Gar Tum Aadmi Ho to Aadmiyat kaha Guum Hai "Khwaish"

by khwaish on August 08, 2011, 01:10:50 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2753 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
Reply with quote
Yuh Naa Dekh Mujhe Inn Nigaaho mein Iss Tarah "Yakeen" Bhar Ke!!!
Khudgarzi Ke Iss Daur Mein Khud Ko Bhi Dhoka De Jaata Hai Aadmi

Duniya mein Har Ek Rishte Chaahe Woh Mohabbat Ho Yaa Koi Aur Duniyavi Rishte, Nibhte
Hai Sirf Aitbaar Ke Dam Par,Aise mein Agar koi Insaan Kuch Khata Kar Baithe
To Bahut Mushkil Ho jaata Hai Phir Kisi Ka Aitbaar Jeetna..Yeh Kalaam Uss Shaks Ki Zubaani
Hai Jo Aisi Kuch Khata Kar Baitha Hai,Apni safai Mein Chaahe Woh kuch Bhi kahe,Woh Jaanta
Hai Yeh Sab Jhooti Tasalliyon Se Kuch Haasil nahi..

Dil ke Aaene mein Utaarkar Khud Ko Ab Dikhaaya Na Jayega
 Be-waffai Ka Ilzaam Mujhse Yuh Uthaaya Naa Jayega

Bahut Royi Hai yeh Aankhein Tanhai mein Baithkar...!!!!
Jo Ashq zameen par Bikhre Hai Unhe Ginvaya Na Jayega

Be-Daag Insaan Duniya Mein Ab Kaha Dhoondoge....!!!
Aaj Ke Daur mein Koi Farishta Tumhe Paaya Na jaayega

Zindagi Ke Safar mein Yeh Mod kaha Se Aa Gaye!!!
Ab inn Ashqo Ko inn Palkon Tale  Chupaya Na jayega

Bahut Veeran Hai Yeh safar Ab Naa Jaane Kyon...!!!
Jo Hua So Hua!!Ab Inn Nazro Se Manzil Ko Hataya Na Jayega

"Khwaish" Gar Tum Aadmi Ho To Tumhari Aadmiyat Kaha Guum Hai!!
Yaad Rakhna Jhooti Tasalliyon Se Kabhi Kuch Paaya Na Jayega

                 ~~~~~Khwaish~~~~~

Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #1 on: August 08, 2011, 01:16:15 PM »
Reply with quote
Khwaishji bahut khoob likha hai.
yun na dekh mujhe inn nigahon wala sher bahut khoobsurat aur jaandaar hai.

 bahut royee hain ye aankhe tanhai mein baithkar wala sher bhi kamaal hai.
excellent poetry.

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 hello2 hello2 hello2

Yaad Rakhna Jhooti Tasalliyon Se Kabhi Kuch Paaya Nahi Jayega

                 ~~~~~Khwaish~~~~~

Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #2 on: August 08, 2011, 01:33:46 PM »
Reply with quote
Khwaish Ji

Bahut Hi Kamal Ki soch rakh kar likha hai

Aur yahi sachai bhi hai, juthi tasaliyoo..n se kuch hasil nahi hota
[/b]

Sabhi sher Aache Lage Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #3 on: August 08, 2011, 02:42:39 PM »
Reply with quote
Khwaishji bahut khoob likha hai.
yun na dekh mujhe inn nigahon wala sher bahut khoobsurat aur jaandaar hai.

 bahut royee hain ye aankhe tanhai mein baithkar wala sher bhi kamaal hai.
excellent poetry.

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 hello2 hello2 hello2

Thankyou Sooooooooooooooooooo Much Sureshji..

Yuhi Humesha Saath Dete Rahiyega Aap!!! icon_flower icon_flower
Logged
sarfira
Guest
«Reply #4 on: August 08, 2011, 03:19:00 PM »
Reply with quote
bahut khub Khuaish ji
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #5 on: August 08, 2011, 04:03:57 PM »
Reply with quote
excellent creation khwaish ji.....
Sply 1st one......
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #6 on: August 08, 2011, 04:04:40 PM »
Reply with quote
Nice poem.....
Logged
Gyan Prakash
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 14 minutes.

Solitude..!!

Posts: 465
Member Since: Jun 2011

View Profile
«Reply #7 on: August 08, 2011, 06:24:40 PM »
Reply with quote
Yuh Naa Dekh Mujhe Inn Nigaaho mein Iss Tarah "Yakeen" Bhar Ke!!!
Khudgarzi Ke Iss Daur Mein Khud Ko Bhi Dhoka De Jaata Hai Aadmi

Kamal ka sher kaha aapne...sidhe dil mein utar kar baith gaya kahin...!!!
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #8 on: August 08, 2011, 06:32:17 PM »
Reply with quote
Khawahish jee Aadab !

Bade nazur ahsaas O khayaal ko kalam baNd kiya hai
aapne... Sabhi aashaar behad khoob hai.. Usual Smile

Aur kafi achchi giraaH lagaayi hai aapne...
Humari daad o Mubarakbad kabul kijiye... Usual Smile

Likhate rahiye... Khush O aabaad rahiye..
Khuda Hafez Usual Smile          

Logged
sbechain
Guest
«Reply #9 on: August 08, 2011, 09:48:40 PM »
Reply with quote
Yuh Naa Dekh Mujhe Inn Nigaaho mein Iss Tarah "Yakeen" Bhar Ke!!!
Khudgarzi Ke Iss Daur Mein Khud Ko Bhi Dhoka De Jaata Hai Aadmi

Duniya mein Har Ek Rishte Chaahe Woh Mohabbat Ho Yaa Koi Aur Duniyavi Rishte, Nibhte
Hai Sirf Aitbaar Ke Dam Par,Aise mein Agar koi Insaan Kuch Khata Kar Baithe
To Bahut Mushkil Ho jaata Hai Phir Kisi Ka Aitbaar Jeetna..Yeh Kalaam Uss Shaks Ki Zubaani
Hai Jo Aisi Kuch Khata Kar Baitha Hai,Apni safai Mein Chaahe Woh kuch Bhi kahe,Woh Jaanta
Hai Yeh Sab Jhooti Tasalliyon Se Kuch Haasil nahi..

Dil ke Aaene mein Utaarkar Khud Ko Ab Dikhaaya Na Jayega
 Be-waffai Ka Ilzaam Mujhse Yuh Uthaaya Naa Jayega

Bahut Royi Hai yeh Aankhein Tanhai mein Baithkar...!!!!
Jo Ashq zameen par Bikhre Hai Unhe Ginvaya Na Jayega

Be-Daag Insaan Duniya Mein Ab Kaha Dhoondoge....!!!
Aaj Ke Daur mein Koi Farishta Tumhe Paaya Na jaayega

Zindagi Ke Safar mein Yeh Mod kaha Se Aa Gaye!!!
Ab inn Ashqo Ko inn Palkon Tale  Chupaya Na jayega

Bahut Veeran Hai Yeh safar Ab Naa Jaane Kyon...!!!
Jo Hua So Hua!!Ab Inn Nazro Se Manzil Ko Hataya Na Jayega

"Khwaish" Gar Tum Aadmi Ho To Tumhari Aadmiyat Kaha Guum Hai!!
Yaad Rakhna Jhooti Tasalliyon Se Kabhi Kuch Paaya Na Jayega

                 ~~~~~Khwaish~~~~~

bahut bahut khoob khawaish ji

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #10 on: August 09, 2011, 08:07:59 AM »
Reply with quote
Khwaish Ji

Bahut Hi Kamal Ki soch rakh kar likha hai

Aur yahi sachai bhi hai, juthi tasaliyoo..n se kuch hasil nahi hota
[/b]

Sabhi sher Aache Lage Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Ji Bilkul Sanjeev Ji..yehi sachai Hai..

Aapka Teh Dil Se shukriya.. icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #11 on: August 09, 2011, 01:14:38 PM »
Reply with quote
bahut khub Khuaish ji

Aapka Bahut Bahut shukriya S.fji icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #12 on: August 09, 2011, 01:18:28 PM »
Reply with quote
excellent creation khwaish ji.....
Sply 1st one......

Thankyou Sooooooooooooo Much Priya icon_flower
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005

View Profile
«Reply #13 on: August 09, 2011, 04:12:35 PM »
Reply with quote
bahoooooooooot khoob likha bro......jajbaaton se labrez.....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #14 on: August 09, 2011, 04:33:19 PM »
Reply with quote
Nice poem.....

Thanku
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 02:44:41 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer