dil behal jaye

by NONAME on May 23, 2006, 02:47:31 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1138 times)
NONAME
Guest
Reply with quote
pyar itna hi karo ke dil behal jaye...

is qadar bhi na chaho ke dum nikal jaye....

tu itna pyar kar jitna tu seh sakey.....

bichadna bhi pada toh zinda reh sakey...


sahil
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kaise bhool jaye by aryan_mantri in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Narazgi Khamoshiyon Se Ho Jaye(NM) by frndzz4ever in Shayri for Khumar -e- Ishq
behal ho gaya (nam) by poonamA in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Uss bewafa ki yaadon se hi behal jaata hu… by Ritesh Modi in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Behal hai by nandbahu in Miscellaneous Shayri
gumnam
Guest
«Reply #1 on: May 30, 2006, 02:01:54 PM »
Reply with quote
Quote from: "NONAME"
pyar itna hi karo ke dil behal jaye...

is qadar bhi na chaho ke dum nikal jaye....

tu itna pyar kar jitna tu seh sakey.....

bichadna bhi pada toh zinda reh sakey...


sahil
BAHUT KHUB

GEET JIS DIN MOHBBAT KE MAR JAAYEGE,
TUT KAR USI DIN HUM BIKHAR JAAYEGE.
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #2 on: May 31, 2006, 09:23:36 AM »
Reply with quote
Quote from: "gumnam"
Quote from: "NONAME"
pyar itna hi karo ke dil behal jaye...

is qadar bhi na chaho ke dum nikal jaye....

tu itna pyar kar jitna tu seh sakey.....

bichadna bhi pada toh zinda reh sakey...


sahil
BAHUT KHUB

GEET JIS DIN MOHBBAT KE MAR JAAYEGE,
TUT KAR USI DIN HUM BIKHAR JAAYEGE.
Very nice Sahil and Gumnam ji...
Logged
zindagi_kal_ho_na_ho
Guest
«Reply #3 on: June 01, 2006, 06:51:37 AM »
Reply with quote
dil tohdar,
dil todnewala kabhi kush nahi rahe pata,
kabhi na kabhi uske dil mein dard sachi mohabbat khodene ka hota hai,
us waqt woh rahoo per tanha hota hai,
tab ehsaas dard bankar uske dil mein sama jata hai.........................
Logged
gumnam
Guest
«Reply #4 on: June 02, 2006, 03:39:37 AM »
Reply with quote
shikha ji aap bhi kuchh kahiye.
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #5 on: June 02, 2006, 04:22:31 AM »
Reply with quote
Quote from: "gumnam"
shikha ji aap bhi kuchh kahiye.
Shukriya Gumnam ji...

Hothon par lagatey hai chuppi,
yeh soch key hum so jaatey hai,
inteqaar hai jinka shamo seher,
woh khwabon main to aatey hai...

In khwabon sey ab hum apney,
is dil ko kuch aisey behlatey hai,
woh mere ho naa ho lekin,
hum unkey to kehlatey hai...
Logged
gumnam
Guest
«Reply #6 on: June 05, 2006, 01:33:50 PM »
Reply with quote
BAHUT KHUB SHIKHA JI.

SURAJ KA SAFAR KHATM HUA MAGAR RAAT NA AAYEE,
HISSE MEIN MERE KHWABO KI SAUGAAT NA AAYEE.
NAHI MILA HUMRAAH KOI TO GILA KYA,
PARCHHAI BHI JAB MERI MERE SAATH NA AAYEE.
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #7 on: June 07, 2006, 04:19:48 AM »
Reply with quote
Wah Gumnam ji...Bahut Khoob...

Kyon woh raat khwab ki zindagi mey aati nahin hai,
kyon teri yaad mere dil sey ab jaati nahin hai....
Tum hi bolo kya kahogey bhala merey wajood ko,
Aisa Diya hu dehleez ka main jismey baati nahin hai...
Logged
gumnam
Guest
«Reply #8 on: June 07, 2006, 01:07:33 PM »
Reply with quote
Quote from: "Shikha12"
Wah Gumnam ji...Bahut Khoob...

Kyon woh raat khwab ki zindagi mey aati nahin hai,
kyon teri yaad mere dil sey ab jaati nahin hai....
Tum hi bolo kya kahogey bhala merey wajood ko,
Aisa Diya hu dehleez ka main jismey baati nahin hai...

WAH....WAH....SHIKHA JI.

TU DIYA BAN,BAATI MAIN BAN JAAUNGA,
DIL SE PUKAR MAIN DAUDA CHALA AAUGA.
YE SHAMA TU JALTI RAHEGI RAATO TALAK,
MAIN PARWANA HU TERE INTEZAR MEIN JAL JAAUNGA.
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #9 on: June 08, 2006, 06:26:17 AM »
Reply with quote
Very nice Gumnam....


Raat bhar jalti hai terey intezaar main yeh shama bhi to,
e parwaney tu apni muhabbat pey yun gumaan naa kar....
Har roz chalchalata hai inski bhi ankhon main tera lahoo,
Khudkushi phir kar key yun isko tu aur pareshaan na kar....

Logged
gumnam
Guest
«Reply #10 on: June 09, 2006, 04:29:51 AM »
Reply with quote
Quote from: "Shikha12"
Very nice Gumnam....


Raat bhar jalti hai terey intezaar main yeh shama bhi to,
e parwaney tu apni muhabbat pey yun gumaan naa kar....
Har roz chalchalata hai inski bhi ankhon main tera lahoo,
Khudkushi phir kar key yun isko tu aur pareshaan na kar....

BAHUT KHUB.............

GUM NEEND KI AAGOSH MEIN HONE NAHI DETA,
RAATO KO TASABBUR TERA SONE NAHI DETA.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 03:07:59 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer