Ghazal

by Imran.ansari on November 18, 2011, 09:09:06 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 3092 times)
Imran.ansari
Guest
Reply with quote
Pehli baar mehfil mein apni shairi lekar hazir hua hooN.
Ek ghazal hazir-e-khidmat hai, ummed hai pasand aayegi.

QasmeiN khate the kabhi saath meiN chalne ke liye
Ab haiN beechen alag rah nikalne ke liye

Wo to nazuk hai ke chandni meiN jhulse hai
MeiN musafir hooN kaDi dhoop meiN chalne ke liye

PalkeN bichhaye teri raah meiN din guzra
Ab to aaja ke chali sham bhi Dhalne ke liye

Ek arse se hooN shamma bujhaye huye
Dil ko chhoDa hai teri yaad meiN jalne ke liye

Teemardari to mulahja ho qadar danooN ki
Teyyar rakha hai namak zakhmoN pe malne ke liye

Ab chaman ko khizaoN ki zaroorat kya hai
Khud baghbaaN nikla hai kaliyoN ko kuchalne ke liye

Gulab samjha tha meiN nishani-e-muhabbat ‘Imran’
Woy eh samjhe ke diya phool masalne ke liye

Mohd. Imran Ansari
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
a ghazal by mudassirali in Shayri for Khumar -e- Ishq
ghazal by roomaharis in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Ghazal by Pooja in Ghazals
ghazal by Faisal Husain in Ghazals
ghazal mein unka zikar * ghazal * by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: November 18, 2011, 09:20:59 AM »
Reply with quote
waah imraan bhai kyaa khoob kahaa mubaarak ho
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #2 on: November 18, 2011, 09:21:14 AM »
Reply with quote
Imran saheb.Mashaallah  achhi ghazal hai.Aapka mubarakbaad ke saath Yo per khairmaqdam hai.HASAN
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #3 on: November 18, 2011, 06:44:47 PM »
Reply with quote
Imran Sahab Aadaab!

janab aapka Yo ki mehfil meiN khair e maqdam hai.. Usual Smile
Behad khoob khayaal hai aapke.. achchi kalaam lekar
bazm meiN shirkat ki hai janab.. Usual Smile

Humari dili daad O mubarakbad kabul kijiye.. Usual Smile

Hume yeH ashaar khoob lage.. Usual Smile

Lkhate rahiye.. Aate rahiye.. Khush O aabaad rahiye.
Khuda Hafez.. Usual Smile   




Ek arse se hooN shamma bujhaye huye
Dil ko chhoDa hai teri yaad meiN jalne ke liye

Ab chaman ko khizaoN ki zaroorat kya hai
Khud baghbaaN nikla hai kaliyoN ko kuchalne ke liye


Mohd. Imran Ansari

Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #4 on: November 18, 2011, 11:51:26 PM »
Reply with quote
boht khoob imran bhai
Logged
Imran.ansari
Guest
«Reply #5 on: November 21, 2011, 05:40:42 AM »
Reply with quote
waah imraan bhai kyaa khoob kahaa mubaarak ho
Bahut bahut shukriya Saini saheb..........
qadardani ke liye....
Logged
Imran.ansari
Guest
«Reply #6 on: November 21, 2011, 05:46:36 AM »
Reply with quote
Imran saheb.Mashaallah  achhi ghazal hai.Aapka mubarakbaad ke saath Yo per khairmaqdam hai.HASAN

Bahut bahut shukriya Siddiqui saheb...........
Meherbani.......Enayat.......
Zarra nawazi hai aapki.....
Logged
Imran.ansari
Guest
«Reply #7 on: November 21, 2011, 07:05:26 AM »
Reply with quote
Imran Sahab Aadaab!

janab aapka Yo ki mehfil meiN khair e maqdam hai.. Usual Smile
Behad khoob khayaal hai aapke.. achchi kalaam lekar
bazm meiN shirkat ki hai janab.. Usual Smile

Humari dili daad O mubarakbad kabul kijiye.. Usual Smile

Hume yeH ashaar khoob lage.. Usual Smile

Lkhate rahiye.. Aate rahiye.. Khush O aabaad rahiye.
Khuda Hafez.. Usual Smile   





Aadaab .......
Bahut bahut shukriya PARWAZ saheb......
Meherbani.......
Zarra nawazi...........
Logged
khujli
Guest
«Reply #8 on: November 21, 2011, 08:51:10 AM »
Reply with quote
Pehli baar mehfil mein apni shairi lekar hazir hua hooN.
Ek ghazal hazir-e-khidmat hai, ummed hai pasand aayegi.

QasmeiN khate the kabhi saath meiN chalne ke liye
Ab haiN beechen alag rah nikalne ke liye

Wo to nazuk hai ke chandni meiN jhulse hai
MeiN musafir hooN kaDi dhoop meiN chalne ke liye

PalkeN bichhaye teri raah meiN din guzra
Ab to aaja ke chali sham bhi Dhalne ke liye

Ek arse se hooN shamma bujhaye huye
Dil ko chhoDa hai teri yaad meiN jalne ke liye

Teemardari to mulahja ho qadar danooN ki
Teyyar rakha hai namak zakhmoN pe malne ke liye

Ab chaman ko khizaoN ki zaroorat kya hai
Khud baghbaaN nikla hai kaliyoN ko kuchalne ke liye

Gulab samjha tha meiN nishani-e-muhabbat ‘Imran’
Woy eh samjhe ke diya phool masalne ke liye

Mohd. Imran Ansari




 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Logged
Imran.ansari
Guest
«Reply #9 on: November 22, 2011, 11:36:15 AM »
Reply with quote
boht khoob imran bhai

Bahut bahut shukriya............
daad ke liye ..........
Hosla afazai ke liye........
Logged
Imran.ansari
Guest
«Reply #10 on: November 22, 2011, 11:37:52 AM »
Reply with quote


 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile

Bahut abhut shukriya QALB saheb..........
Khoobsurat daad ke liye......
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #11 on: November 22, 2011, 12:18:37 PM »
Reply with quote
Pehli baar mehfil mein apni shairi lekar hazir hua hooN.
Ek ghazal hazir-e-khidmat hai, ummed hai pasand aayegi.

QasmeiN khate the kabhi saath meiN chalne ke liye
Ab haiN beechen alag rah nikalne ke liye

Wo to nazuk hai ke chandni meiN jhulse hai
MeiN musafir hooN kaDi dhoop meiN chalne ke liye

PalkeN bichhaye teri raah meiN din guzra
Ab to aaja ke chali sham bhi Dhalne ke liye

Ek arse se hooN shamma bujhaye huye
Dil ko chhoDa hai teri yaad meiN jalne ke liye

Teemardari to mulahja ho qadar danooN ki
Teyyar rakha hai namak zakhmoN pe malne ke liye

Ab chaman ko khizaoN ki zaroorat kya hai
Khud baghbaaN nikla hai kaliyoN ko kuchalne ke liye

Gulab samjha tha meiN nishani-e-muhabbat ‘Imran’
Woy eh samjhe ke diya phool masalne ke liye

Mohd. Imran Ansari


bahut khoob imran sahab

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:58:31 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer