Dil Lagaya Tha Dillagi Ke liye..

by Jaanasheen on March 17, 2006, 09:39:16 AM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 20327 times)
tabassum shakeel
Guest
«Reply #30 on: May 05, 2006, 01:37:48 PM »
Reply with quote
umar bhar jisne bevafai ki
ab bhi zinda hain ham usi ke liye
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dillagi .. by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
Dil Lagaya Na Hota by Rajesh Harish in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tumko Baanaane me. Khuda Ne Waqt Zara Zyada Lagaya Hai~ by anjaan dharkan in Shayari -e- Husn « 1 2  All »
Na karni thi wafadari to q dil lagaya tha by awais_007 in Share: Poetry of Pain
Malham lagaya kanto ki nok se. by ishu_singh10 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: May 05, 2006, 01:41:21 PM »
Reply with quote
Zinad Hoon Isliye Ke Aaj Bhi Wo Dhadkan Banke Dil Mein Hai,..
Gar Wo Chale Jaayegi Dil Se To Hum Ek Pal Mein Marr Jaayeinge,..

_________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Ahmed fazil choudhry
Guest
«Reply #32 on: July 08, 2010, 11:03:22 PM »
Reply with quote
Kesi Ghalti Shabab Ker Betha
Dil Mera Intekhaab Ker Betha
Yeh Samajh Ker Ke Zindagi Tum Ho
Zindgani Kharaab Ker Betha


Dil Lagaya Tha Dillagi Ke Liye
Ban Gaya Rog Zindagi Ke Liye

Tu Na Ho Saath To Jiyen Kaise
Hum To Zinda Hain Dosti Ke Liye
Jaan E Mann, Jaan E Jaan Wafa Ki Qasam
Dil Dharakta Hai Aap Hi Ke Liye

Yaad Hain Aaj Tak Woh Beete Din
Chand Nikla Tha Chandni Ke Liye
Jurm Samjha Isse Zamaane Ne
Pyar Maanga Tha Do Ghadi Ke Liye

Aap Ki Maang Mein Sitaare Hain
Hum Taraste Hain Roushnee Ke Liye
Tum Farishton Ki Baat Le Bethe
Hum Taraste Hain Aadmi Ke Liye

Tere Wahdon Ki Laag Rakhni Thi
Gham Sehenge Teri Khushi Ke Liye
Hum Ko Apna Bana Ke Chhod Diya
Yeh Munasib Na Tha Kisi Ke Liye

Ban Gaya Rog Zindagi Ke Liye
Dil Lagaya Tha Dillagi Ke Liye
Logged
dead heart
Guest
«Reply #33 on: July 16, 2010, 10:39:27 PM »
Reply with quote
Sabhi ne bahaut khoob likha hai iss post main..Khaas tour par Azeem bhaijan...behad khubsoorat likha hai apne...Bahaut zada... Applause
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #34 on: December 16, 2011, 04:53:10 PM »
Reply with quote
Dil Lagaya Tha Dillagi Ke Liye,..
Ban Gaya Rog Zindagi Ke Liye,..
Apki Maang Mein Sitare Hain,..,.
Hum Taraste Hain Roshni Ke Liye,..
Sari Duniya Ki Tohmatein Le Li,..
Sirf Ek Teri Dosti Ke Liye...
Mujhko Jeene Ki Arzoo To Nahi,..
Jee Raha Hoon Teri Khushi Ke Liye..
Ahl-e-Dil Usko Dil Nahi Kehte,..
Jo Tadapta Na Ho Kisi Ke Liye,..
Tum Farishton Ki Baat Le Baithe,..
Hum Taraste Hain Admi Le Liye,..
Dil Lagaya tha Dillagi Ke Liye,.
Ban Gaya Rog Zindagi Ke Liye,..



waaaaaaaaaaaaaaaaaah Applause Applause Applause
Logged
Basharat andrabi
Guest
«Reply #35 on: December 31, 2013, 12:26:12 AM »
Reply with quote
Dil Lagaya Tha Dillagi Ke Liye,..
Ban Gaya Rog Zindagi Ke Liye,..
Apki Maang Mein Sitare Hain,..,.
Hum Taraste Hain Roshni Ke Liye,..
Sari Duniya Ki Tohmatein Le Li,..
Sirf Ek Teri Dosti Ke Liye...
Mujhko Jeene Ki Arzoo To Nahi,..
Jee Raha Hoon Teri Khushi Ke Liye..
Ahl-e-Dil Usko Dil Nahi Kehte,..
Jo Tadapta Na Ho Kisi Ke Liye,..
Tum Farishton Ki Baat Le Baithe,..
Hum Taraste Hain Admi Le Liye,..
Dil Lagaya tha Dillagi Ke Liye,.
Ban Gaya Rog Zindagi Ke Liye,..

Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:41:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer