Bewafaiee ki.....(Ghayel)

by sajid_ghayel on April 14, 2009, 12:46:40 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1061 times)
sajid_ghayel
Guest
Reply with quote
Tujhe khud se ziyada chaha humne,
Aur khud se bewafaiee ki..

Tujhe khushiya dekar apni, tere gam le liye
Aur apni khushiyo se bewafaiee ki..

Apne dosto ko bhool gaye tumse milkar,
Aur humne dosto se bewafaiee ki..

Ek pal na teri yaad ne soney diya kabhi
Aur apni neend se bewafaiee ki..

Lo aaj has has ke humne jan bhi dedi
Aur humne zindagi se bewafaiee ki..

Likh diya humne hisab-e-zindagi aur tera nam na aaya
GHAYEL ne hisab me bewafaiee ki..

-Sajid Ghayel-

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hone de Ghayel muje.......(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Ghayel kahe Parmeshwar........(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayari-e-Parastish « 1 2  All »
Mujhe ghayel karne wala.....(Ghayel) by sajid_ghayel in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
Hunar bewafaiee ka.....( Ghayel ) by Sajid_Ghayel in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Rahein bas salamat teri bewafaiee......( Ghayel ) by Sajid_Ghayel in Ghazals
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: April 14, 2009, 01:47:01 PM »
Reply with quote
Bohat Achche Sajid Bhai,.
Kuch To Kiya Tune Khudse "Ghayal, Bewafaai Hi Sahi,.
Main To Mohabbat Karke, Aaina Bhi Dekhna Bhool Gaya,.

Is Kadar Dooba Hua Tha Uski Mohabbat Mein, Main To,.
Anjaan Hua Khudse, Apne Baare Mein Sochna Bhool Gaya,.

_________________________________-Jaanasheen-


Logged
pandit
Guest
«Reply #2 on: April 14, 2009, 04:07:43 PM »
Reply with quote
Tujhe khud se ziyada chaha humne,
Aur khud se bewafaiee ki..

Tujhe khushiya dekar apni, tere gam le liye
Aur apni khushiyo se bewafaiee ki..

Apne dosto ko bhool gaye tumse milkar,
Aur humne dosto se bewafaiee ki..

Ek pal na teri yaad ne soney diya kabhi
Aur apni neend se bewafaiee ki..

Lo aaj has has ke humne jan bhi dedi
Aur humne zindagi se bewafaiee ki..

Likh diya humne hisab-e-zindagi aur tera nam na aaya
GHAYEL ne hisab me bewafaiee ki..

-Sajid Ghayel-


Waah Ghayel jee..
Iss kalaam se aapne hume bhi ghayel kar diya........
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #3 on: April 15, 2009, 05:08:17 AM »
Reply with quote

  kyaa sajid mian zabardast likhtey naa tumhain yaaron.

  kahan sey aisey khayalat dimaagan main aatey ...... really nice yaar
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #4 on: April 16, 2009, 10:06:54 AM »
Reply with quote
Bohat Achche Sajid Bhai,.
Kuch To Kiya Tune Khudse "Ghayal, Bewafaai Hi Sahi,.
Main To Mohabbat Karke, Aaina Bhi Dekhna Bhool Gaya,.

Is Kadar Dooba Hua Tha Uski Mohabbat Mein, Main To,.
Anjaan Hua Khudse, Apne Baare Mein Sochna Bhool Gaya,.

_________________________________-Jaanasheen-




Tareef aur itne pyare shero ke liye bohat shukriyaan chote.......
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: April 16, 2009, 10:40:26 AM »
Reply with quote
Tareef aur itne pyare shero ke liye bohat shukriyaan chote.......

Shukriya Sajid Bhai,.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #6 on: April 18, 2009, 07:07:51 AM »
Reply with quote
Waah Ghayel jee..
Iss kalaam se aapne hume bhi ghayel kar diya........

Bohat bohat shukriyaaaaaaan Pandit jo tumne apna waqt diya.....
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #7 on: April 22, 2009, 03:15:54 PM »
Reply with quote
  kyaa sajid mian zabardast likhtey naa tumhain yaaron.

  kahan sey aisey khayalat dimaagan main aatey ...... really nice yaar

Aji bohat shukriyaa miya, hum kya likhege app logha se jo seekha hain wahi alfaza badal badal ko bol rahe hain.......Achchaa laga tumhara dakhni andaz. Guzarish hain kabhi dakhni andaz me kuch likha hoga to zaroor share karna.
Logged
Talat
Guest
«Reply #8 on: April 22, 2009, 03:46:44 PM »
Reply with quote
Tujhe khud se ziyada chaha humne,
Aur khud se bewafaiee ki..

Tujhe khushiya dekar apni, tere gam le liye
Aur apni khushiyo se bewafaiee ki..

Apne dosto ko bhool gaye tumse milkar,
Aur humne dosto se bewafaiee ki..

Ek pal na teri yaad ne soney diya kabhi
Aur apni neend se bewafaiee ki..

Lo aaj has has ke humne jan bhi dedi
Aur humne zindagi se bewafaiee ki..

Likh diya humne hisab-e-zindagi aur tera nam na aaya
GHAYEL ne hisab me bewafaiee ki..

-Sajid Ghayel-



Very nice creation Sajid Ji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #9 on: April 22, 2009, 03:50:22 PM »
Reply with quote
Nice Creation Sajid!!
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #10 on: May 06, 2009, 07:06:37 AM »
Reply with quote

Very nice creation Sajid Ji

Thank You Talat...
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #11 on: May 06, 2009, 07:15:29 AM »
Reply with quote
wow excellent,bahut khoob likha sajid ji aur azeem ji. Applause
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #12 on: May 06, 2009, 07:32:15 AM »
Reply with quote
very nice creation sajid ji ............
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #13 on: May 14, 2009, 11:08:11 AM »
Reply with quote
Nice Creation Sajid!!

Thank You Pooja...
Logged
dead heart
Guest
«Reply #14 on: May 14, 2009, 07:10:51 PM »
Reply with quote
bahaut khoob Ghayel saheb aur Azeem bhaijan... Applause Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 06:04:36 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer