CoolGirl
Guest
|
«Reply #30 on: February 03, 2007, 03:33:46 PM » |
|
Bus yunhi Hansi Hansi Main Loug
Bus yunhi Hansi Hansi Main Loug Diloun Se Khail Jatey Hain Koi Teekhi Baat Koi Chubhta Hua Lehja Koi Zeher Alood Jumla Koi Zoo Mani Si Baat Dil Main Zakham Laga Jati Hai Bus Yunhi Hansi Hansi Main Loug Ye Jantey Huay Bhi Keh Jism Ka Zakham Gehra Naheen Hota Bhar Hi Jata Hai Per Zaban Sey Lagaya Hua Zakham Dil Main Uter Jata Hai Phir Kitney Hi Talaafi Key Marham Lagao Madham Naheen Hota Bus Yunhi Hansi Hansi Main Loug Diloun Se Khail Jatey Hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
CoolGirl
Guest
|
|
«Reply #31 on: February 07, 2007, 03:55:06 PM » |
|
Hum apna se ziyda logo sai piyaar kartee hai phir kyon wohi log hamare piyaar ko thokra jate hai jinhey hum apna dil mein rakhna chahte hai wohi kyon auro ki khatir humhra dil tor jate hai jab matlab hota hai phir hi kyon "rani" ko saab yaad kya kartee hai jab apna waqt nikal jata hai wohi log kyon beegane ban jate hai hum apney se ziyda es duniya kai logo per barosa kartee hai phir kyon duniya wale mera barosa tor jate hai "Rani" to Ulfat main apna sab kuch lotta deti hai Par kyon log "rani" ki ulfat ko samjh nehi pate hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
CoolGirl
Guest
|
|
«Reply #32 on: February 11, 2007, 06:39:21 AM » |
|
Toota dil mera sheeshe ki tarha aashq itna baha k darya bangaya
na dekh payen wo mere dil k tokre unki aankhon ne to humko hi bewafa samjha
unke ilzamo ko hum sunte rahe sir jukhaye khare bezubano ki tarha
kya kuch luta diya humne unke liye kuch saansein bachi thi wo bhi qurban ker diya
ab uski(KHUDA) bargha main insaf mile RANI iss duniya ne to humko bekata maar diya...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dewanadil
Guest
|
|
«Reply #33 on: February 11, 2007, 11:55:39 AM » |
|
bahot acche cool gal n ankur!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
CoolGirl
Guest
|
|
«Reply #34 on: February 15, 2007, 05:47:42 AM » |
|
kerle kerle dil kabool woh nahi aayega aaj bhi chand aasman main nahi aayega yunhi tanha raat beet jayegi aur savera cha jayega kyun khoya rehta hai uske khayalo main kab tak shama-e-tamanna jalata rahega ye intezar-e-deedar na hogi khatam teri to yunhi kab tak tarapta rahega ger hota usko khayal tera zara bhi ke uske bina ye dil kaise dharak paaega nanhe se dil pe usne itne zakham diye ab koi kaise isse bar paaega dil to ho chuka hai bekabu RANI ab uske aane se hi ye qarar paaega kerle kerle dil kabool woh nahi aayega.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
CoolGirl
Guest
|
|
«Reply #35 on: February 16, 2007, 07:59:42 AM » |
|
kitne mausam guzar gaye kitni raatein beet gayi teri yaadon ki shama ab tak bhuj na paayi tanhayi ka aalam chaya hai ser sou mehfil main bhi khushi raaz na aayi baut baar chaha tujhko bhoola don isse khayal se mujhko kabhi neend na aayi bheed main jana se bhi dar lagta hai do kadam chalne se bhi lachar hogayi tu to chala gaya kerke bewafayi aur gham se to meri zindagi bhar gayi kaha kerti thi sabse RANI jo hua so hua per jab hum pe guzri to zindagi hi badal gayi...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
CoolGirl
Guest
|
|
«Reply #36 on: February 18, 2007, 01:59:32 PM » |
|
tanha chor ke chal diye jaane kyun dil ke tokre hazar kiye jaane kyun najane kya khata hui humse diya pyar ka ye sila jaane kyun nadan dil madhosh hua nasha-e-pyar main kuch hosh na raha jaane kyun saare chithaain jaldi armaano ki per tasveer dilse na mita paaye jaane kyun char char hue sapne mere saare aashq na baha paaye jaane kyun yaadon ke saare charage bhuja diye humne phir bhi bhoola na paaye unne jaane kyun ab bhi hai intezar unke lut aane ka RANI dil ke kisi khone main basi hai ye aas jaane kyun
|
|
|
Logged
|
|
|
|
CoolGirl
Guest
|
|
«Reply #37 on: February 28, 2007, 05:25:23 PM » |
|
shaamain udaas hai raahein tanha jala dala humne zindagi ka her panna
kise sunae hum apni dastan na koi paas hai aur na koi apna
bhuje armaano ke diye chote saathi apne reza reza hogaya mera her sapna
suna tha raahon main kante bhi milte hain aaj chuba gaya kanta humko phool apna
nikle yehi dua ab iss dilse RANI ke raah-e-ishq main dhoka kise mile na
|
|
|
Logged
|
|
|
|
CoolGirl
Guest
|
|
«Reply #38 on: March 01, 2007, 09:54:44 AM » |
|
kitne pal beete kitni saadiyan beeti tere intezar main mein marte marte jeeti
dil main bachi thi aas per aankhein naam thi aansoon main bhi teri hi tasweer dikhti
aanso hi bache the mere apne apne aanchal main unne chupa leti
koi jan na le sabab mere dard ka ret pe tumara naam likh likh ke mita deti
koi khushi raas nahi aayi humain mehfil bhi tanhayi si lagti
ab aaye ho lutke kya paaya tumne mein to tumhe kafan main hi milti
umid taame hi main jeeye ja rahi thi shayad khuda ne RANI ki yehi takdeer likhi thi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Ajnabee Anjana
Guest
|
|
«Reply #39 on: March 01, 2007, 12:14:01 PM » |
|
bohat khub likha haii cool girl
Zindagii to har gham dehkatii haiii
tun kiyun dartii haii
harrr raat kee baat subha hi ati hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
CoolGirl
Guest
|
|
«Reply #40 on: March 02, 2007, 05:53:23 AM » |
|
fitrat main shamil hai uski dukh dena aadat nahi hamari kisi ka dil thorna
dil main dharkan banke dharakta hai aaj bhi namumkin ab to usse bhoolna
qatil hai wohi meri khushiyon ka na maane dil usko saaza dena
umer bar ki wafa ka wada tha humne kabhi nahi chaha ye rishta thorna
inn doriyon se bhi baut pyar hai humko qareeb woh aaye to nichawar kerdo sab apna
najane kya hogaya wo aisa to na tha dilne aaj tak RANI unne bewafa na manna...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
CoolGirl
Guest
|
|
«Reply #41 on: April 15, 2007, 07:18:12 AM » |
|
kya ek pal ki chahat thi muhabbat thi? kya kabhi tune mujhe dil mein jaga na di?
kya kabhi tune mujhe baahon mein ne baara? kya kabhi tune meri raah na taaki?
kya aankhon mein mere jalwe na dekhe? kya kabhi tune na jana mein kun thi?
kya iss dil main meri chahat na basi? kya mere pyaar main koi kami thi?
kyun bewafayi tu kerke chala? kyun tanhayi mujhe dedi?
dil aaj tak ye sawal kerta hai kya ek pal ki chahat thi muhabbat thi?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #42 on: April 15, 2007, 07:36:54 AM » |
|
NICE COOLGIRL
|
|
|
Logged
|
|
|
|
harashmahajan
Guest
|
|
«Reply #43 on: April 17, 2007, 02:49:06 AM » |
|
waah raani ji aapki nazm maiN ahsaas achhe diye aapne.....dono nazmeiN khoob rahi dono ko ahsaasoN main Gum bharpoor hai judayii ka dard hai....
Zigar maiN tees, dil maiN dard paida ker liya maine Jo muzh se ho saka woh kaam achha ker liya maine
Teri khaatir tuzhe maloom bhi hai bhoolne waale Har ik apne paraye se kinaara ker liya maine
Sawaal aya jahaN bhi husn ki ruswaayii ka hardum Tamannao ka khooN peeker Huzara ker liya maine
Ye mera hi kaleza hai ki uff tak nahi kerta Tera har ik sitam hans ker Ganwara ker liya maine.
Harash[/b][/color]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #44 on: April 17, 2007, 04:30:42 AM » |
|
bahoot khoob Harsh ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|