DIL KI CHOKAHT PAY JO DEEP JALA RAKHA HAI

by SADIQA JAWED on October 30, 2004, 06:59:55 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2205 times)
smile_deep1
Guest
«Reply #15 on: December 17, 2004, 06:40:45 AM »
Reply with quote
love and sadiqa ................. u both have done gr8 work............
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Khud Ko Jala Jala Kar Dekha (Jaan) by waheed_rose2004 in Miscellaneous Shayri « 1 2 3 4  All »
Vafa ke deep.... by prem in Ghazals « 1 2  All »
deep deep love..... by shyama in Shayri for Khumar -e- Ishq
-Dil Ko Jala Rakha Hai- by HumTum is back in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Deep ki reet by bekarar in Occassion Specific Poetry
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #16 on: December 17, 2004, 06:49:40 AM »
Reply with quote
HAHHA.... ARY JAO NA...TUM KAHAN SY HALAL HOGY , IMMPOSSIBLE :wink:

THNKX SMILE_DEEP1  :lol:

Tujhe na chahna, mere bas mein nahin hai
Kyoun ki sooraj is zameen pe nahin hai

Dekha hai jo sapna, tujhe pane ka maine
Mushkil hai lekin, namumkin nahin hai

Lou diye-e-umeed ki sada hi jalti rahegi
Kyoun ki armaanon ki koi kamin nahin hai

Tum mere ho, bas mere, har ek janam mein
Ye baat, bas is janam ki nahin hai

Pyar hai ye mera, sachha pyar hai ye
Hasna mat ispe, besharamgi nahin hai
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #17 on: December 17, 2004, 08:03:29 AM »
Reply with quote
ZAKHMOON KAI AMBAAR HAIN
AOR HAMM HAIN DOSTO
AAKAHIN YAH ASHKBAAR HAIN
AOR HAMM HAIN DOSTO
DIL O JIGAR ZAAR ZAAR HAIN
AOR HAMM HAIN DOSTO
MOOKHALIFOON KEE QATAAR HAIN
AOR HAMM HAIN DOSTO
DOST NAA GHMKHAAR HAIN
AOR HAMM HAIN DOSTO
Logged
lovebites
Guest
«Reply #18 on: January 01, 2005, 08:52:15 PM »
Reply with quote
Kholo kholo apni ankhein
Aur goor se suno
Deyne ko to buhaat kuch hai
Per apna sa kuch deyna chahti hoon

Ek boond Suraj ki
Ek katra Asmaan ka
Koyal ki aadhi kook
Aur kuch jagmagate sapne

Acha lagey to aur mango
Deyne ko to buhaat kuch hai
Per apna sa kuch deyna chahti hoon

Asmaan sa aayena
Ek dibi titliyoon ki
Ek chamach nadhi ki dhaar
Aur ek muthi zindagi

Acha lagey to aur mango
Deyne ko to buhaat kuch hai
Per apna sa kuch deyna chahti hoon
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #19 on: January 06, 2005, 07:55:03 AM »
Reply with quote
Sun saky to sun ye raat suna rahi hai meray pyaar ka fasana
Jan lo ye bat k meri chahat ko kabhi na bholy ga ye zamana
Tu manay na manay wo tera naseeb tha k main nay tujhay chaha
Or teri bad kismati hai ye , yun tera mujhay thukrana
Kabhi kehta hai pyar nahi,kabhi kehta hai majbor hon main
Ja janay day rehnay bhi day sanam,teri baatein hain dogana
Jub tu nay chaha hi nahi to main kion zindagi tery nam karon
Gar chahta tu mujhy to dekhta,mera deewangi sy tujhay chahna
Kabhi main nay chaha tha tujhay per ab to meri zindagi......
Ussi k liye hai jis ko main nay ,zindagi bhar hai apnaana
Gar tu khafa tha mujh say,to mujhy batata to sahi aik bar
Kabhi kisi nay manaya na hota,yun hota mera tujh ko manana
Pyar kabhi bhi pabandi ho nahi sakta,ye mera yaqeen hai
Ja tujhy ijazat hai to ja sakta hai wahan,jhan tujhy ho jana
Tujhay ilzaam is liye nahi dena chahti k pyar badnam ho ga
Or tu ye samajhta ha k shaayed jhota tha mera tujh ko chahna
Bus itni hi iltija hai tujh say itni hi guzaarish hai jaanan
Jis din main ye duniya choor jaaon,tu us din zaror lout aana

GOOD ONE LOVE JEE
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:55:57 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer