bewafaa

by kaushikbhawna008 on May 24, 2008, 09:30:34 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1003 times)
kaushikbhawna008
Guest
Reply with quote
aaj fir aankhon mei nami si chayi hai
aaj fir us bewafaa ki yaad aayi hai

waqt k saath dhundla pad gaya tha jiska chehra
aaj uski hi chavi ubhar aayi hai
aaj fir us bewafaa ki yaad aayi hai

kiya tha barbaad jisne hamein apna banake
aaj uski b halat tarsti najar aayi hai
aaj fir us bewafaa ki yaad aayi hai

kai shaam beeti magar mein so na saki
lagta hai uski aankhon mei b nami si chayi hai
aaj fir us bewafaa ki yaad aayi hai

bheego raha hai hamein be-waqt barsaat ka mausam
fir usse milne ki dil mei umeed si samayi hai
aaj fir us bewafaa ki yaad aayi hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Bewafaa by deepansh in Shayri-E-Dard
BEWAFAA LOG by richa_jain in Miscellaneous Shayri
Bewafaa by ankushtayal95 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Bewafaa by vinery in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Bewafaa by vinery in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Sonia01
Guest
«Reply #1 on: May 26, 2008, 02:30:31 AM »
Reply with quote
aaj fir aankhon mei nami si chayi hai
aaj fir us bewafaa ki yaad aayi hai

waqt k saath dhundla pad gaya tha jiska chehra
aaj uski hi chavi ubhar aayi hai
aaj fir us bewafaa ki yaad aayi hai

kiya tha barbaad jisne hamein apna banake
aaj uski b halat tarsti najar aayi hai
aaj fir us bewafaa ki yaad aayi hai

kai shaam beeti magar mein so na saki
lagta hai uski aankhon mei b nami si chayi hai
aaj fir us bewafaa ki yaad aayi hai

bheego raha hai hamein be-waqt barsaat ka mausam
fir usse milne ki dil mei umeed si samayi hai
aaj fir us bewafaa ki yaad aayi hai

Bhavna jee aapne bahut accha likha hai. Pehla do line
kahi pada jaisa laga.... but good lines.
Logged
+919938611011
Guest
«Reply #2 on: August 29, 2010, 01:01:59 PM »
Reply with quote
Tkm
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #3 on: August 31, 2010, 01:43:57 AM »
Reply with quote
aaj fir aankhon mei nami si chayi hai
aaj fir us bewafaa ki yaad aayi hai

waqt k saath dhundla pad gaya tha jiska chehra
aaj uski hi chavi ubhar aayi hai
aaj fir us bewafaa ki yaad aayi hai

kiya tha barbaad jisne hamein apna banake
aaj uski b halat tarsti najar aayi hai
aaj fir us bewafaa ki yaad aayi hai

kai shaam beeti magar mein so na saki
lagta hai uski aankhon mei b nami si chayi hai
aaj fir us bewafaa ki yaad aayi hai

bheego raha hai hamein be-waqt barsaat ka mausam
fir usse milne ki dil mei umeed si samayi hai
aaj fir us bewafaa ki yaad aayi hai

Good one Bhawna Ji
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:34:12 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer