good thinking i like it
dolly ,ye baat tou sahi hai kay kisi ko khush karna khuda ko khush karna hai, lekin kiya ladka anjanay mein us ladki kay sath kuch gallat nahi kar rha hai . ladke ko tou donoo ka pyar mila ,us ladki kay pass bhi apna pyar hai .magar is ladki ko kiya mila kiya iska dil nahi chata kay us ko bhi koi sache dil se pyar kare binna kisi garz kay aur uskay pyar mein koi shrik na ho kiya kaho gi tum zaroor batana
mangay se gar milay mohabbat bhi
ek traha se hoti hai woh bhi kheraat
Me v happy that you liked my thinking…its honour for me THANX.N sorry for the delay of my reply….
Now….
Ab jo aapne likha hai….usne sach mein thoda sa soch mein dal diya hai.us ladki ne sachha pyar kiya par usse kuch mila nahi….lekin KHUDA ne kahin naa kahin koi uske liye banaaya hoga…sabr hi sirf ek raasta hai….kehte to kuch aise hain ke shaadi usse karo jo tumse pyaar karta ho…na ki jisse tum pyaar karte ho….ab yeh baat kitni sach hai ya kisi ki zindagi mein kitni umeed laa sakti hai yeh to maaloom nahi….par that gurl shud wait for right time….ab aap kya kahengi kuch bataayen....jahan meri soch galat ho woh bhi bataayen......thanx once again.[/quote]
really dolly ,i was waiting for your comments
aap ne khah hai ke us ladki ke liye bhi koi na koi hoga tou ye galt hai kion ke us ladki ne tou isi ladke se pyar kiya hai ab agar woh kisi aor ka intizzar kare tou us ka pyar sacha na hoa na .han!agar woh is baat ka intizzar kare ke ek na ek din is ladke ko is baat ka ehassas ho jaye ke woh jo kuch is ladki ke sath kar rha hai woh galat hai tou is ladki ko apne sabr ka innam mil sakta hai .
aur DOLLY is poem mein, meine jo is ladki ka haal likha hai is se lagta hai ke woh ladki qaymat taak sabr kar sakti hai lekin ksis aur ke liye soch bhi nahi sakti kion sach hai na ?
ab tum kiya khaho gi ?
shayid ye ladki kuch is traha sochti ho ke
ghum ka har war dil par sahna hai
mujh ko apne ghar mein rhana hai
shouq se sath chod de zamana
lekin mujh ko teri nazar mein rhana hai