BEWAFA KI CHAHAT

by _Vicky_ on March 24, 2006, 08:19:19 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5
ReplyPrint
Author  (Read 5368 times)
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #15 on: March 27, 2006, 04:34:21 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"

kayun her dil ko maine toota paya
jisko bhi suna, dil mera bhar ayya
hum sabki wafa per, khuda ne kayun yah kaher dhaya
kis liye wafa ko wafa se aor bewafa ko bewafa se nahi milaya!!!


khuda bhi jaanta hai ye log bewaafaai ke ansoo peker samhal lenge.
aapne gumo ko chand lafzoon mein nikal denge.
isliye wo dukh deta gaya aur... hum peete gaye.
zindgi ko zinda laash ki tarah jeete gaye.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Chahat by noughtynihal in Ghazals
chahat by jindagi in Shayri for Khumar -e- Ishq
***Chahat*** by yasir_sensitive in Shayri-E-Dard
Bewafa ko bewafa hi kahenge by sabreena in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Bewafa Chahat by souravbagla in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Pooja
Guest
«Reply #16 on: March 27, 2006, 04:42:43 PM »
Reply with quote
na lafaz hai, na hi ansoo ab baki
bahoot dekh li yah zindagi mere saki
na hi zindagi na hi yah lash chahiye
na hi jeene ki koi umind chahiye
Logged
anitha
Guest
«Reply #17 on: March 27, 2006, 04:47:30 PM »
Reply with quote
wah wah kya baat hai pooja ji aur bhondu ji
good one from u both

agar hai qhuda milaata, bewaffa ko bewaffa se
mushqil hota usse milna, log rhote huye iss bewaffai se
agar woh milaata, wafa ko wafa se
shaayad na dekhpata, jab sab apne pyaar ko paakar jeete kushi se
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #18 on: March 27, 2006, 05:11:40 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
na lafaz hai, na hi ansoo ab baki
bahoot dekh li yah zindagi mere saki
na hi zindagi na hi yah lash chahiye
na hi jeene ki koi umind chahiye


humne soocha ki bahut anson pe liye hai.
zindgi bhi aapni  bahut jee liye hai.
per marne se pahle aap jaison se mila deta hai.
naa chahte hue bhi jeene ki umeed jaga deta hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #19 on: March 27, 2006, 05:47:24 PM »
Reply with quote
wah kaya baat hai, bahoot khooob!!!

kisi ke ansoo, ajj bhi rula dety hai
kahin zinda hu main, yah baat samjha dety hai
umind kaise mai khud mai jaga du
jakham hai kitne, kis tarah inko sula du!!
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #20 on: March 28, 2006, 07:47:19 AM »
Reply with quote
bahut khoob..BHONDU JI, POOJA JI, GUMNAM JI AUR ANITHA JI....aap sab ne mil kar khoob rang jamaya hai....shukriya.
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #21 on: March 28, 2006, 07:51:38 AM »
Reply with quote
phir karwaten badalte, guzarne lagi yaaden,
phir dasne lagi tanhai, phir rulane lagi yaaden,
phir wo lamha aaya, wo bhi hui rukhsat,
phir dhundne lagi aakhen, aakhon me mere aansoo,
mere aansuon me hue shamil, kuch aur mere aansoo................
Logged
gumnam
Guest
«Reply #22 on: March 28, 2006, 01:50:30 PM »
Reply with quote
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "gumnam"

THANI THI DIL MEIN KI AB NA MILEGE KISI SE HUM,
PAR KYA KARE KI HO GAYE LAACHAR JI SE HUM.


Gumnaam ji dersal hum bhondu thay aur... bhondu hi rah gaye ..
isiliye to humko chor nikal gaye.

man aapne kuch iradoon ko mitti mein mila deta hai.
ishq wo ehsaah hai jo bade badon ko hila deta hai.
BAHUT KHUB

YE DOST ISHQ KI BAAT NA KAR,
HUM BHI SATAYE GAYE HAI MOHBBAT KE NAAM PAR.
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #23 on: March 28, 2006, 04:15:54 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
wah kaya baat hai, bahoot khooob!!!

kisi ke ansoo, ajj bhi rula dety hai
kahin zinda hu main, yah baat samjha dety hai
umind kaise mai khud mai jaga du
jakham hai kitne, kis tarah inko sula du!!



Aap per ansoo bahane ko hum hai
umeed aapki jagane ko hum hai.
zakham khula rakh dene se thik na hoga.
zakhmo per malhum lagaane ko hum hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #24 on: March 28, 2006, 08:39:35 PM »
Reply with quote
Kayun apne ansoo barbaad karty ho
Kis umind per, umind jagane ki baat karty ho
Zakham yah kabhi bhar nahi sakty
Toote dil, kabhi kisi ke ho nahi sakty!!
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #25 on: March 29, 2006, 06:35:05 AM »
Reply with quote
bahut khoob pooja and bhondu ji.................


Ab to aapke bin ek pal bhi bitana mushkil ho gaya hai,
bhari mahafil me aapse pyar jatana mushkil ho gaya hai....
kaise chipaun bhala duniya se zakhm main apne,
tumhen naraz na karne ke liye khud ko satana mushkil ho gaya hai....
Logged
chitra
Guest
«Reply #26 on: March 29, 2006, 06:40:36 AM »
Reply with quote
Aaj teri yaad mein muskurana muskil ho gya
khuli nazre ,tum na dikhe nazara viraan ho gya
bahoot udasi hai mere tasvvur mein
judaai mein dil ab jism bhi marta gya
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #27 on: March 29, 2006, 09:11:42 AM »
Reply with quote
CHITRA JI BAHUT KHOOB........WAH!.......

Laakh chah kar bhi main tujhe bhula nahi sakta,
saans rahate, teri tasveer aakhon se hata nahi sakta......
aakhri pal tak o bewafa, tujhe yaad karta hoon,
teri yaadon ko seene main basa kar chalta hoon....
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #28 on: March 29, 2006, 05:22:30 PM »
Reply with quote
wah! majid bhai...
AGAR WO BEWAFA HOTE, TO KUCH AUR BAAT HOTI,
AGAR DILRUBA HOTE TO , NA GHAM KI RAAT HOTI...
DIL SE AGAR WO DIL KI HALAT SAMAJHTE,
TO MOHABBAT HUMARI JAROOR KAMYAB HOTI....
Logged
chitra
Guest
«Reply #29 on: March 30, 2006, 08:10:23 AM »
Reply with quote
bewafa ki chaht mein, Rah jaati hai bas yaad
unko nahi hoti mohbbate, karlo kitni hi fariyaad
fir bhi nahi chhut-ta, daman ummeed ka
aayega kabhi to unko, is barbaad dil pe pyaar
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:06:38 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer