Can anybody answer this poem in the form of another poem?

by diya_barsat on May 07, 2007, 12:46:43 AM
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Author  (Read 11457 times)
sjid hadayat
Guest
«Reply #30 on: November 29, 2008, 03:41:35 PM »
Reply with quote

Chandulovs ji,

Khuch baaton kay jawab dhonda nahi kertay, bohat say lemhay bila-jawaz hotay hien... aap ka sukhan onhi lehmon ki dien hay... issay shuker say, anayat samjeh k aur lago say hum doston mien bhe bantay rahien duaaien milien gieN.

aap ki tamam sharing bohat aachi hay... keep it up

Duaago..
Sajid Hadayat
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
POEM by main_aisa_hi_hoon in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Can anybody answer this poem in the form of another poem? by diya_barsat in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
poem by seema muntezir in Miscellaneous Shayri
Poem k Font size,colour,style of title se imp Poem ka content hota hai by @kaash in Chit - Chat & General Discussion
chandulovs
Guest
«Reply #31 on: November 29, 2008, 04:48:41 PM »
Reply with quote
TO MAI KYA KARTA?
dard de kar v has raha tha WO
to mai kya karta,hame bhula k v khush rah raha tha WO
TO MAI KYA KARTA?

ishq me use khuda banaya,dhoka kha kar v dekho roo na paya,
kami nahi thi zindgi me muskurahato ki hame,magar usne sirf RONE ko kaha
 TO MAI KYA KARTA?
 
 wo laal jora,wo shaadi ki baatein kv yaha,to kavi waha,hoti thi roz mulakaate
 k haatho ki uski mehndi me tha kissi aur ka naam,
 TO MAI KYA KARTA?
 
 NAA YAAR,NAA PYAR,NAA SACHA KHUDA HI MILA,
 ZINDGI K IS PYAR NE HAME AISA DHOKHA DIYA,
 MARNA TO THA HI HAME,MAGAR US ZAALIM NE JEENE KO BOLA,
  to mai kya karta?
 
 
Logged
chandulovs
Guest
«Reply #32 on: November 29, 2008, 04:51:00 PM »
Reply with quote
Aarzoo Thi Humen Itnaa Zahe Qismat Mil Jaaye
Saari Duniya Mein Kisise To Mohabbat Mil Jaaye
Jiteji Paayaa Naa Kuch Humne Zamaane Waalon
Ab Janaaze Ko To Rukhsat Ki Ijaazat Mil Jaaye

Poochh Rahe Hain Poochhne Waale
Lekin Hum Batlaayen Kyaa
Daag Yeh Dil Ne Paaye Hain Kaise
Un Ko Hum Samjhaayen Kyaa

Kitne Daagh Hain Is Daaman Mein
Kitne Daagh Hain Maathe Par
Jo Hum Ko Apnaa Sa Lagte The
Sach Hai Hume Apnaaye Kyaa

Jo Apnon Ki Basti Thi Ab Nagari Hai Begaano Ki
Kon Yahaan Hai Sunne Waala
Dil Ki Baat Sunaayen Kyaa

Patthar Ab Kyaa Phhek Rahe Ho Hum, to Pehle Se Hi Zakhmi Hai
Dil Par Kitne Zakhm Lage Hain Chhodo Tumhe Ginwaayen Kyaa.

Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #33 on: November 29, 2008, 04:57:42 PM »
Reply with quote
Chandulovs ji, bohat khooob... good sharing... keep it up..  Clapping Smiley

Sajid Hadayat
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #34 on: December 07, 2008, 02:01:25 PM »
Reply with quote
Nice One Chanduvilas Ji,
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #35 on: December 07, 2008, 08:23:38 PM »
Reply with quote
Aarzoo Thi Humen Itnaa Zahe Qismat Mil Jaaye
Saari Duniya Mein Kisise To Mohabbat Mil Jaaye
Jiteji Paayaa Naa Kuch Humne Zamaane Waalon
Ab Janaaze Ko To Rukhsat Ki Ijaazat Mil Jaaye

Poochh Rahe Hain Poochhne Waale
Lekin Hum Batlaayen Kyaa
Daag Yeh Dil Ne Paaye Hain Kaise
Un Ko Hum Samjhaayen Kyaa

Kitne Daagh Hain Is Daaman Mein
Kitne Daagh Hain Maathe Par
Jo Hum Ko Apnaa Sa Lagte The
Sach Hai Hume Apnaaye Kyaa

Jo Apnon Ki Basti Thi Ab Nagari Hai Begaano Ki
Kon Yahaan Hai Sunne Waala
Dil Ki Baat Sunaayen Kyaa

Patthar Ab Kyaa Phhek Rahe Ho Hum, to Pehle Se Hi Zakhmi Hai
Dil Par Kitne Zakhm Lage Hain Chhodo Tumhe Ginwaayen Kyaa.



iss k jawb mien meri aik Nazam..

Fasla
________

Faslay ko samjho tum
Fasla haqiqat hay
baqi sub faani hay.......
 
Yaqeen kay nager mien bhi
vasvasay he peltay hien
derd ki khlijon ko
waqat paat deita hay
bohat si salibon ko
saber kaat deita hay
Titlion kay honton pey
mosmon kay nagmay bhi
querbaton aur manzilon
aur qeqahon kay peechay bhi
aik he kahani hay
aankh he ka pani hay....
 
Aanay aur jaany kay
faslay mien rehtay ho
tum apni aankh say
bay-sabub he behtay ho
Faslay ko samjho tum
Fasla haqiqat hay
baqi sub faani hay...


Sajid Hadayat

 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #36 on: December 08, 2008, 07:31:37 AM »
Reply with quote
iss k jawb mien meri aik Nazam..

Fasla
________

Faslay ko samjho tum
Fasla haqiqat hay
baqi sub faani hay.......
 
Yaqeen kay nager mien bhi
vasvasay he peltay hien
derd ki khlijon ko
waqat paat deita hay
bohat si salibon ko
saber kaat deita hay
Titlion kay honton pey
mosmon kay nagmay bhi
querbaton aur manzilon
aur qeqahon kay peechay bhi
aik he kahani hay
aankh he ka pani hay....
 
Aanay aur jaany kay
faslay mien rehtay ho
tum apni aankh say
bay-sabub he behtay ho
Faslay ko samjho tum
Fasla haqiqat hay
baqi sub faani hay...


Sajid Hadayat

 

Bohat KHoob Bhaijaan,.
Hum To Kucvh Jawaab De Nahi Sakte,.
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #37 on: December 08, 2008, 10:42:26 PM »
Reply with quote
Bohat KHoob Bhaijaan,.
Hum To Kucvh Jawaab De Nahi Sakte,.


Shukria jaanasheen ji,

Khuch Chandulovs ji, bhe comments deitay hamaray jawab per tu aacha lagata..

Sajid Hadayat
Logged
john_abraham
Guest
«Reply #38 on: December 11, 2008, 03:59:48 PM »
Reply with quote
Are mere habeeb thjhe hua kya hai
Akhir tere is dard ki dawa kya hai
Tuhjko usse thi wafa ki umeed
Jo nahi jante ki wafa kya hai
 
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #39 on: December 11, 2008, 04:57:57 PM »
Reply with quote
Are mere habeeb thjhe hua kya hai
Akhir tere is dard ki dawa kya hai
Tuhjko usse thi wafa ki umeed
Jo nahi jante ki wafa kya hai
 

Nice one John Ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #40 on: December 14, 2008, 03:56:56 PM »
Reply with quote
Diye Hain Jo Zakham Mohabbat Ne Tumhe,.
Un Se Main Bhi Wakheef Hoon Pehle Se,.

Tum Dard Ko Ab Jaan Ne Lage Ho "Shally",.
Mera To Dard Se Taalukh Hai Pehle Se,.

Aa Tehra Hoon Main Dard Ke Us Mukhaam Pe,.
Jahaan Hazaaron Log Shamil The Pehle Se,.

_______________________-Jaanasheen-
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #41 on: December 18, 2008, 08:58:32 AM »
Reply with quote
Dard ki dukan lagi nazar aati hain
Har naye gam ke peeche chupi khushi nazar aati hain
Aur woh kitni aasani se bayaan karte hain apna hal-e-dil
Hum to aah bhi bharte hain to aakh bhar aati hain

                                              -SG-  Crying
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #42 on: December 18, 2008, 09:43:46 AM »
Reply with quote
Dard agar yun bikta to kya baat thi
Gum mein bhi yun khusi nazar aati thi
Haal-e-dil jab hum bayan yun karte hain
To jaane kyun log yun aahan bharte hain

Jab kabhi soochte hain yeh haal-e-dil
To woh jaati  kyun nahi mujhe mil
Aankh bhi meri is kadar bhar jaati hain
To jaane kyun log yun aahan bharte hain

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #43 on: December 19, 2008, 01:28:53 PM »
Reply with quote
Nice One sajid Bhai And Rajesh Bhai,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #44 on: December 19, 2008, 05:01:23 PM »
Reply with quote
iss k jawb mien meri aik Nazam..

Fasla
________

Faslay ko samjho tum
Fasla haqiqat hay
baqi sub faani hay.......
 
Yaqeen kay nager mien bhi
vasvasay he peltay hien
derd ki khlijon ko
waqat paat deita hay
bohat si salibon ko
saber kaat deita hay
Titlion kay honton pey
mosmon kay nagmay bhi
querbaton aur manzilon
aur qeqahon kay peechay bhi
aik he kahani hay
aankh he ka pani hay....
 
Aanay aur jaany kay
faslay mien rehtay ho
tum apni aankh say
bay-sabub he behtay ho
Faslay ko samjho tum
Fasla haqiqat hay
baqi sub faani hay...


Sajid Hadayat

 

bahoot khoob Sajid Hadayat ji, bahoot acha likha hai apne.

Good work SG and Rajesh ji
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 11:09:53 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.151 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer