Chaha tau bohat tha...

by Aryaan on March 12, 2005, 01:15:29 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1177 times)
Aryaan
Guest
Reply with quote
Chaha tau bohat tha lekin woh mila hi nahi
Laakh koshish ki magar yeh faasla mita hi nahi
Na jaane zamaane ne majboor iss Qadar kar diya
Keh woh meri kisi sada pe thehra bhi nahi
Main tamaam tar koshishon ke bawajood haar gaya
Woh usey mil gaya jis ne uss ko kabhi maanga bhi nahi
Harr ek se poocha tere na milne ka sabab
Harr ek ne kaha woh tere liye bana hi nahi
Itni shiddat se chaha tha uss ko
Iss duniya mein shayed wafaa ka sila hi nahi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
BOhat YAAD ATEe hoon BOhat ................................. by muneeb in Ghazals
Aaj bohat door jaane ko..... by nidhi_yadein in Miscellaneous Shayri « 1 2 3  All »
Mujhe tum bohat yaar aaye... by maya01 in Shayri-E-Dard
bohat chaha magar by SairaKhan in Shayri for Dard -e- Judai
Usko Chaha To Bohat.....!! by urooj_love in Shayri for Khumar -e- Ishq
fakharenaveed
Guest
«Reply #1 on: March 12, 2005, 01:54:16 AM »
Reply with quote
WAFAOON S SILA NAHIN MILTA AAB
ISHQ MEIN ASHIQUIE NAHIN MILTI AAB
Logged
Meena
Guest
«Reply #2 on: March 13, 2005, 03:34:37 PM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Chaha tau bohat tha lekin woh mila hi nahi
Laakh koshish ki magar yeh faasla mita hi nahi
Na jaane zamaane ne majboor iss Qadar kar diya
Keh woh meri kisi sada pe thehra bhi nahi
Main tamaam tar koshishon ke bawajood haar gaya
Woh usey mil gaya jis ne uss ko kabhi maanga bhi nahi
Harr ek se poocha tere na milne ka sabab
Harr ek ne kaha woh tere liye bana hi nahi
Itni shiddat se chaha tha uss ko
Iss duniya mein shayed wafaa ka sila hi nahi


beautiful!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! wahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh!!!!!!!!

meri chahat to woh te, par woh hume mila bhi nahin,
kismat aisi hai, kya kare, is baat ka aab gila bhi nahin!
Logged
sanya310
Guest
«Reply #3 on: March 13, 2005, 09:17:39 PM »
Reply with quote
wah wah aryaan...bohot khoob!!
Logged
nikki
Guest
«Reply #4 on: March 13, 2005, 10:00:19 PM »
Reply with quote
wao wonderfull.....superb...Aryaan..aap bahut acha likhte hain
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #5 on: March 14, 2005, 12:30:55 AM »
Reply with quote
KASH MUJHAY BHI WAFAON KA SILA MIL GYA HOTA
AGAR MERE BACHPAN KA SATHI MIL GYA HOTA
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #6 on: March 16, 2005, 10:19:11 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Chaha tau bohat tha lekin woh mila hi nahi
Laakh koshish ki magar yeh faasla mita hi nahi
Na jaane zamaane ne majboor iss Qadar kar diya
Keh woh meri kisi sada pe thehra bhi nahi
Main tamaam tar koshishon ke bawajood haar gaya
Woh usey mil gaya jis ne uss ko kabhi maanga bhi nahi
Harr ek se poocha tere na milne ka sabab
Harr ek ne kaha woh tere liye bana hi nahi
Itni shiddat se chaha tha uss ko
Iss duniya mein shayed wafaa ka sila hi nahi


bahut acha likha hai.............really very toching and imotional  

jab milna nahi tha tuh milaya kyun tha
mere sine main ye ehsaas jagaya kyun tha
use na chahte agar jaante ki vo humara nahi hai
abh jab chah liya hai use tuh keh diya sabne
itne araam ke saath ki sochle vo tere liya bana hi nahi tha
Logged
nishita
Guest
«Reply #7 on: March 16, 2005, 11:16:28 AM »
Reply with quote
bohat khoob aryaan.. keep writing..!
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #8 on: October 02, 2011, 12:39:22 PM »
Reply with quote
Chaha tau bohat tha lekin woh mila hi nahi
Laakh koshish ki magar yeh faasla mita hi nahi
Na jaane zamaane ne majboor iss Qadar kar diya
Keh woh meri kisi sada pe thehra bhi nahi
Main tamaam tar koshishon ke bawajood haar gaya
Woh usey mil gaya jis ne uss ko kabhi maanga bhi nahi
Harr ek se poocha tere na milne ka sabab
Harr ek ne kaha woh tere liye bana hi nahi
Itni shiddat se chaha tha uss ko
Iss duniya mein shayed wafaa ka sila hi nahi


gud one
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #9 on: October 04, 2011, 04:12:24 PM »
Reply with quote
bohat khoob likha h aryaan
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:00:41 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer