dil tuta----------------saloni

by saloni bharani on December 06, 2008, 02:56:34 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1984 times)
Rajesh Harish
Guest
«Reply #15 on: December 11, 2008, 12:20:06 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Saloni Ji aur Jasbir Ji


Ek lamha baar baar sataata hai,
Na jaane yeh dil kya chahta hai,
Kaash is lamhe mein woh hamaare saath hote,
Par yeh kaash tou kaash hi ban kar rah jaata hai.

Nice contribution Deepati Ji
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tuta tuta ek parinda aise tuta by ishaan in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
~@~SHAAM SALONI SI~@` by deepika_divya in Shayri-E-Dard
Hi I am Saloni by saloni bharani in Tarruf Yoindia Sae : Give your Introduction
dard------------------------------------saloni by saloni bharani in Shayri-E-Dard
jindagi-----------saloni by saloni bharani in Shairi - E - Zindagi
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: December 12, 2008, 09:28:41 AM »
Reply with quote
tum aj hanste ho hans lo mujh par ye aamaish na bar bar hogi
main janta hun mujhe khabar hai k kal faza khushgawar hogi

rahe muhabbat main zindagi bhar rahegi ye kashamakash barabar
na tumko qurbat main jit hogi na mujhko furqat main har hogi

hazar ulfat sataye lekin mere iradon se hai ye mumkin
agar sharafat ko tumne chera to zindagi tum pe war hogi

nm
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #17 on: December 13, 2008, 03:16:34 PM »
Reply with quote

MERI TAKDIR UNKEY NAAM SEY LIKHI THI
MERI JINDAGI UNKEY ARMAANOH SEY SILI THI
ABB TAKDIR HI LEKEY WOH CHALEY GAYE
MEHFIL MEH HAMARI JUBAAN TABHI TOH SILI THI



JASBIR SINGH


[b[Nice One Jasbir Bhaijaan,.


THANKS JAHANASHEEN


JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: December 14, 2008, 02:26:48 PM »
Reply with quote
Apne Hi Haaton Se Tabaah Hua Main, Mera Koi Lootera Nahi,.
Gheera Hoon Ghamon Ke Andheron Mein, Dikhta Koi Sawera Nahi,.

Aye Dil Aaj Bhi Kyun Chahta Hai, Tu Us Bewafaa Ko,.
Kitni Baar Kaha Hai Maine, Wo Shaks Ab Tera Nahi,.

________________________-Jaanasheen-

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #19 on: December 14, 2008, 09:31:52 PM »
Reply with quote
Apne Hi Haaton Se Tabaah Hua Main, Mera Koi Lootera Nahi,.
Gheera Hoon Ghamon Ke Andheron Mein, Dikhta Koi Sawera Nahi,.

Aye Dil Aaj Bhi Kyun Chahta Hai, Tu Us Bewafaa Ko,.
Kitni Baar Kaha Hai Maine, Wo Shaks Ab Tera Nahi,.

________________________-Jaanasheen-




wah jahanasheen


DIL KAHA SAMAJ PATA HAI
AJNABHI HAI WOH,
KAHA DEKH PATA HAI


SUBAH SHAAM INTEZAAR RETHA HAI
SINEY MEH TERA PYAR REHTA HAI
DIL KAHA SAMAJ PATA HAI
AJNABHI HAI WOH,
KAHA DEKH PATA HAI


DHADKANEY AAJ BHI YEHI KEHTI HAI
USEY BHI MERA INTEZAAR REHTA HAI
DIL KAHA SAMAJ PATA HAI
AJNABI HAI WOH
KAHA DEKH PATA HAI



JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #20 on: December 14, 2008, 11:46:09 PM »
Reply with quote
good one lil bro and jas ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #21 on: December 15, 2008, 05:37:34 AM »
Reply with quote
good one lil bro and jas ji

thanks JI


jasbir singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: December 15, 2008, 11:14:02 AM »
Reply with quote

wah jahanasheen

good one lil bro and jas ji

Shukriya Jasbir Bhai,.
And Pooja Didi,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: December 15, 2008, 11:16:42 AM »
Reply with quote
Us Bewafaa Ki Zaat Se Mujhko Hai Ye Gilaa,.
Sunke Bhi Meri Maut Ka Aaya na Bewafaa,.

Marke Bhi Uske Waaste Apni To Hai Duaa,.
Jisne Mitaa Diya Mujhe, Wo Khush Rahe Sadaa,.

___________________________Jaanasheen=
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #24 on: December 15, 2008, 04:30:46 PM »
Reply with quote
Us Bewafaa Ki Zaat Se Mujhko Hai Ye Gilaa,.
Sunke Bhi Meri Maut Ka Aaya na Bewafaa,.

Marke Bhi Uske Waaste Apni To Hai Duaa,.
Jisne Mitaa Diya Mujhe, Wo Khush Rahe Sadaa,.

___________________________Jaanasheen=

HAI NI....JAHANAHSEEN


YEH SUN KEY BHI WOH DOOR KAISEY REH RAHEY HAI
KABHI NA JUDA HOTEY THEY JOH, AAJ KAISEY SEH RAHEY HAI
NAZROH SEY DOOR KYA HUYE, BHOOL HI GAYE
KYA ISHQ ITNA KAMJOR THA JOH, AAJ NAZAR NAHI AA RAHEY HAI


JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: December 16, 2008, 12:47:54 PM »
Reply with quote
HAI NI....JAHANAHSEEN


YEH SUN KEY BHI WOH DOOR KAISEY REH RAHEY HAI
KABHI NA JUDA HOTEY THEY JOH, AAJ KAISEY SEH RAHEY HAI
NAZROH SEY DOOR KYA HUYE, BHOOL HI GAYE
KYA ISHQ ITNA KAMJOR THA JOH, AAJ NAZAR NAHI AA RAHEY HAI


JASBIR SINGH

Bohat Achche Bhaiya,.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #26 on: December 16, 2008, 03:05:53 PM »
Reply with quote
Bohat Achche Bhaiya,.



Thanks Jahanasheen


Jasbir Singh
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 26, 2025, 06:20:10 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer