Beyvafa bulaya

by Sonu on December 07, 2004, 02:41:02 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5
ReplyPrint
Author  (Read 6182 times)
Sonu
Guest
«Reply #45 on: November 14, 2006, 06:00:52 AM »
Reply with quote
shukriyaa Azeem bahi....

bahut acha likhtey hu.... keep up the good work...

arey Majid bahi koi kalam likh deya kro sath mey acha legta hai....


Dard aur gam ka apno se paya sila,
Bewafai gale se lagate rahe...
Chahat se siharta raha tanbadan,
Hum akele me aansu bahate rahe....

Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Again Didi,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Beyvafa ho tum by Sonu in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Kitne aziyat say uss nay mujh ko bulaya !!! by download4me in Share: Poetry of Pain
Aaj milne ko akele mein bulaya hai by nandbahu in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
tujhe bulaya... by shraddha the poetess in Shayri-E-Dard
Mehfile mohbat-e darbaar me Bulaya na jaye... by pawan16 in Miscellaneous Shayri
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #46 on: November 16, 2006, 10:52:28 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
shukriyaa Azeem bahi....

bahut acha likhtey hu.... keep up the good work...

arey Majid bahi koi kalam likh deya kro sath mey acha legta hai....


Dard aur gam ka apno se paya sila,
Bewafai gale se lagate rahe...
Chahat se siharta raha tanbadan,
Hum akele me aansu bahate rahe....

Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Again Didi,..


Bahoot Khoob Didi Apka To Jawaab nahi,.

Hum Bhi The Jo Aapke Ashq Dekh Kar Aansoon Bahaate Rahe,.
Hamare Bhi Th Kuch Dard Aur Zakham Jo Sab Se Hum Chupaate Rahe..

Aapne Rokar Dard Ko Kam Kiya Yahan "Sonu",..
Aur The ke Dard Ko Chupaane Ke Liye Muskuraate Rahe,..

______________________-Azeem-__________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #47 on: November 16, 2006, 10:53:36 AM »
Reply with quote
Hum Bewafaa Har Giz Na the,..
Par Hum Wafaa Karna Sake,..
Humko Mili Uski Sazaa,..
Jo Hum Khata Karna sake,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #48 on: November 17, 2006, 06:26:13 AM »
Reply with quote
Shukiryaa Azeem bahi...

bahut acha likha hai.... keya bat hai...
her bar ki thra bahut acha likha hia ..

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
shukriyaa Azeem bahi....

bahut acha likhtey hu.... keep up the good work...

arey Majid bahi koi kalam likh deya kro sath mey acha legta hai....


Dard aur gam ka apno se paya sila,
Bewafai gale se lagate rahe...
Chahat se siharta raha tanbadan,
Hum akele me aansu bahate rahe....

Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Again Didi,..


Bahoot Khoob Didi Apka To Jawaab nahi,.

Hum Bhi The Jo Aapke Ashq Dekh Kar Aansoon Bahaate Rahe,.
Hamare Bhi Th Kuch Dard Aur Zakham Jo Sab Se Hum Chupaate Rahe..

Aapne Rokar Dard Ko Kam Kiya Yahan "Sonu",..
Aur The ke Dard Ko Chupaane Ke Liye Muskuraate Rahe,..

______________________-Azeem-__________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #49 on: November 25, 2006, 10:30:45 AM »
Reply with quote
Shukriya Didi,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #50 on: November 25, 2006, 11:07:45 AM »
Reply with quote
Teri Bewafaai Ka Ashiqui Ka Matam Hai,..
Zindagi Ki Raahon Mein Zindagi Ka Matam Hai,.

Kal Ujaale Baante The Maine Saari Duniya Ko,..
Aaj Khud Mere Ghar Mein Roshni Ka Matam Hai,..

Logged
Sonu
Guest
«Reply #51 on: December 18, 2006, 06:23:15 AM »
Reply with quote
Azeem bahi bahut acha likha hai... yeo hi likhtey rahow... per apni padayee per bhi dhiyan dena...

Quote from: "Jaanasheen"
Teri Bewafaai Ka Ashiqui Ka Matam Hai,..
Zindagi Ki Raahon Mein Zindagi Ka Matam Hai,.

Kal Ujaale Baante The Maine Saari Duniya Ko,..
Aaj Khud Mere Ghar Mein Roshni Ka Matam Hai,..

Logged
Sonu
Guest
«Reply #52 on: December 18, 2006, 06:24:18 AM »
Reply with quote
Ro Chuki Hu Me Itna Mujhe Kya Rulaega Koi,
Sun Chuki Hu Me Sab Kuch Mujhe Kya Bataega Koi,
Azmana Chahte Ho To Azmake Dekh Lo Mujhe,
Main Ek Bujhi Hui Shama Hu Mujhe Kya Bujhaega Koi !!!
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #53 on: December 21, 2006, 02:46:33 PM »
Reply with quote
beautiful sonu ji..


Harash
Logged
Sonu
Guest
«Reply #54 on: December 27, 2006, 04:56:02 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Harash ji... ajj bahut denu key badh dikhey hia yea per wlecome back...

Quote from: "harashmahajan"
beautiful sonu ji..


Harash
Logged
Sonu
Guest
«Reply #55 on: December 27, 2006, 04:59:35 AM »
Reply with quote
Bhari mahfil me tujhko pukara nahi,
Teri rushwaee mujhko gawara nahi,

Dard asko ka tujhse chhupaungi mai,
Nam tera labon pe na laungi mai,
Sath tera yahan se hamara nahi,
Teri rushwaee mujhko gawara nahi !

Khush rahe tu sada rahe raoshan mile,
Gar andhere gheere to mera dil jale,
Tere dil  me ho gam ka gujara nahi,
Teri rushwaee mujhko gawara nahi !

Puchha logon ne dil tutane ka dard,
Kya bataun ki tune kiya war kab,
Jakhme daman se parda utara nahi,
Teri rushwaee mujhko gawara nahi !

Mujhko zinda jalaya hai tune sanam,
Kayam rakkha marnewale ka bharam,
Chehra ulfat ka tumne sawara nahi,
Teri rushwaee mujhko gawara nahi !

Bhari mahfil me tujhko pukara nahi,
Teri rushwaee mujhko gawara nahi !!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #56 on: December 29, 2006, 03:12:53 PM »
Reply with quote
Shukriya Didi aapne To kamaal ka Likha Hai,.
Keep Going,..
Logged
Roja
Guest
«Reply #57 on: December 31, 2006, 12:40:29 PM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Bhari mahfil me tujhko pukara nahi,
Teri rushwaee mujhko gawara nahi,

Dard asko ka tujhse chhupaungi mai,
Nam tera labon pe na laungi mai,
Sath tera yahan se hamara nahi,
Teri rushwaee mujhko gawara nahi !

Khush rahe tu sada rahe raoshan mile,
Gar andhere gheere to mera dil jale,
Tere dil  me ho gam ka gujara nahi,
Teri rushwaee mujhko gawara nahi !

Puchha logon ne dil tutane ka dard,
Kya bataun ki tune kiya war kab,
Jakhme daman se parda utara nahi,
Teri rushwaee mujhko gawara nahi !

Mujhko zinda jalaya hai tune sanam,
Kayam rakkha marnewale ka bharam,
Chehra ulfat ka tumne sawara nahi,
Teri rushwaee mujhko gawara nahi !

Bhari mahfil me tujhko pukara nahi,
Teri rushwaee mujhko gawara nahi !!


wah wah sonu ji bahut hii pyara kalam pesh ki hai aapne..
daad hazir hai


Muskurate Palkon Pe Sanam Chale Aate Hai
Aap Kya Jaano Kahan Se Hamara Gham Aate Hai
Aaj Bhi Us Mod Par Khade Hai
Jahan Kisii Ne Kaha Tha Ke
Tehro Hum Abhi Aate Hai..[/b]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #58 on: January 09, 2007, 01:42:21 PM »
Reply with quote

Nice On Sonu Didi And Roja Ji,..

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #59 on: January 09, 2007, 01:48:30 PM »
Reply with quote
Teri Bewafaai ka Aashiqui Ka Matam Hai,..
Zindagi Ki Raahon Mein Zindagi KaMatam hai,.

Kal Ujaale Baante The Maine Saari Duniyaan Ko,..
Aaj Khud Mere Ghar mein Roshni Ka matam hai,..

____________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:17:46 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer