BEWAFA DUNIYA

by dewanadil on October 07, 2006, 01:41:14 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 3133 times)
dewanadil
Guest
Reply with quote
thi jisse muhabbat aaj usise nafrat hai mujhko...
kiya karte the izzat jiski aaj usise shikayat hai mujhko...

zaahir nahi kiya humne apne zakhmo ko kabhi,
dard me bhi yaaro muskurane ki aadat hai mujhko...

tod chuke hai rista iss BEWAFA DUNIYA se hum,
aye khuda tere saye ki abb zaroorat hai mujhko....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
yeh duniya.... by pappu in Shayri-E-Dard
duniya gol hai by jh in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Bewafa ko bewafa hi kahenge by sabreena in Shayeri for Dard -e- Bewafai
duniya bewafa by King_Khan in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Bewafa duniya by Devdas_online in Shayri-E-Dard
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: October 07, 2006, 02:39:45 PM »
Reply with quote
Waah Bhai bahoot Khoob,..
Nice One Lage Raho,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: October 07, 2006, 02:41:00 PM »
Reply with quote
Khuda Unhe Salamath Rakhe Jo Nafrat Humse Karte Hain,..
Pyaar Nahi Nafrat Hi sahi Par Kuch To Humse Karte Hain,,
Logged
dewanadil
Guest
«Reply #3 on: October 07, 2006, 05:19:59 PM »
Reply with quote
shukriya jaanasheen...
"kuchh to humse karte hain"..itz touching!!

hum jeete bhi nahi,ye jaan jaati bhi nahi..
chahkar bhi unko hum bhula pate nahi...

yaadon me unke jaan nikalti hai yaaro,
khayalo me rahte hain par hakeekat me woh aate nahi...

guzaar bhi sakhte hain hum zindagi bus dekhkar unko,
hokar bhi saamne hum unhe nazar aate nahi....
Logged
dewanadil
Guest
«Reply #4 on: October 07, 2006, 07:02:54 PM »
Reply with quote
meri kismat ko khuda ne tareek se sajaya....
mujhe maqrib to sanam ko mashriq banaya...
uss uparwale ki yaaro marzi to dekho,
hame kisi bedard ka aashiq banaya......
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #5 on: October 09, 2006, 12:50:44 PM »
Reply with quote
Quote from: "dewanadil"
meri kismat ko khuda ne tareek se sajaya....
mujhe maqrib to sanam ko mashriq banaya...
uss uparwale ki yaaro marzi to dekho,
hame kisi bedard ka aashiq banaya......


per mein kaantein na chub jaayen,
hum chappal pehna karte hain
dil mein kaantein na chub jaayen,
kisi bewafa se dil nahin lagate hain
Logged
dewanadil
Guest
«Reply #6 on: October 09, 2006, 01:24:08 PM »
Reply with quote
bahot acche devdaasji..

khudke maatam me hum abaad the...
dhadakna chhodkar bhi dilke wahi jazbaat the......
aaj to karwadijiye deedaar aapka,
khuda se kahsakun k aap maut tak mere saath the...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: October 09, 2006, 03:57:08 PM »
Reply with quote
Shukriya Bhai And Nice One,..
Bahoot Khoob Deewana Dil And Devdas
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: October 09, 2006, 04:04:03 PM »
Reply with quote
Tu Kya Jaane Waafa Ki Rasmon Ko Aye Bewafa,..
Tujhe To Adat Hogayi Hai Sabke Saath Kahlne Ki..

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
dewanadil
Guest
«Reply #9 on: October 13, 2006, 12:15:12 PM »
Reply with quote
dil ne aarzu ki tumse milne ki,
phir ye tadap uttha tujhe yaad karkar....
iftida hui thi hamare pyar ki haste hue,
aaj bhula rahe hain tumhe rorokar...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: October 16, 2006, 01:38:16 PM »
Reply with quote
Nice One Deewana Dil,..
Logged
dewanadil
Guest
«Reply #11 on: February 06, 2007, 07:37:54 PM »
Reply with quote
apni he mahfil me aaj ye dil tanha hogaya..
iss khadar chahna kisiko ek gunah hogaya..
dedi humne itni muhabbat kisiko yaaro,
k wahi shaks aaj humse bewafa hogaya..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: February 17, 2007, 01:34:04 PM »
Reply with quote
Nice One,..

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: February 17, 2007, 01:36:29 PM »
Reply with quote
Bewafaai Ka Dard Tadpaaye,...
Beete Lamhon Ki Yaad Kyun Aaye,..
Tune Mere Dil Ko Torda,..
Tanha Tanha Mujhko Chorda,..
Kyun Kiya Aisa Sitam,,'
Hum Tumhare Hain Sanam,..
Logged
dewanadil
Guest
«Reply #14 on: February 17, 2007, 07:00:50 PM »
Reply with quote
shukriya janasheen..nice 1 u 2 !!

Tanhai k alam mein aksar hum unhe paate hain...
saath bitaye woh haseen lamhe yaad aate hain....
de gaye the woh ek jhalak apni jate jate,
jis k sahare aaj bhi hum muskurate hain...
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:04:17 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.096 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer