!!Chali jaungi!!

by amrita on June 12, 2005, 06:12:06 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3469 times)
amrita
Guest
«Reply #15 on: June 17, 2005, 03:04:11 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm

nice

Pyaar kia hai tu izhaar s kiun drte ho?
gar pyar nahin tu yeh natuk kiun krtay ho?


duniya ke saamne izhaar kartey hain
mann behlane ke liye pyaar ke aise natak kartein hain..
 
agar hum tumse sacha pyaar kartey
izhaar karne se kabhi nahi dartey..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
(( teyra sheyhar chud jaungi )) by Sonu in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Chali Chali Phir Chali Chali by ehsaas SK ka in Share Video
tere piaar me kuchbhi kar jaungi by hameeda in Shayri for Khumar -e- Ishq
tere piyaar me kuch bhi kar jaungi by hameeda in Share:Love Poetry
mai tumko bhool jaungi........ by dhani in Shayri-E-Dard
fakharenaveed
Guest
«Reply #16 on: June 17, 2005, 08:15:15 PM »
Reply with quote
pyar ka izhaar tu hum aap s hi krtay hain
pyar ka iqrar aap aab kiun nahin krtay hain?
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #17 on: June 17, 2005, 10:25:49 PM »
Reply with quote
Bin saawan barsath nahi hothi
Sooraj dube bina raath nahi hothi
Ae dosth kisi ka dil na thodna
Ae dosth kisi ka dil na thodna
Dil ke tootne ki awaaz nahi hothi



nm
Logged
natural
Guest
«Reply #18 on: June 29, 2005, 06:32:27 AM »
Reply with quote
...
Logged
amrita
Guest
«Reply #19 on: July 02, 2005, 11:40:40 AM »
Reply with quote
dost aisa ho jo jaan mango jaan de
yaar aisa ho jo dil mango jaan de

na mile agar aisa yaar aisa pyaar
toh reh jaane duniya mein ek sukhe toonth ke jaise..
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #20 on: July 03, 2005, 06:33:30 AM »
Reply with quote
Pyar Jitna Kahoo Gi utna Tum Ko doon ga
Jaan Mangoon Tu Jaan Bhi doon ga
Ek teri Muskrahat k liye Amrita
Yeh Sara Jahan mein Waar Doon ga
Logged
natural
Guest
«Reply #21 on: July 04, 2005, 09:13:58 AM »
Reply with quote
...
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #22 on: July 04, 2005, 10:41:14 PM »
Reply with quote
--------------------------------------------------------------------------------

Chaha to bahot lekin woh mila hi nahin
Lakh koshish ki magar yeh faasla mita hi nahin

Is zamane ne majboor iss qadar kia tha
Ke meri kisi sada par woh thehra hi nahin

Khuda se jholi phela kar manga tha ussay
Khuda ne meri dua ko shayad suna hi nahin

Hur aik se sabab poocha terey na milney ka
Hur aik ne kaha woh tere liye bana hi nahin

Main apni tamam koshishoon ke bawajood tujhey har gayi
Aur tu ussay mil gaya jis ne tujhey kabhi manga hi nahin

Itni shiddat se chaaha magar tu kisi or ka ho gaya
Shayad is jahan me wafa ka koi sila hi nahin

nm
Logged
natural
Guest
«Reply #23 on: July 05, 2005, 05:09:17 AM »
Reply with quote
...
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #24 on: July 05, 2005, 06:46:02 AM »
Reply with quote
Quote from: "natural"
Excellent Fakhar. Bahut Pasand Aaya...
Quote from: "fakharenaveed"
--------------------------------------------------------------------------------

Chaha to bahot lekin woh mila hi nahin
Lakh koshish ki magar yeh faasla mita hi nahin

Is zamane ne majboor iss qadar kia tha
Ke meri kisi sada par woh thehra hi nahin

Khuda se jholi phela kar manga tha ussay
Khuda ne meri dua ko shayad suna hi nahin

Hur aik se sabab poocha terey na milney ka
Hur aik ne kaha woh tere liye bana hi nahin

Main apni tamam koshishoon ke bawajood tujhey har gayi
Aur tu ussay mil gaya jis ne tujhey kabhi manga hi nahin

Itni shiddat se chaaha magar tu kisi or ka ho gaya
Shayad is jahan me wafa ka koi sila hi nahin

nm
Shukria
Logged
amrita
Guest
«Reply #25 on: July 05, 2005, 08:53:40 AM »
Reply with quote
zindagi ek chahat ka sila hai
koi milgaya koi bichad gaya
jinne manga karte the duao mein
kisi aur ki bin mange mil gaya.....
Logged
natural
Guest
«Reply #26 on: July 05, 2005, 09:42:50 AM »
Reply with quote
...
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #27 on: July 05, 2005, 06:52:17 PM »
Reply with quote
Yeh Tu Kismat Ki Baat Hai K Un Ko Mil Gya Woh
Jo Tha Kisi Aur Ki Aarzuu,Un kO Mil Gya Woh

Quote

zindagi ek chahat ka sila hai
koi milgaya koi bichad gaya
jinne manga karte the duao mein
kisi aur ki bin mange mil gaya.....
Logged
amrita
Guest
«Reply #28 on: July 06, 2005, 09:10:25 AM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Yeh Tu Kismat Ki Baat Hai K Un Ko Mil Gya Woh
Jo Tha Kisi Aur Ki Aarzuu,Un kO Mil Gya Woh

Quote

zindagi ek chahat ka sila hai
koi milgaya koi bichad gaya
jinne manga karte the duao mein
kisi aur ki bin mange mil gaya.....
thanks natural...!!and faree..
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #29 on: July 06, 2005, 10:55:47 PM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
Quote from: "fakharenaveed"
Yeh Tu Kismat Ki Baat Hai K Un Ko Mil Gya Woh
Jo Tha Kisi Aur Ki Aarzuu,Un kO Mil Gya Woh

Quote

zindagi ek chahat ka sila hai
koi milgaya koi bichad gaya
jinne manga karte the duao mein
kisi aur ki bin mange mil gaya.....
thanks natural...!!and faree you hav a good signature plz dont change it..




Bin Soche Woh Kahay Jate Hain Kuch Na Kuch
Hum Bhi Hain Un K Deewane Kuch Na Kuch

Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:21:12 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer