-Dil Ko Jala Rakha Hai-

by HumTum is back on June 27, 2007, 09:07:12 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1245 times)
HumTum is back
Guest
Reply with quote
Jab se tere chehre ko dil mein bsa rakha hai
Tamam duniya se khud ko juda rakha hai

Karni thi roshini raah-e-ishq mein humne
Diya na mila so apne  dil ko jla rakha hai

Who jafa bhi kare lekin tu wafa hi karna
Bas yhi apne dil ko humne samjha rakha hai

Kya kya na guzri hogi uske dil pe yaroon
Naam muuhoobat ka jisne saza rakha hai

Berukhi yun besabab to nahin ho sakti
Kucch to hoga ke jiska parda rakha hai

Kucch to majboriya uski bhi rhi hongi
Hathon mein jisne kanjar utha rakha hai

Jala diya sara lahuu ishq ki kahtir humne
Ik katra teri mang ke liye bacha rakha hai !!!  
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kaun kheata hai tujhko bhula rakha hai, by muneeb in Shayri for Khumar -e- Ishq
DIL KI CHOKAHT PAY JO DEEP JALA RAKHA HAI by SADIQA JAWED in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
Khud Ko Jala Jala Kar Dekha (Jaan) by waheed_rose2004 in Miscellaneous Shayri « 1 2 3 4  All »
jhuka rakha hai by tushar_4u_im in Shayri for Khumar -e- Ishq
tamannaoN ne kab sach se VAASTAA rakha hai...! by ghayal_shayar in Shayri-E-Dard
Pooja
Guest
«Reply #1 on: June 27, 2007, 02:48:43 PM »
Reply with quote
Good one HumTum ji!!
Logged
Ricky
Yoindian Shayar
******

Rau: 8
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 3 hours and 56 minutes.

Posts: 2455
Member Since: Dec 2003


View Profile
«Reply #2 on: June 28, 2007, 05:27:48 AM »
Reply with quote
very nice !! Usual Smile ..
Logged
nikki
Guest
«Reply #3 on: June 28, 2007, 04:34:07 PM »
Reply with quote
yeh to gode gode good hai ...keep posting
Logged
nikki
Guest
«Reply #4 on: June 28, 2007, 04:36:46 PM »
Reply with quote
apne iss bechain dil ko samjhayein kaise
aansuon se bhara hai jalain to jalain kaise

rah-e-zindagi mein abb na bahaar ayegi
yeh kadwa sach khud ko hi batayein kaise

woh rutha to meri duniya hi ujad gayi
uss roothe hue mehboob ko manayein kaise
Logged
thycreator
Guest
«Reply #5 on: June 29, 2007, 06:13:48 PM »
Reply with quote
Quote from: "HumTum is back"
Jab se tere chehre ko dil mein bsa rakha hai
Tamam duniya se khud ko juda rakha hai

Karni thi roshini raah-e-ishq mein humne
Diya na mila so apne  dil ko jla rakha hai

Who jafa bhi kare lekin tu wafa hi karna
Bas yhi apne dil ko humne samjha rakha hai

Kya kya na guzri hogi uske dil pe yaroon
Naam muuhoobat ka jisne saza rakha hai

Berukhi yun besabab to nahin ho sakti
Kucch to hoga ke jiska parda rakha hai

Kucch to majboriya uski bhi rhi hongi
Hathon mein jisne kanjar utha rakha hai

Jala diya sara lahuu ishq ki kahtir humne
Ik katra teri mang ke liye bacha rakha hai !!!  


Wah wah.............good one from you.....maza aa gaya....

Kismat-e-ishq ki jab bat chali hogi kissi mehfil mein,
Sabhi kisson mein ek kissa hamara bhi hua hoga,
Kaise har ek sitam par humne wafa ko jinda rakha,
Mere iss haseen jajjbe ko kissi ne toh chua hoga,
Maut aane ke pal tak wafa ka sath dete rahe hum,
Mujh jaisi maut toh yahan koi aashiq hi mara hoga...
Logged
paani
Guest
«Reply #6 on: June 30, 2007, 05:56:09 AM »
Reply with quote
Quote from: "HumTum is back"
Jab se tere chehre ko dil mein bsa rakha hai
Tamam duniya se khud ko juda rakha hai

Karni thi roshini raah-e-ishq mein humne
Diya na mila so apne  dil ko jla rakha hai

Who jafa bhi kare lekin tu wafa hi karna
Bas yhi apne dil ko humne samjha rakha hai

Kya kya na guzri hogi uske dil pe yaroon
Naam muuhoobat ka jisne saza rakha hai

Berukhi yun besabab to nahin ho sakti
Kucch to hoga ke jiska parda rakha hai

Kucch to majboriya uski bhi rhi hongi
Hathon mein jisne kanjar utha rakha hai

Jala diya sara lahuu ishq ki kahtir humne
Ik katra teri mang ke liye bacha rakha hai !!!  


Nayaab Hum Tum...
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:18:28 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer