Bewafaai,.

by Jaanasheen on July 21, 2008, 01:04:57 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2193 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Ankh Mein Aansun Itne Hai Ki, Mehbooba Ke Deedaar Bhi Nahin Kar Sakte,
Dil Ka Haal Aisa Hai Ki, Tere Siwa Kisi Aur Se Pyar Bhi Nahin Kar Sakte

Aaja Ki Dil Bahut Soona Hai, Jaise Bina Phool Ke Baug,
Sharab Ne Bhi Bahut Koshish Ki, Magar Bhujti Nahin Aag

Kabhi Sharab Pine Mein, Kabhi Dil Ke Tukde Jodhne Mein Samay Bitate Hain,
Na Jaane Kaise Kaise Bewafa Is Dil Mein Chale Aate Hain,.

_____________________________________-Nm-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
bewafaai by karan q in Shayeri for Dard -e- Bewafai
bewafaai to bas ek bahan tha by kaushikbhawna008 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
bewafaai by zakinjaan in Shayari-ae-bewafai in Punjabi
bewafaai ka kun ilzaam lagate ho hmei... by hameeda in Share:Love Poetry
ke yuN KISHTON meN bewafaai na deN...!! by ghayal_shayar in Ghazals « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: July 21, 2008, 01:07:07 PM »
Reply with quote
Mat poochhiye Kya soch kar Dil Tod Diya Hai!
Hamne to bus Chhodh Diya! Chhodh Diya! Chhodh Diya Hai!

In Tukdon se ab Chaahe Jitne Ashaar Banaayen,
Duniya ko Dil Todhna Thaa Todh Diya! Todh Diya! Todh Diya hai!

_________________________________-Nm-
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #2 on: July 22, 2008, 05:57:57 AM »
Reply with quote
Ankh Mein Aansun Itne Hai Ki, Mehbooba Ke Deedaar Bhi Nahin Kar Sakte,
Dil Ka Haal Aisa Hai Ki, Tere Siwa Kisi Aur Se Pyar Bhi Nahin Kar Sakte


Na Jaane Kaise Kaise Bewafa Is Dil Mein Chale Aate Hain,.

_____________________________________-Nm-


Bhai Azeem...Kya Khoob Share Kiya Hai..
Pahele Haal-e-Muhabbat Fir Haal-e-Bewafaai
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #3 on: July 22, 2008, 06:05:29 AM »
Reply with quote
Mat poochhiye Kya soch kar Dil Tod Diya Hai!
Hamne to bus Chhodh Diya! Chhodh Diya! Chhodh Diya Hai!

In Tukdon se ab Chaahe Jitne Ashaar Banaayen,
Duniya ko Dil Todhna Thaa Todh Diya! Todh Diya! Todh Diya hai!

_________________________________-Nm-
One By One sharing...Bahot Hi alag Andaaj Me
Bhai azeem Khoob..Chhod diya Todh Diya..!!!


Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #4 on: July 22, 2008, 07:26:47 AM »
Reply with quote
bohut khoob janasheen ji
Logged
k.shael
Guest
«Reply #5 on: July 22, 2008, 07:58:56 AM »
Reply with quote
VERY NICE JANASHEEN JI,
BY. K.SHAEL

HAM SARE APNE GAMM BHULA DENGE
WO EK BAAR JO RAJ BEWAFAI BATA DENGE,

HAM SHARAAB PEENA CHOD DENGE,
WO EK BAAR JO MERE KHAWABO ME AANA CHOD DENGE,

HAM APNI ZINDAGI KO SAMBHAL LENGE,
WO BASS ZARA APNI ZINDAGI ME LOUT JAAYE,

HAM BHI DIL LAGA LENGE KISI AUR SE,
WO EK BAAR JO DIL LAGANE KA UNKA ANDAAJ BATAYE

HAM BHI GAM-E-JUDAI KO MAAR DALENGE,
WO EK BAAR JO JUDAIYO KO SEHNE KI AADAT HAI
KAISI BATA DE,

HAM UNHE BHOOL JAYENGE DOSTO,
EK BAAR JO WO BHOOL JANE WALA DIL HAME
BHI DIKHAYE....

Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #6 on: July 22, 2008, 08:15:40 AM »
Reply with quote
nice reply shally

wo bedard hai ham hamdard hain dost
bas shayd usme aur mujhe itna hi fark hai dost

wo bhul chuka hai aur ham bhula rahein hain use
shayd yuhi bhulne ki koshish mei yaad wo aata rahega dost

wo khush hai dil se to yu to ham bhi muskura rahe hain
bas ham yu hi haste haste gam chupate rahenge dost

kise apna kahein kise samjhe ham begaana yahan
bas apni tanhai se hi dil ab behlaate rahenge dost
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #7 on: July 22, 2008, 09:06:57 AM »
Reply with quote
HAM UNHE BHOOL JAYENGE DOSTO,
EK BAAR JO WO BHOOL JANE WALA DIL HAME
BHI DIKHAYE....


K.shael Ji..Bahot Koob...
aajkal aap Reply Bhi Shayrana andaaj me dete Ho..
woh Bhi..Jaansheen Jaise..,," Raah-e-sukhan " k " Sher" K Saam ne..
Daad Deni Padegi.. 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: July 27, 2008, 02:40:48 PM »
Reply with quote
Nice Reply K Shael Ji,.
And Kaushik Ji,.
Aur Shukriya Razaa Bhaijaan,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: July 27, 2008, 02:46:51 PM »
Reply with quote
Meri Bewafaai Ka Khissa Kyun Khodte Ho Doston,.
Humse To Hawaayein Bhi Bewafaai Nibaati Hain,.

Aaas Deti Hain Ye Hawaayein, Mausaam-e-Bahaar Ki,.
Aur Hume Khaakh Mein Jaane Kyun Milaa Deti Hain,.

________________________________________-Azeem-

Logged
Pooja
Guest
«Reply #10 on: July 27, 2008, 02:49:46 PM »
Reply with quote
good work shally, bhawna and lil bro
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: July 27, 2008, 03:27:00 PM »
Reply with quote
Shukriya Didi Jaan,.
Aap Bhi Kuch Likhte To Achch Lagta,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: July 27, 2008, 03:33:27 PM »
Reply with quote
Kis Ko Mili Hai Abtak Mohabbat Is Jahaan Mein,.
Phir Bhi Mohabbat Pe Sab Lootaate Jaata Hoon,.

Har Waqt Mili Ek nayi Ruswaai, Is Zamaane Ki,.
Gham Chupaakar, Phir Bhi Muskuraate Jaata Hoon,.

___________________________-Jaanahseen-
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #13 on: July 28, 2008, 09:20:14 AM »
Reply with quote
Aaas Deti Hain Ye Hawaayein, Mausaam-e-Bahaar Ki,.
Aur Hume Khaakh Mein Jaane Kyun Milaa Deti Hain,.
________________________________________-Azeem-

Har Waqt Mili Ek nayi Ruswaai, Is Zamaane Ki,.
Gham Chupaakar, Phir Bhi Muskuraate Jaata Hoon,.

___________________________-Jaanahseen-
Bhai Azeem..Bahot Hi achchha Work...Badhiya Likha Hai aapne..Hammesha Ki Tarhaa..
Dard K ahesaas K Saath..khoob Hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: July 28, 2008, 01:45:20 PM »
Reply with quote
Shukriya Bhaijaan,.
Aap Bhi Kuch Likhte To Achcha Lagta,.
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 10:08:38 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer