sulmuh
Aghaaz ae Shayar
Rau: 0
Offline
Waqt Bitaya:0 minutes.
Posts: 33 Member Since: Jan 2005
|
Humnay Dil Tora Dharkanoun Kay Khauf Say Apni Basti He Mita Di Barishoun Kay Khauf Say Kon Kehta Hai Hamein Mohabbat Ras Agaye? Hum Tu Youn He Hans Daitay Hain Ansoun Kay Khauf Say
Dil Ne Tere Pyar Par Majbor Mujhe Kar Diya Is Jahan Ki Har Khushi Se Duur Mujhe Kar Diya Jis Qadar Chaha Tha Dil Ne Paas Tere Aane Ka Us Qadar Dunya Ne Tujh Ko Duur Mujh Se Kar Diya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
alam
Guest
|
|
«Reply #1 on: January 22, 2005, 09:54:48 AM » |
|
Wah.....Kamal hai.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sulmuh
Aghaaz ae Shayar
Rau: 0
Offline
Waqt Bitaya:0 minutes.
Posts: 33 Member Since: Jan 2005
|
|
«Reply #2 on: January 22, 2005, 10:00:37 AM » |
|
zarranawaazi ka shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
alam
Guest
|
|
«Reply #3 on: January 22, 2005, 10:05:47 AM » |
|
Unki zulfien Unke Chehere se hata sakta nahi, Dil ki betaabi ko kisi surat mein chupa sakta nahi, Kitni dilksh hai mohabbat ki jawan majboori.. samne Manzil hai aur kadam badha sakta nahi..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #4 on: January 22, 2005, 10:14:01 AM » |
|
Unki zulfien Unke Chehere se hata sakta nahi, Dil ki betaabi ko kisi surat mein chupa sakta nahi, Kitni dilksh hai mohabbat ki jawan majboori.. samne Manzil hai aur kadam badha sakta nahi.. good both of u ye hak hai tumhara, chehre se unke zulfien tum hatado chupaun mat dil ki betaabi ko unhe sab kuch batado saari majburian chod kar vo teri baahon mein bikar jayegi bas itna karam karo ki manjil ki taraf ek kadam aur badado
|
|
|
Logged
|
|
|
|
alam
Guest
|
|
«Reply #5 on: January 22, 2005, 10:19:14 AM » |
|
mera haque uske har ik cheez pe tha, mujhe ye ehsaas na ho saka ke.. Bewafai ka bhi haque use maine de diya... ab kadam bhi ladkhadate hain us manzil ke naam par, us Raah ne mere kadmon ko aise zakhm de diye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #6 on: January 22, 2005, 10:49:25 AM » |
|
mera haque uske har ik cheez pe tha, mujhe ye ehsaas na ho saka ke.. Bewafai ka bhi haque use maine de diya... ab kadam bhi ladkhadate hain us manzil ke naam par, us Raah ne mere kadmon ko aise zakhm de diye good answer alam
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sulmuh
Aghaaz ae Shayar
Rau: 0
Offline
Waqt Bitaya:0 minutes.
Posts: 33 Member Since: Jan 2005
|
|
«Reply #7 on: January 22, 2005, 02:58:05 PM » |
|
haath uske bhi huey honge yakinan zakhmi, jisne kaante teri raahon me bichaaye honge.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Meena
Guest
|
|
«Reply #8 on: January 22, 2005, 07:55:54 PM » |
|
Humnay Dil Tora Dharkanoun Kay Khauf Say Apni Basti He Mita Di Barishoun Kay Khauf Say Kon Kehta Hai Hamein Mohabbat Ras Agaye? Hum Tu Youn He Hans Daitay Hain Ansoun Kay Khauf Say
Dil Ne Tere Pyar Par Majbor Mujhe Kar Diya Is Jahan Ki Har Khushi Se Duur Mujhe Kar Diya Jis Qadar Chaha Tha Dil Ne Paas Tere Aane Ka Us Qadar Dunya Ne Tujh Ko Duur Mujh Se Kar Diya
wahhhhhhhhhhhhhhhhh dil ko chu gayi apki yeh poem!!!!!!!!!! really tooooooooooo gud!!!!!!!!!!! :D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #9 on: January 22, 2005, 08:05:53 PM » |
|
very very nice Sulmuh ji...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #10 on: January 22, 2005, 08:10:47 PM » |
|
sulmuh ji ...u said zarranawazi ka shukria....
agar zarra nawaja jayega... tabhi to.. jahan ki bulandio ko hasil kar payega ek din asmaan ka noor ban jayega warna khakh mein hi raha to hameshan zarra hi kehlayega
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Ajnabee Anjana
Guest
|
|
«Reply #11 on: January 22, 2005, 08:16:43 PM » |
|
phool se khusbu ati hai tum wo kali nahi jis pyaar se zindagi ati hai tum wo pyaar nahi
dil tora hai tumne to mera tum wo mera pyara sa yaar nahi aj hoon mein gar yahan to tum yahan nahi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Meena
Guest
|
|
«Reply #12 on: January 22, 2005, 08:19:05 PM » |
|
phool se khusbu ati hai tum wo kali nahi jis pyaar se zindagi ati hai tum wo pyaar nahi
dil tora hai tumne to mera tum wo mera pyara sa yaar nahi aj hoon mein gar yahan to tum yahan nahi wahhhhhhhhhh very touching!!!!!!! :D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Ajnabee Anjana
Guest
|
|
«Reply #13 on: January 22, 2005, 08:19:12 PM » |
|
mere pyaare ne muhje hai sataya mere yaar ne muhje hai rulaya mera naam lekar tune muhje tha sataya mere pyaar se pyaar karke tune muhje hai ab gair banaya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Arifa
Guest
|
|
«Reply #14 on: January 22, 2005, 09:06:45 PM » |
|
Humnay Dil Tora Dharkanoun Kay Khauf Say Apni Basti He Mita Di Barishoun Kay Khauf Say Kon Kehta Hai Hamein Mohabbat Ras Agaye? Hum Tu Youn He Hans Daitay Hain Ansoun Kay Khauf Say
Dil Ne Tere Pyar Par Majbor Mujhe Kar Diya Is Jahan Ki Har Khushi Se Duur Mujhe Kar Diya Jis Qadar Chaha Tha Dil Ne Paas Tere Aane Ka Us Qadar Dunya Ne Tujh Ko Duur Mujh Se Kar Diya
very touching words hain bohat acha likha hai aap nay SULMUH dil kush bhi hoa aur udas bhi bohat hoa hijar ka bab ho gaye tum bhi kitnay kam yeab ho gaye tum bhi mein na khata tha waqt zalim hai dehk lo khawab ho gaye tum bhi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|