amrita
Guest
|
Teri yaadon ka karwaan bhulaya nahi bhulta chot aur dard chupaya nahi chupta.. tune kyon ki mujhse iss kadar bewafaai..?? mera yeh udaas chera chupaaya nahi chupta..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Ricky
|
|
«Reply #1 on: June 12, 2005, 06:19:56 PM » |
|
Wonderful ...
Dil se lagi nahin, humney isse dil se lagaya hai ! Mohabbat kee nahi, Mohabbat ko paya hai !! Ab hume kahan tha yeh shubah ! Tune hume apna kar hume jhoota dilasa dilaya hai !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pandit
Guest
|
|
«Reply #2 on: June 12, 2005, 06:24:57 PM » |
|
bahut avccha riccky ji............................................... ..............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Shweta_v7
Guest
|
|
«Reply #3 on: June 12, 2005, 06:38:15 PM » |
|
Wah Wah Ricky and Amrita...aap dono nee bahut aacha likha hai!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Ricky
|
|
«Reply #4 on: June 13, 2005, 04:35:06 AM » |
|
shukriya ! shukriya..
Hum toh sirf ek adne se insaan hai, Koshish hai ke kalam se asmaa choo lein !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
amrita
Guest
|
|
«Reply #5 on: June 13, 2005, 06:30:14 AM » |
|
Iss be-dard zamane ne hume ek baar hasaaya aur sau baar rulaya hai dil ke dilase de kar gharwaalon ne iss jism mein rooh ko paaya hai...
bahut bhaut shukriya doston!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #6 on: June 13, 2005, 01:17:05 PM » |
|
Teri yaadon ka karwaan bhulaya nahi bhulta chot aur dard chupaya nahi chupta.. tune kyon ki mujhse iss kadar bewafaai..?? mera yeh udaas chera chupaaya nahi chupta.. wah nice work amrita
|
|
|
Logged
|
|
|
|
amrita
Guest
|
|
«Reply #7 on: June 13, 2005, 02:17:39 PM » |
|
Teri yaadon ka karwaan bhulaya nahi bhulta chot aur dard chupaya nahi chupta.. tune kyon ki mujhse iss kadar bewafaai..?? mera yeh udaas chera chupaaya nahi chupta.. wah nice work amrita thank you!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #8 on: June 14, 2005, 02:19:46 AM » |
|
Diljala hoon bahut main saari duniya jaalaadoon Uski raahaon ki saari roshni bhi bujha doon Mujhko chahe zamana aur use yeh dil chahe Mujhko thukra ke kaise chain se woh rah paayi Mujhko tanhayee dase, mujhpe duniya yeh hanse Pyaar ki hai ruswai Yaad sau baar kiya tha par woh na aayi Thoda saa pyaar kiya tha ab bhi hai baaqi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
amrita
Guest
|
|
«Reply #9 on: June 14, 2005, 07:58:31 AM » |
|
Diljala hoon bahut main saari duniya jaalaadoon Uski raahaon ki saari roshni bhi bujha doon Mujhko chahe zamana aur use yeh dil chahe Mujhko thukra ke kaise chain se woh rah paayi Mujhko tanhayee dase, mujhpe duniya yeh hanse Pyaar ki hai ruswai Yaad sau baar kiya tha par woh na aayi Thoda saa pyaar kiya tha ab bhi hai baaqi meri zindagi mein roshni laoge tum iss umeed mein baithe hum gumsum apna adhura pyaar pura karne kab aaoge tum iss umeed mein baithe hain hamdam...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Ricky
|
|
«Reply #10 on: June 14, 2005, 09:10:28 AM » |
|
Kashish hai uss koshish mein jo humney kee mohabbat pane mein ! Yeh wahi Kashish hai jo kare humey majboor pyar nibhane mein !! Humey yakin tha k tum doge saath humara is raah per, Lekin tum toh bade hee khudgarz nikle vada-e-ishq nibhane mein !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #11 on: June 14, 2005, 09:18:59 AM » |
|
kya baat hai....muddato baad darshan aap ke hue hai...wo bhi ek jazbaato se bhari entry...bahut khoob Ricky!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
smile_deep1
Guest
|
|
«Reply #12 on: June 14, 2005, 09:23:43 AM » |
|
nice ricky ji.....................
apna haal bata kar chaley gaye... sare zakham dikha kar chaley gaye. mera haal-e-dil na poocha....... soh tohmat laga ke chale gaye.
deep
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Ricky
|
|
«Reply #13 on: June 14, 2005, 09:56:26 AM » |
|
kya baat hai....muddato baad darshan aap ke hue hai...wo bhi ek jazbaato se bhari entry...bahut khoob Ricky!!! Just a big smile ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Ricky
|
|
«Reply #14 on: June 14, 2005, 09:59:12 AM » |
|
Hmm..
Haq hume gar mila hota jo kuch keh payein ! toh woh jaan pate kya guzra yahan iss simt bhi ..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|