Dil Todney wale

by Sonu on May 31, 2006, 03:34:15 AM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 3338 times)
Sonu
Guest
«Reply #30 on: June 30, 2006, 06:24:18 AM »
Reply with quote
thanks brother....

wafow ki ajkal kader kesey hai
her modh per beywafee milti hai
her shaks mey ek rusvai si chupi hia
her dil mey ek tabayee si machi hia
en beywafow key shehar mey tu akeyla hi nahi hia saki
es jahaan mey or bhi hungey beyvafow sey chut kahey huye....

Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Sonu Sis,..

Bewafaon Ke Sheher Mein Reh Kar Khud Ko Bewafa Samajh Baitha,...
Wafaa Bhi Jo Karta Main Yahan To Bhi Bewafaai Ka Inaam Milta,..

___________________________________________-Jaanasheen-

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Rangne wale by Amit Janglan in Shayri for Khumar -e- Ishq
*****Maana tum husn wale ho**** by baadal102 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
dost ban ban kar mile mitane wale by kaushikbhawna008 in Shayri for Dard -e- Judai
takdiren likhne wale by kaushikbhawna008 in Miscellaneous Shayri
Hum Nazuk Nazuk Dil wale... by sweetie2210s in Shayri-E-Dard
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: June 30, 2006, 06:46:36 AM »
Reply with quote
Nice One Sonu Sis,..

Is Zamaane Mein Ab Kadar Nahi Mohabbat Ki,..
Sab Karte Hai Yahan Izzat Sirf Daulat Ki,..
Jab Toote Ga Dil Unka Kabhi "Jaanasheen"
To Kami Mehsoos Kareinge Wo Chahati Ki,..

_____________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #32 on: June 30, 2006, 06:59:37 AM »
Reply with quote
bahut khoob brother.... javab nahi apka  =D>  =D>  =D>
mujhey lafz nahi mil rahey ahi bahut khoob likha hai apney

Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Sonu Sis,..

Is Zamaane Mein Ab Kadar Nahi Mohabbat Ki,..
Sab Karte Hai Yahan Izzat Sirf Daulat Ki,..
Jab Toote Ga Dil Unka Kabhi "Jaanasheen"
To Kami Mehsoos Kareinge Wo Chahati Ki,..

_____________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #33 on: June 30, 2006, 07:06:29 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
bahut khoob brother.... javab nahi apka  =D>  =D>  =D>
mujhey lafz nahi mil rahey ahi bahut khoob likha hai apney

Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Sonu Sis,..

Is Zamaane Mein Ab Kadar Nahi Mohabbat Ki,..
Sab Karte Hai Yahan Izzat Sirf Daulat Ki,..
Jab Toote Ga Dil Unka Kabhi "Jaanasheen"
To Kami Mehsoos Kareinge Wo Chahati Ki,..

_____________________________-Jaanasheen-


Shukriya Sis
Logged
Sonu
Guest
«Reply #34 on: July 10, 2006, 08:11:02 AM »
Reply with quote
Kash aap se pyaar na hota
Kash yeh dil pagal na hota
Aaj jo aap ne kaha..
Kal us dard ka ehsaas na hota
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #35 on: July 11, 2006, 10:05:00 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Kash aap se pyaar na hota
Kash yeh dil pagal na hota
Aaj jo aap ne kaha..
Kal us dard ka ehsaas na hota


Nice one Sis,,
Logged
Sonu
Guest
«Reply #36 on: July 12, 2006, 05:36:22 AM »
Reply with quote
shukriya Azeem brother...

e-ansoo tu be-waqt na aaya ker,
log tujhe dekh ker kehte hai,
main use aaj bhi yaad kerti hu...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #37 on: July 12, 2006, 12:37:33 PM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
shukriya Azeem brother...

e-ansoo tu be-waqt na aaya ker,
log tujhe dekh ker kehte hai,
main use aaj bhi yaad kerti hu...


Waah Bahoot Khoob Sis,..

Aansoon Bahaa Bahaa Kar Aansoon Khatam Hogaye,..
Isliye Humne Muskuraane Ki Adat Dal-Li,..

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #38 on: July 12, 2006, 10:03:02 PM »
Reply with quote
shukrya Azeem brother.... good one...


humney ahsoon etney bahey key ahkhoon ki roshni khu dali..
etney gum miley key muskuratey jeysey kesi ney humsey chinli..
ab to ahdat si hu gaye hai gamu ki chav mey rehney ki
es jahaan meu gamu ki bhidh mey khu janey ki ab to
ab to ek arsa huya muskuraye huye
unki yaad mey hum to pather sey hu gaye hia


Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
shukriya Azeem brother...

e-ansoo tu be-waqt na aaya ker,
log tujhe dekh ker kehte hai,
main use aaj bhi yaad kerti hu...


Waah Bahoot Khoob Sis,..

Aansoon Bahaa Bahaa Kar Aansoon Khatam Hogaye,..
Isliye Humne Muskuraane Ki Adat Dal-Li,..

__________________________________-Jaansheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #39 on: July 14, 2006, 03:31:42 PM »
Reply with quote
Shukriya Sonu Sis Aur Bahoot Khoob,..

Mujhe Bewafaa Keh Rahe Hain Wo Mujhe Is Baat Ka Gilaa Nahi,..
Zindagi Bhi Kahan Kisi Se Wafaa Nibhaati Hai Yahan,.

__________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #40 on: July 15, 2006, 03:11:55 AM »
Reply with quote
shukriya Azeem bahi... bahut khoob....

kabhi fursat milley toh chaley aana
tujhe apne dil ke zakham dikhlayege
kya beeti hai tum bin es dil per
yeh mere aansu tujhe batayege


Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Sonu Sis Aur Bahoot Khoob,..

Mujhe Bewafaa Keh Rahe Hain Wo Mujhe Is Baat Ka Gilaa Nahi,..
Zindagi Bhi Kahan Kisi Se Wafaa Nibhaati Hai Yahan,.

__________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #41 on: October 29, 2006, 04:44:18 AM »
Reply with quote
Royegi ankhe muskarane ke baad
ayegi rat din ke baad jara mud ke dekho Janevale
shayad ye zindagi na rahe aapke jane ke baad.
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:52:39 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer