CHALA JAUGA................

by gumnam on March 11, 2006, 02:04:02 PM
Pages: 1 [2] 3 4  All
ReplyPrint
Author  (Read 3226 times)
gumnam
Guest
«Reply #15 on: March 25, 2006, 01:20:22 PM »
Reply with quote
BAHUT KHUB

AJAB HAI JUSTU-E-DIL KA YE ANJAM HO JANA,
KI MANJIL DOOR HO,AUR RAASHTE MEIN SHAAM HO JANA.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Leh chala... by Anushka in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
chala jaaunga by @kaash in Shayri-E-Dard
Ye Kaun chala by rahman22 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Chala Khuch Yu Zindagi Ka Safar Chala............. by Nikhaar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
_Vicky_
Guest
«Reply #16 on: March 25, 2006, 07:34:31 PM »
Reply with quote
WAH! GUMNAM SAHAB.....

USE NAZAR NA KOI AUR AAYA DUNIYA MAIN,
KYA RAHA GAYA THA YAHI DIL DILLAGI KE LIYE...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: March 26, 2006, 08:18:05 AM »
Reply with quote
Nice Vikas and Gumnaam,..

Na Hai Dil Dillagi Ke Liye,..
Dil To Hai Bas Mohabbat Ke Liye,..
Unhone Dillagi Ki Dil Ko Manzoor Tha,..
Magar Aisa Kaam Kiya Jis Se Dil Ke Tukde Hue,.
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #18 on: March 26, 2006, 11:21:46 AM »
Reply with quote
WAH! JAANASHEEN JI....GUMNAM JI..........

USNE KABHI DEKHA HI NAHI APNI HATHELI KO...
USME KAHIN NA KAHIN MARI BHI LAKIR HAI....
Logged
gumnam
Guest
«Reply #19 on: March 27, 2006, 02:14:30 PM »
Reply with quote
BAHUT KHUB

CHALO MANA MOHBBAT KI HUI NAAKAM TADBIRE,
MAGAR AB TO TAQDEER BHI UNHE HUM TAK NAHI LAATI.
Logged
anitha
Guest
«Reply #20 on: March 27, 2006, 02:27:40 PM »
Reply with quote
kya baat hai..sab ne kya mehfil jamaayi hai
really everyone has done good

mohobbat mein hain bahut se shikwaayein aur shikayatein
harr koi ishq ke maare paaye khoob mazaa inko mitaane mein

par humaari aisi taqdeer kahaan, jissme unka saath miljaaye
ab tho din aur raat guzaartein hain sirf unko yaad karte
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: March 28, 2006, 07:31:39 AM »
Reply with quote
Agar Karte Shikwa Mohabbat Mein To Dard Ka Mazaa Kya Hota,..
Agar Kehdete Sab Se Dil Ke Gham To Poshanasheen Kya Hota,..
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #22 on: March 28, 2006, 08:45:07 AM »
Reply with quote
wah! anitha ji....jaanasheen sahab...


LAKHON BAAR JUD KAR, TOOTA YEH DIL BECHARA,
GAIRO KI THOKAR KA NAHI, TERI BEWAFAI KA MARA....

TUMNE TO MUJHE KISI KABIL NAHI CHODA,
PHIR BHI TERI YAAD MAIN, EK EK PAL GUZARA...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: March 28, 2006, 08:50:17 AM »
Reply with quote
Teri Har Baat Par Dil Mera Khush Tha,..
Magar Naa Jaane Tune Kyun Iske Tukde Kiye,..
Main Abtak Hoon Ise Soch Mein,..
Jo Khata Ek Pal Ki, Ki Maine Dil Lagayi Ki,..
Tune Uske Liye Saaza Umar Bhar Ki Di,..
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #24 on: March 28, 2006, 08:58:38 AM »
Reply with quote
good one jaanasheen ji............

MERI CHOTI SE KHATA KI ITNI BADI SAZA,
SARE BAZAR KAHA DIYA HUMEN USNE BEWAFA...

KAHATA HAI AB YEKIN, NA AAYEGA UMRA BHAR,
BESHAK NAAM TU HUMARA, SINE PE KHUDA KE ALAWA...

ITNI BERUKHI SE PESH WO AAYE HUMSE,
JAISE KHANZAR KISI NE, DIL ME CHUBHO DIYA....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: March 28, 2006, 09:01:37 AM »
Reply with quote
Nice Vicky,..

Is Ka Gila Nahi Ke Kehdiya Usne Hume Bewafa,..
Wo To Wahi Kahega Jo Nibha Na Saka Wafaa,..

Ab To Hume Jhelna Hai Us Khata Ki Sazaa,..
Jo Khush Hai Hume Gham Dekar Aur Le Raha Hai Mazaa
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #26 on: March 28, 2006, 09:08:26 AM »
Reply with quote
SHUKRIYA DOST.............

mahafil to ajnabee thi, tum bhi hue paraye,
manzil pe aa gaya hoon, manzil nazar na aaye..

main khushi ko dhundta tha, mujhe dard mil gaya hai,
mera zurm hai mohabbat, teri berukhi saza hai..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: March 28, 2006, 09:10:31 AM »
Reply with quote
Na Dhoondo Khushi Ko Dost,.
Kyun Ki Ek Khushi Ki Sazaa Hazaron Ghamo Mein Chukaana Pardhta Hai,..
Logged
gumnam
Guest
«Reply #28 on: March 28, 2006, 01:46:01 PM »
Reply with quote
BAHUT KHUB

MUDDAT KE BAAD AJ UNKI  MEHFIL MEIN JA PAHUCHE,
YE JID THI KI AJ DUA DARD KI UN TAK JA PAHUCHE.
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #29 on: March 29, 2006, 12:01:39 PM »
Reply with quote
JAANASHEEN JI ...GUMNAM JI...BAHUT KHOOB..


Pyar se jab pyar khafa ho jaye,
to pyar phir kahan pyar rahega.....
aap chahe mere mar jane ki dua karen,
humen phir bhi intzaar rahega.....
Logged
Pages: 1 [2] 3 4  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 04:39:32 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer