Dil Jale ka Haal

by Jaanasheen on July 02, 2008, 01:27:20 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1447 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Dil Ki Baat Labon Par Lakar Ab Tak Dukh Sehte Hain,.
Hum Ne Suna Tha is Basti Mein Dil waale Bhi Rehte Hain,.

Beet Gaya Sawaan Ka Maheena Mausam Ne Nazrein Badli,.
Lekin In Pyaasi Aankhon Mein Ab Tak Aansoon Behte Hain,.

Ek Hume Awaara kehna Koi Badaa Ilzaam nahi,.
Duniya Waale Dil Waalon Ko Aur Bahoot Kuch Kehte Hain,.

Jiski Khateer shehar Bhi Chorda Jiske Liye Badnaam hue,.
Aaj Wohi Humse Begaane Begaane Se Rehte hain,.

Wo Jo Abhi Rehgizar Se Chak-e-Gareban Guzra tha,.
Us Aawara Deewaane Ko "Jalib Jalib kehte hain,.

_____________________________-habib jalib-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aarmano ke diye jale na jale by Nino in Ghazals
Aashaon ke deep jale hai by livingbytheday in Shayri for Khumar -e- Ishq
Chirag jale by sushilbansal in Miscellaneous Shayri
Din Jale, Musalsal Raat Jale..!!...Shireen Hakani by Shireen Hakani in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pooja
Guest
«Reply #1 on: July 02, 2008, 01:44:26 PM »
Reply with quote
nice sharing Lil bro
Logged
Talat
Guest
«Reply #2 on: July 02, 2008, 08:55:38 PM »
Reply with quote
Nice Sharing Azeem !
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: July 06, 2008, 09:19:37 AM »
Reply with quote
Shukriya Pooja Sis,.
and Celmira Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: July 06, 2008, 09:23:03 AM »
Reply with quote
Kuch to duniya ki inayaat ne rone na diya
Aur kuch Talkhiye Haalat ne rone na diya

Hum tou samjhe the, Bahar banke aayi hai khushi
Mili khushi tou humein, Khushi ne bhi rone na diya

Sitaro ki tarha purnoor thi , Qismat apni
Bewafa chaand ne usko bhi, Chamakne na diya

Sahil se bhatka huwa anjaan musafir hoon
Jisko lehro ne kabhi, Manzil se milne na diya

Mehbooba koi hai "Alam" Tou bas maut apni
Duniya walo ne ishq, Usse bhi karne na diya !!!!!!!
by Alam Qazi
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #5 on: July 06, 2008, 10:03:46 AM »
Reply with quote
Quote
Kuch to duniya ki inayaat ne rone na diya
Aur kuch Talkhiye Haalat ne rone na diya

Hum tou samjhe the, Bahar banke aayi hai khushi
Mili khushi tou humein, Khushi ne bhi rone na diya

Wonderful sharing Jaanasheen bhaiya  Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: July 14, 2008, 12:57:57 PM »
Reply with quote
Shukriya,.
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #7 on: July 14, 2008, 01:14:16 PM »
Reply with quote
Very Very Nice Posts... Applause

Thanks for sharing with us Azeem.. Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: July 18, 2008, 02:55:52 PM »
Reply with quote
Shukriya Mahiya Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: July 18, 2008, 02:56:26 PM »
Reply with quote
Ghamon Ki Duniya Mein Jaa Baste Hai Jo Khwaabon Ki Duniya Sajaate Hain,.
Khwaab Dekho Magar, Khwaabon Ka Aitbaar Na Karo, Khwaab Aksar Tadpaate Hain,.

Heer Ne Tadpi Ranjha Ke Liye,.
Laila Tadpi Majnu Ke Liye,.
Bangaye Ye Mohabbat Karne Waale Ek Khissa Mere Dost, Jise Har Mehfil Mein Log Sunaate Hain,.

____________________________________-Azeem-
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #10 on: July 18, 2008, 02:58:44 PM »
Reply with quote
Ghamon Ki Duniya Mein Jaa Baste Hai Jo Khwaabon Ki Duniya Sajaate Hain,.
Khwaab Dekho Magar, Khwaabon Ka Aitbaar Na Karo, Khwaab Aksar Tadpaate Hain,.

Heer Ne Tadpi Ranjha Ke Liye,.
Laila Tadpi Majnu Ke Liye,.
Bangaye Ye Mohabbat Karne Waale Ek Khissa Mere Dost, Jise Har Mehfil Mein Log Sunaate Hain,.

____________________________________-Azeem-

 Clapping Smiley khoob likha hai bhai jaan..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: July 20, 2008, 02:02:56 PM »
Reply with quote
Shukriya Jaya Sis,.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 08:59:29 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer