DUR JAANE-JAAN HO GAYE

by jannatjahan on March 13, 2009, 12:27:33 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1545 times)
jannatjahan
Guest
Reply with quote
WO MUJHSE DUR KUCH IS KADAR HUE
KI KHUD SE BHI JUDA HO GAYE
TUTA DIL BESAK HAMARA
MAGAR WO KHUD SE BHI KHAFA HO GAYE
UNHE SAQ THA SATH HAMARA RAAS AAYEGA NA UNHE
MAGAR KYA BAAT HUEE WO AUR BHI JYADA GAMJADA HO GAYE
YUN BHI NA THI ZINDAGI ME HAMARI RANGINIYAAN
KHUSMIJAJ UNKI ADAYEIN AAJ KYUN GUMSUDA HO GAYE
HUME NAHI CHHAHAT KI MAANGE BHEEKH UNKI ULFAT KI
KAREEB TO NA AA SAKE WO HAMARE
AAJ MAGAR DUR JAANE JAAN HO GAYE.
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #1 on: March 14, 2009, 01:52:31 PM »
Reply with quote
Achha kalaam hai aapka...jannatjahanji... Applause

Kuchh majbooriyen ayse thi k jaana pada dur tumse
Kaise soch liya tumne saath tumhara raas nahi aaya
Mile jo pyaar tera to pa lu janaat e jhaaN main
Teri hi pnahoon mein ab, krunga zindgi ko basar main
N ho mayus tu ki virah k baadal ab chhatne lage
Sach hai tujh se dur hum khud se hi juda ho gaye ...
WO MUJHSE DUR KUCH IS KADAR HUE
KI KHUD SE BHI JUDA HO GAYE
TUTA DIL BESAK HAMARA
MAGAR WO KHUD SE BHI KHAFA HO GAYE
UNHE SAQ THA SATH HAMARA RAAS AAYEGA NA UNHE
MAGAR KYA BAAT HUEE WO AUR BHI JYADA GAMJADA HO GAYE
YUN BHI NA THI ZINDAGI ME HAMARI RANGINIYAAN
KHUSMIJAJ UNKI ADAYEIN AAJ KYUN GUMSUDA HO GAYE
HUME NAHI CHHAHAT KI MAANGE BHEEKH UNKI ULFAT KI
KAREEB TO NA AA SAKE WO HAMARE
AAJ MAGAR DUR JAANE JAAN HO GAYE.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #2 on: March 14, 2009, 02:28:38 PM »
Reply with quote
WO MUJHSE DUR KUCH IS KADAR HUE
KI KHUD SE BHI JUDA HO GAYE
TUTA DIL BESAK HAMARA
MAGAR WO KHUD SE BHI KHAFA HO GAYE
UNHE SAQ THA SATH HAMARA RAAS AAYEGA NA UNHE
MAGAR KYA BAAT HUEE WO AUR BHI JYADA GAMJADA HO GAYE
YUN BHI NA THI ZINDAGI ME HAMARI RANGINIYAAN
KHUSMIJAJ UNKI ADAYEIN AAJ KYUN GUMSUDA HO GAYE
HUME NAHI CHHAHAT KI MAANGE BHEEKH UNKI ULFAT KI
KAREEB TO NA AA SAKE WO HAMARE
AAJ MAGAR DUR JAANE JAAN HO GAYE.



wah wah kya baat hai JANNAT, bahut khoob


YU JINDAGI KI BHEED MEH WOH GOOM HO GAYE
PAAS AATEY AATEY WOH HUMSEY DOOR HO GAYE


JAMANEY KI RANGINIYAA KAAM KAR GAYI APNA
WAFA SEY NA JANEY KU WOH MAJBOOR HO GAYE
PAAS AATEY AATEY WOH HUMSEY DOOR HO GAYA


CHAND TOH NIKLA HAI AAJ BHI GULISTAAN MEH
FAASLEY NA JANEY AAJ YEH KAHA SEY HO GAYE
PAAS AATEY AATEY WOH HUMSEY DOOR HO GAYE


YU JINDAGI KI BHEED MEH WOH GOOM HO GAYE
PAAS AATEY AATEY WOH HUMSEY DOOR HO GAYE





JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: April 10, 2009, 11:57:57 AM »
Reply with quote
Waah Kya Khoob Likha Hai, Jannat Jahan Ji,.
Anaam Ji,.
Jasbir Bhai,.

Nice One,.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #4 on: April 11, 2009, 06:40:12 PM »
Reply with quote
Waah Kya Khoob Likha Hai, Jannat Jahan Ji,.
Anaam Ji,.
Jasbir Bhai,.

Nice One,.

Thanks Jahanasheen

Jasbir Singh
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #5 on: April 12, 2009, 02:28:16 PM »
Reply with quote
Thanks Jasbir ji, Anaam ji, Aur Azeem ji, mujhe aisa laga tha ki meri ye kosis nakamyaab rahi, aap logo ne saraha yahi bahut hai..... Thanks a lot.
Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #6 on: April 28, 2009, 04:24:07 PM »
Reply with quote


Jannath ji adaab !

Naam se shayari ko jude rakha hai janab ne bahoth ache padke hale dil sunane ko ji karta hai magar qalam hai ke saath nahi deti ....khush rahen app !!

JQ
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #7 on: April 29, 2009, 09:37:19 AM »
Reply with quote

Jannath ji adaab !

Naam se shayari ko jude rakha hai janab ne bahoth ache padke hale dil sunane ko ji karta hai magar qalam hai ke saath nahi deti ....khush rahen app !!

JQ
Shukriyaa Qadir ji...aapne padha pasand kiya yahi bahut hai....jo bhi hai dil me use bayan kar dijiye...kosis karein...phir hum to sath hain hi.....
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #8 on: April 29, 2009, 09:45:41 AM »
Reply with quote
Very good Jannat Ji
Kamal ka likha hai

Very Nice addition by Jasbir Ji, Thanks

SARVESH RASTOGI
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #9 on: April 29, 2009, 10:01:05 AM »
Reply with quote
Very good Jannat Ji
Kamal ka likha hai

Very Nice addition by Jasbir Ji, Thanks

SARVESH RASTOGI
Bahut bahut shukriya Rastogi ji.....
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 02:16:11 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.385 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer