Bewafaai Kismat Meri.,

by Jaanasheen on February 05, 2009, 11:57:44 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1167 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Anjan Ho Tum Mere Sitam Se Jo Guzre Hain Mujpar Tumhare Jaane Ke Baad,.
Kis Kadar Roya Hoon Main Tanha Raaton Mein Ek Baar Muskuraane Ke Baad,.

Bahoot Tardpa Hoon Main Wafa Paane Ke Liye Tumse,.
Phir Bhi Tanha Hoon Dekho Main Mehfil Mein Aane Ke Baad,.

Samajhkar Jise Humraaz Maine Dil Ka Haal Sunaya,.
De Gaya Wohi Dagaa Mujhe Mera Haal Jaan-ne Ke Baad,.

Sach Kehte The Log Ke Mohabbat Char Din Ki Bahaar Hai,.
Ab Kali Ki Hasrat Main Kya Karoon Chaman Lootaane Ke Baad,.

Sitam Zamaane ke Pal Pal Mujhpar Bardte Gaye,.
Ro Rahein Hain Dekho Sab Mujhe Azmaane Ke Baad,.

Ek Main Hoon Jo Gham Sehkar Bhi Muskura Raha Hoon,.
Log To Toot Jaate Hain Thokarein Khaane Ke Baad,.

Aaj Bhi Teri Raah Ko Roshan Karta Hai Ghar Mera,.
Jo Kabhi Ban Gaya Raakh Tere Jalaane Ke Baad,.

Tere kadmo Ki Dhool Ko Bhi Maine Chahat Ki Nishani Samjha,.
Aur Tum Rote Ho Kyun, Hamari Hasti Mitaane Ke Baad,.

Jahan ke Sataye Hue Hain Hum, Kabar Mein Kahin Rahat Mile,.
Farishton Na Cherdo Hume Warna Ro Padoge Mujhe Sataane Ke Baad,.

Kehte The Jo Hume Zindagi Apni "Azeem",.
Baith Rahe Hain Dekho Ab Wo Doli Mein Mujhe Dafnaane Ke Baad,.

__________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
meri kismat by sandeepparker in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Mein Aur Meri Bewafaai... by Amanush... in Shayri-E-Dard
meri kismat by anand_ajanta in Shayeri for Dard -e- Bewafai
~:-Meri Kismat-:~ by fakharenaveed in Shayri for Khumar -e- Ishq
Meri wafa se bewafaai by kittoo in Shayeri for Dard -e- Bewafai
SairaKhan
Guest
«Reply #1 on: February 06, 2009, 12:03:37 AM »
Reply with quote
WOWWWW mind blowing, superb. keep it up.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: February 06, 2009, 12:05:35 AM »
Reply with quote
WOWWWW mind blowing, superb. keep it up.

Thank U,.
Logged
Asghr
Guest
«Reply #3 on: February 06, 2009, 12:15:12 AM »
Reply with quote
hamar tau wazan badta jaa rah hai hotloohn k khane khane k baad, lovely poetry bhai.asghr
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: February 06, 2009, 12:23:01 AM »
Reply with quote
hamar tau wazan badta jaa rah hai hotloohn k khane khane k baad, lovely poetry bhai.asghr

Ye Aapka Badappan Hai Bhai, Jo Hamaare Thread Par Nazar Daala Aapne,

Shukriya,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #5 on: February 06, 2009, 12:57:35 PM »
Reply with quote
Anjan Ho Tum Mere Sitam Se Jo Guzre Hain Mujpar Tumhare Jaane Ke Baad,.
Kis Kadar Roya Hoon Main Tanha Raaton Mein Ek Baar Muskuraane Ke Baad,.

Bahoot Tardpa Hoon Main Wafa Paane Ke Liye Tumse,.
Phir Bhi Tanha Hoon Dekho Main Mehfil Mein Aane Ke Baad,.

Samajhkar Jise Humraaz Maine Dil Ka Haal Sunaya,.
De Gaya Wohi Dagaa Mujhe Mera Haal Jaan-ne Ke Baad,.

Sach Kehte The Log Ke Mohabbat Char Din Ki Bahaar Hai,.
Ab Kali Ki Hasrat Main Kya Karoon Chaman Lootaane Ke Baad,.

Sitam Zamaane ke Pal Pal Mujhpar Bardte Gaye,.
Ro Rahein Hain Dekho Sab Mujhe Azmaane Ke Baad,.

Ek Main Hoon Jo Gham Sehkar Bhi Muskura Raha Hoon,.
Log To Toot Jaate Hain Thokarein Khaane Ke Baad,.

Aaj Bhi Teri Raah Ko Roshan Karta Hai Ghar Mera,.
Jo Kabhi Ban Gaya Raakh Tere Jalaane Ke Baad,.

Tere kadmo Ki Dhool Ko Bhi Maine Chahat Ki Nishani Samjha,.
Aur Tum Rote Ho Kyun, Hamari Hasti Mitaane Ke Baad,.

Jahan ke Sataye Hue Hain Hum, Kabar Mein Kahin Rahat Mile,.
Farishton Na Cherdo Hume Warna Ro Padoge Mujhe Sataane Ke Baad,.

Kehte The Jo Hume Zindagi Apni "Azeem",.
Baith Rahe Hain Dekho Ab Wo Doli Mein Mujhe Dafnaane Ke Baad,.

__________________________-Jaanasheen-



AZEEM! bahot khoobsurat hai, par itna dard?
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: February 06, 2009, 01:07:17 PM »
Reply with quote

AZEEM! bahot khoobsurat hai, par itna dard? aapne promise kiya tha share karogay... baanto dard upna muhjse, iss dard pe mera bhi huq hai yaar!

Thank U,.
Logged
rawattanha
Guest
«Reply #7 on: February 06, 2009, 01:27:58 PM »
Reply with quote
kasam se hum toh ro parhe parh kar.  bahut khub............
Anjan Ho Tum Mere Sitam Se Jo Guzre Hain Mujpar Tumhare Jaane Ke Baad,.
Kis Kadar Roya Hoon Main Tanha Raaton Mein Ek Baar Muskuraane Ke Baad,.

Bahoot Tardpa Hoon Main Wafa Paane Ke Liye Tumse,.
Phir Bhi Tanha Hoon Dekho Main Mehfil Mein Aane Ke Baad,.

Samajhkar Jise Humraaz Maine Dil Ka Haal Sunaya,.
De Gaya Wohi Dagaa Mujhe Mera Haal Jaan-ne Ke Baad,.

Sach Kehte The Log Ke Mohabbat Char Din Ki Bahaar Hai,.
Ab Kali Ki Hasrat Main Kya Karoon Chaman Lootaane Ke Baad,.

Sitam Zamaane ke Pal Pal Mujhpar Bardte Gaye,.
Ro Rahein Hain Dekho Sab Mujhe Azmaane Ke Baad,.

Ek Main Hoon Jo Gham Sehkar Bhi Muskura Raha Hoon,.
Log To Toot Jaate Hain Thokarein Khaane Ke Baad,.

Aaj Bhi Teri Raah Ko Roshan Karta Hai Ghar Mera,.
Jo Kabhi Ban Gaya Raakh Tere Jalaane Ke Baad,.

Tere kadmo Ki Dhool Ko Bhi Maine Chahat Ki Nishani Samjha,.
Aur Tum Rote Ho Kyun, Hamari Hasti Mitaane Ke Baad,.

Jahan ke Sataye Hue Hain Hum, Kabar Mein Kahin Rahat Mile,.
Farishton Na Cherdo Hume Warna Ro Padoge Mujhe Sataane Ke Baad,.

Kehte The Jo Hume Zindagi Apni "Azeem",.
Baith Rahe Hain Dekho Ab Wo Doli Mein Mujhe Dafnaane Ke Baad,.

__________________________-Jaanasheen-

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: February 06, 2009, 02:54:46 PM »
Reply with quote
Shukriya Rawat Ji,.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 02:14:45 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer