miloon ga ager kho diya ...
 na apney haath say ganwa mujhey kisi k liye ....... ~Romeo~.....NM
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #104 on: June 25, 2005, 08:31:18 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
GUM TO ZINDAGI KA SAATHI HOTA HAI,
YE KAHAN ZINDAGI SE JUDA HUVA HAI,
HAATH THAM LE GUR KOI TO WO WAFA HAI,
SAATH CHOD DE, WO BEWAFA HUVA HAI....



Quote from: "fakharenaveed"
In nzaroon mein buhat hain rang chupay huway
hum bhi aba rehte hain in mein gumay huwe


Bewafai kia hai khud hum ko bhi maloom nahin hai
Hum Hain Pare yahan kuch hum ko bhi yeh maloom nahin
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 02:28:20 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer