Dard-e-judai

by Dharkan on April 11, 2005, 03:52:54 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 901 times)
Dharkan
Guest
Reply with quote
Aise mai Jee raha Hoon teri Kami Ke Saath
Ho Koi Kaam  jese yunhi Berukhi Ke  Saath

Yun do Qadam chalke He tumne badal li Rahen
Kya door Tuk Chalen Gey ab Hum kisi ke saath

Na Jaan Paye Log Na Tumko Khabar Hui
Toota hey mera dil Bohat Aahistagi ke Saath

Koi Jaanwar bhi kerta nahi aisa salook
kerta hey jo aadmi kisi aadmi ke saath

Uski baqa ki yaron tum bhi Dua karo
hon door tuk andhere jis roshni ke saath

her lamhe lub pe rehti hey muskurahat
ghum ko chupa liya hey maine hansi ke saath

Dekhte he usko Asif, nazren na hut saki
mehfil mai aayi wo kuch is saadgi ke saath
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dard-e-Judai by md.ayad in Shayri for Dard -e- Judai
dard e judai by jaishree in SMS , mobile & JOKES
dard e judai by jaishree in SMS , mobile & JOKES
dard e judai by jeet jainam in Shayri-E-Dard
Judai ka Dard by Anjum Khan in Shayri for Dard -e- Judai
sandhaya
Guest
«Reply #1 on: April 13, 2005, 08:17:11 AM »
Reply with quote
Quote from: "Dharkan"
Aise mai Jee raha Hoon teri Kami Ke Saath
Ho Koi Kaam  jese yunhi Berukhi Ke  Saath

Yun do Qadam chalke He tumne badal li Rahen
Kya door Tuk Chalen Gey ab Hum kisi ke saath

Na Jaan Paye Log Na Tumko Khabar Hui
Toota hey mera dil Bohat Aahistagi ke Saath

Koi Jaanwar bhi kerta nahi aisa salook
kerta hey jo aadmi kisi aadmi ke saath

Uski baqa ki yaron tum bhi Dua karo
hon door tuk andhere jis roshni ke saath

her lamhe lub pe rehti hey muskurahat
ghum ko chupa liya hey maine hansi ke saath

Dekhte he usko Asif, nazren na hut saki
mehfil mai aayi wo kuch is saadgi ke saath


very nice dhadkan keep it up........

nazaron ki nazar se nazron ko ye sikhayat hai
ki nazarein milake nazaron se unhone hume humi se lutt liya
Logged
Meena
Guest
«Reply #2 on: April 13, 2005, 03:35:50 PM »
Reply with quote
Quote from: "Dharkan"
Aise mai Jee raha Hoon teri Kami Ke Saath
Ho Koi Kaam  jese yunhi Berukhi Ke  Saath

Yun do Qadam chalke He tumne badal li Rahen
Kya door Tuk Chalen Gey ab Hum kisi ke saath

Na Jaan Paye Log Na Tumko Khabar Hui
Toota hey mera dil Bohat Aahistagi ke Saath

Koi Jaanwar bhi kerta nahi aisa salook
kerta hey jo aadmi kisi aadmi ke saath

Uski baqa ki yaron tum bhi Dua karo
hon door tuk andhere jis roshni ke saath

her lamhe lub pe rehti hey muskurahat
ghum ko chupa liya hey maine hansi ke saath

Dekhte he usko Asif, nazren na hut saki
mehfil mai aayi wo kuch is saadgi ke saath


its beautiful!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! wud love to c more of ur poems kuddiye!!

 :D
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:44:07 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer