Dil Tumhaara Bhi Royega,.

by Jaanasheen on November 29, 2008, 04:49:35 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1891 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Kisne mujh ko sada di, bata kaun hai?
Yeh hawa.., tere ghar mein chupa kaun hai?

Barishon mein kisi ped ko dekhna
Shaal oode huwe bhigtha kaun hai?

Mai yahan dhoop main tap rahi hu, magar
Wo pasine mein doobha hua kaun hai?

Aasmano ko hum ne bataya nahi
Doobti shaam mein doobta kaun hai?

Khushbhu mein nahi huyi shaak per
Phool sa muskuratha hua kaun hai?

Dil ko pattar huwe ek zamana hua
Hume makaan mein bagar bhulata kaun hai?

_______________________-Nm-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kahaa likhu tumhaara naam ??? by Just_Hate_Love in Shayri-E-Dard
TUMHAARA KYA BHAROSA !!! by ashq_ashq in Shayri-E-Dard
~~~Tumhaara hai...~~~ by vitasta in Shayri for Khumar -e- Ishq
Royega Bahut Woh Jab Bhi Batein Use Meri Mohabbat Ki Yaad Aayegi... by Kaushal Sharma in Shayri-E-Dard
TUMHAARA NAAM KYA HAI....////..............................////....IFTAKHAR by Iftakhar Ahmad in Ghazals
dead heart
Guest
«Reply #1 on: November 29, 2008, 10:04:51 PM »
Reply with quote
andheri si iss duniya main roshni deta kaun hai?
baatein toh sab karte hai par amal karta kaun hai?

khoye hai sab duniya ki iss shor sharabe main,
gheron ko zade apno ki sunta kaun hai?

ghumte hai hum paison ki talash main,
matlabi iss duniya main pyar bat ta kaun hai?

peete hai hum dusron ke paison se sharab,
yahan ankhon sharab peela ta kaun hai?

bewaffai ke kisse sunte rehte hai aur afsos zaher karte hai,
thukrae hue dilon ko yahan apnata kaun hai?

ilzam lagate hai hum dusron pe ke woh katil hai,
apnon ke khoon ki parwah karta kaun hai?

baatein karte hai hum "politicians" ke khilaf,
unke samne bolne ka dum akhir rakta kaun hai?

kehne ko toh hum saab mazabi hai iss duniya main,
par shabnaam si pak rooh ke saath safed dilon main khuda ko bitha kaun hai?
Logged
dead heart
Guest
«Reply #2 on: November 29, 2008, 10:07:36 PM »
Reply with quote
koi bhi galti ke liye maafi chah hunga...maine kuch chipe hue masle duniya ke uchale hai...umeed hai gherai se padne walon ko samaj ajaega ke hum kis odd hishara kar rahe hai...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #3 on: November 30, 2008, 07:06:42 AM »
Reply with quote

Nice sharing Bhai... Applause

Nice lines Heart.. Applause
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #4 on: November 30, 2008, 08:38:15 AM »
Reply with quote
Good sharing Jaanasheen Ji
Equally good DH Ji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5 on: November 30, 2008, 08:55:29 AM »
Reply with quote
nice sharing dh
Logged
dead heart
Guest
«Reply #6 on: November 30, 2008, 10:22:33 AM »
Reply with quote
thank you guys
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: November 30, 2008, 01:25:14 PM »
Reply with quote
andheri si iss duniya main roshni deta kaun hai?
baatein toh sab karte hai par amal karta kaun hai?

khoye hai sab duniya ki iss shor sharabe main,
gheron ko zade apno ki sunta kaun hai?

ghumte hai hum paison ki talash main,
matlabi iss duniya main pyar bat ta kaun hai?

peete hai hum dusron ke paison se sharab,
yahan ankhon sharab peela ta kaun hai?

bewaffai ke kisse sunte rehte hai aur afsos zaher karte hai,
thukrae hue dilon ko yahan apnata kaun hai?

ilzam lagate hai hum dusron pe ke woh katil hai,
apnon ke khoon ki parwah karta kaun hai?

baatein karte hai hum "politicians" ke khilaf,
unke samne bolne ka dum akhir rakta kaun hai?

kehne ko toh hum saab mazabi hai iss duniya main,
par shabnaam si pak rooh ke saath safed dilon main khuda ko bitha kaun hai?

Bohat Badhiya Daed Heart Ji,.
Yunhi Likhte rahiye,.
Nice One,.

Meri Zindagi Mein Ab Dikhta Koi Ujaala Nahi,.
Thukra Hai Sabhi Ne, Mujhe Kisi Ne Sambhaala Nahi,.

Tere Saare Gham Seene Mein Sajaakar Rakh Liya Maine,.
Is Zamaane Mein Kisi Ne Aise Ghamon Ko Paala Nahi,.

Nafrat Karte Sab Tujhe, Meri Barbaadi Ka Sabab Kehte "Jaan",.
Teri Ruswaai Na Ho Kahin, Is Liye Tere Naam Ko Uchaala Nahi,.

___________________________-Jaanasheen-
Logged
dead heart
Guest
«Reply #8 on: November 30, 2008, 10:31:56 PM »
Reply with quote
thnx bhai
inshallah likte rahenge jab tak sansein hai...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: December 01, 2008, 05:30:21 AM »
Reply with quote
Dil Ke Zakham Hare Hue,Jab Us Bewafaa Ki Yaad Aai,.
Hum Khudse Anjaan Hue, Jab Us Bewafaa Ki Yaad Aai,.

Muskuraakar Ek Hi Pal Mein Ro Pade, Jab Us Bewafaa Ki Yaad Aai,.
Mehfil Mein Bhi Tanhaa Hogaye, Jab Us Bewafaa Ki Yaad Aai,.

Yun To Karaar Mila Dil Ko, Thodi Dair Ke Liye,.
Wo Bhi Kho Diya, Jab Us Bewafaa Ki Yaad Aai,.

_______________________-Jaanasheen-
Logged
dead heart
Guest
«Reply #10 on: December 01, 2008, 06:53:38 PM »
Reply with quote
khoon ke ansu nikle;jab uss bewaffa ki yaad ayi,
kata hua lahu bol pada;jab uss bewaffa ki yaad ayi...

meri kabar ke uper ke phool murja gaye;jab uss bewaffa ki yaad ayi,
mit gayi meri parchai bhi;jab uss bewaffa ki yaad ayi...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #11 on: December 01, 2008, 06:59:40 PM »
Reply with quote
Wah wah Azeem bhai bohat khoob likha hai aapne... Applause Applause

Wah wah Heart bohat khoob likha hai aapne.... Applause Applause



Woh humse kafa hote hai jab uss bewaffa ki yaad aayi
Ankhon se sapne churate hain jab uss bewaffa ki yaad aayi

Dil bechain raheta hai jab uss bewaffa ki yaad aayi
Mujhe pehchane se inkaar karte hai jab uss ki wafa rang laayi

____________honeyrose__________
Logged
Pooja
Guest
«Reply #12 on: December 01, 2008, 07:03:31 PM »
Reply with quote
bahoot khoob lil bro
Nice work DH and Honey
Logged
dead heart
Guest
«Reply #13 on: December 01, 2008, 07:37:07 PM »
Reply with quote
wah honey jee...bahaut khoob...and thnx
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: December 02, 2008, 10:37:46 AM »
Reply with quote
Shukriya Pooja Didi,.
And Jaya Didi,.

Aur Bohat Achche Jaya Didi,.
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 11:53:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer