Bewafaai,.

by Jaanasheen on July 21, 2008, 01:04:57 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2249 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: July 28, 2008, 01:49:31 PM »
Reply with quote
Baraste Hain Aansoon Jab Uski Mohabbat Yaad Aaati Hai,.
Bewafaa Nahi Thi Wo, Dil Ko Samjhaate Jaata Hoon,.

Yun To Pehchaan Bahoot Thi Apni Mohabbat Ke Daur Se Pehle,.
Kahin Wo Na Badnaam ho jaaye Mere Naam se,
Khud Ki Pehchaan Khud Se Chupaate jaata Hoon,.

_____________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
bewafaai by karan q in Shayeri for Dard -e- Bewafai
bewafaai to bas ek bahan tha by kaushikbhawna008 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
bewafaai by zakinjaan in Shayari-ae-bewafai in Punjabi
bewafaai ka kun ilzaam lagate ho hmei... by hameeda in Share:Love Poetry
ke yuN KISHTON meN bewafaai na deN...!! by ghayal_shayar in Ghazals « 1 2  All »
Muhammed
Guest
«Reply #16 on: July 29, 2008, 04:51:08 AM »
Reply with quote
Shukriya Bhaijaan,.
Aap Bhi Kuch Likhte To Achcha Lagta,.
Bhai Azeem Mere Paas To Kuch Bhi Nahi Hai..Kya Pesh Karun.
Kabhi Kabhi To Waqt Kam Padta Hai Saanso Ko.Meri Job Resposibilty
Kuch aaise Hi Hai..Kya Kahun ? aapko Maloom Hai..dost
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: July 29, 2008, 11:34:41 AM »
Reply with quote
khair Bhaijaan,.
saath Dete rahiye Aap,.
Aur Hum Duaa karenge  Rab-ul-Aaalameen,.
aapki Mushkil Aaasan karein
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: July 29, 2008, 11:36:37 AM »
Reply with quote
Zakham Khud tayyar Kiye Hain Humne,.
Bewafaa Se Dil Lagaakar Yaaron,.

Ab Kya Gilaa Karein Kisi Se, Khud ki Hasti Mitaakar yaaron,.

__________________________-Jaanasheen-

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: July 30, 2008, 12:58:58 PM »
Reply with quote
dewaana iss qadar banaya thaa apna toa
iss chahat koo aazmaya toa hota

apney app koo bhool kar kabhi toa
mere jagha khud koo rakah kar socha toa hota

shaid yeh kasoor iss pyar kaa hey
kash iss ney mujhe tna tarpaya nah hota

na kabhi milney key liye itna tere samney girgarahta
tere yaadon ney agar mujhe majboor banaya nah hota

main bee dekah sakta thaa tujhe dunyaa key nazroon say
mere dil main tere liye pyar ney rokha nah hota

_________________________________-Nm-=
Logged
Pooja
Guest
«Reply #20 on: July 31, 2008, 03:31:33 PM »
Reply with quote
nice sharing Lil bro
Logged
baazigar2008
Guest
«Reply #21 on: July 31, 2008, 07:07:26 PM »
Reply with quote
Aap ka andaaz-e-bayaan bohoth hi khoobsurath hai
Logged
baazigar2008
Guest
«Reply #22 on: July 31, 2008, 07:59:36 PM »
Reply with quote
Teri yaadon ke sahaare jeena aadath si ho gayi hai
tujhey paake khud ko khona aadath si ho gayi hai,

Woh tanhaaiyoun ke aalam mein armaano ki lau jalaake
parwaane ki tarha jalna aadath si ho gayi hai,

Jab bhi lagi jo tujhko thokar aur mera lardkharaana
tere naqsh-e-kadam pe chalna aadath si ho gayi hai,

Wafa ka pakda ke daaman jho tuney ki thi bewafaai
phir bhi raah-e-wafaa pe chalna aadath si ho gayi hai,

Na jaanle koi jho meri udaasi ka sabab teri jaanib
anjaan raaston pe chalna aadath si ho gayi hai,

                                           {C.M.ARFATH NAWAZ}
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: August 03, 2008, 10:08:52 AM »
Reply with quote
Shukriya Didijaan,.
And Thank U Bazigar Ji,.

Bahoot Khoob Dost Kamaal Ki Sharing Ki Hai aaapne,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: August 03, 2008, 10:14:51 AM »
Reply with quote
Kar Gaya Bewafaai Wo Pyaar Ki Shama Jalakar,.
Ab Kaun Dastak Dega Tere Andhere Ghar Pe Aaakar,.

Milti Rahi Pehle Zamaane Se Badhaayiyaan Mujhe,.
Dil Tootne Ke Baad Kaun Tassalli Dega Ise Samjhaakar.

_______________________________-Jaanasheen-

Logged
Muhammed
Guest
«Reply #25 on: August 05, 2008, 05:12:42 AM »
Reply with quote
khair Bhaijaan,.
saath Dete rahiye Aap,.
Aur Hum Duaa karenge  Rab-ul-Aaalameen,.
aapki Mushkil Aaasan karein
Zakham Khud tayyar Kiye Hain Humne,.
Bewafaa Se Dil Lagaakar Yaaron,.

Ab Kya Gilaa Karein Kisi Se, Khud ki Hasti Mitaakar yaaron,.
__________________________-Jaanasheen-
Kar Gaya Bewafaai Wo Pyaar Ki Shama Jalakar,.
Ab Kaun Dastak Dega Tere Andhere Ghar Pe Aaakar,.

Milti Rahi Pehle Zamaane Se Badhaayiyaan Mujhe,.
Dil Tootne Ke Baad Kaun Tassalli Dega Ise Samjhaakar.
_______________________________-Jaanasheen-

shukriya Bhai azeem..aapne dua me yaad kiya muje..
aur mera saath kahaan taq ka hai wo sirf khuda hi jaanta hai..

aapke ye ash'aar jo " Be-wafaai " par hai bahot hi badhiya likha hai aapne..aap har Mauzu par kalaam likh lete ho ye aap par allaah ka bahot bada karam hai..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: August 05, 2008, 08:28:07 AM »
Reply with quote
Shukriya Bhaijaan,.
Waise Saath Dene Ka waada To Karo,.
Iraade Khudrat Ke Humne Badalte Dekhein Hain,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: August 05, 2008, 08:39:01 AM »
Reply with quote
Bewafaai Mein Uski Mujhe Majbooriyaan Nazar Aaati Hai,.
Zindagi Ka Kya Hai, Uski Yaadon Mein Hi Guzar Jaati Hai,.

______________________________-Jaanasheen-
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #28 on: October 26, 2009, 11:47:06 AM »
Reply with quote
ma ma ma

bahot khoob Azeem "ji"

tuhjse keegai pehle ki bewafai ka mere paas ilaaj tho nahi magar, ub ki baar tuhjse wada karte hain,

zindigi bitaani hai sung tere, tuhjse apna har pal jodr dene ka iraada rahkte hain~

tum b nihbhaana saath isi tarhan sanam, k muhje ka b intizaar tera karna na padre,

yakeen dilaana pyaar ka apna b muhjko, k kohdaenge tumhe ek din, iss baat ko lekar, muhje darna na padre~

(LOVE U)
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: October 26, 2009, 12:35:20 PM »
Reply with quote
ma ma ma

bahot khoob Azeem "ji"

tuhjse keegai pehle ki bewafai ka mere paas ilaaj tho nahi magar, ub ki baar tuhjse wada karte hain,

zindigi bitaani hai sung tere, tuhjse apna har pal jodr dene ka iraada rahkte hain~

tum b nihbhaana saath isi tarhan sanam, k muhje ka b intizaar tera karna na padre,

yakeen dilaana pyaar ka apna b muhjko, k kohdaenge tumhe ek din, iss baat ko lekar, muhje darna na padre~

(LOVE U)


Shukriya And Love You Too,.

Yakheen Hai,.
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 26, 2025, 07:41:58 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer