Haan tu ab bhi hai...

by dimple singh on December 23, 2012, 09:58:05 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 816 times)
dimple singh
Guest
Reply with quote
maine har aahat pe tujhe tera sadka kiya hai
aur ab bhi hai,
Tu faqat mere hizra main zinda tha,
aur  ab bhi hai,

Laakh wafaaon pe khanzar chalaaye hain tune,
Kuchal k meri paak duaaon ko,

Un duaaon main barqraar tu kal bhi tha,
aur un duaaon ka asasr ab bhi hai,
Bikharta gya maiN tere dil ki huqumat main
ek katra paAne k liye,
Zakhm ki ediyaan lahu lahu hain
magar ak baar deedar ka wahi hausla ab bhi hai.
..
Meri qurbaton, main mere aamin main Tera hi naksh tha kal,

Kisi or ki baahon main hai tu magar,

Mere dil, mere lahu, meri deewangi,
meri  hasrton k bazar main tu ab bhi hai..

Ab bhi hai,
Ab bhi hai,
Haan ab bhi hai...
''singh'
(MY OWN)
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
haan wo tum the!!!! by archana_gudia2k2 in Shayri for Dard -e- Judai
haan tum ho by naamgum in Shayri for Dard -e- Judai
tu haan tu........ by smruti in Shayri-E-Dard
HAAN.NAA (2- 2Liners.) by surindarn in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
haan unke lab pe.. by kaunquest in Shayri for Khumar -e- Ishq
khujli
Guest
«Reply #1 on: December 23, 2012, 10:11:12 AM »
Reply with quote
maine har aahat pe tujhe tera sadka kiya hai
aur ab bhi hai,
Tu faqat mere hizra main zinda tha,
aur  ab bhi hai,

Laakh wafaaon pe khanzar chalaaye hain tune,
Kuchal k meri paak duaaon ko,

Un duaaon main barqraar tu kal bhi tha,
aur un duaaon ka asasr ab bhi hai,
Bikharta gya maiN tere dil ki huqumat main
ek katra paAne k liye,
Zakhm ki ediyaan lahu lahu hain
magar ak baar deedar ka wahi hausla ab bhi hai.
..
Meri qurbaton, main mere aamin main Tera hi naksh tha kal,

Kisi or ki baahon main hai tu magar,

Mere dil, mere lahu, meri deewangi,
meri  hasrton k bazar main tu ab bhi hai..

Ab bhi hai,
Ab bhi hai,
Haan ab bhi hai...
''singh'
(MY OWN)


 Applause Applause Applause icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
pritam tripathi
Guest
«Reply #2 on: December 23, 2012, 11:40:39 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #3 on: December 23, 2012, 03:41:25 PM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
mkv
Guest
«Reply #4 on: December 23, 2012, 04:05:26 PM »
Reply with quote
Bahut badhiya

keep writing
and reading will help you further..

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #5 on: December 23, 2012, 04:39:50 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
sarfira
Guest
«Reply #6 on: December 23, 2012, 04:55:08 PM »
Reply with quote
maine har aahat pe tujhe tera sadka kiya hai
aur ab bhi hai,
Tu faqat mere hizra main zinda tha,
aur  ab bhi hai,

Laakh wafaaon pe khanzar chalaaye hain tune,
Kuchal k meri paak duaaon ko,

Un duaaon main barqraar tu kal bhi tha,
aur un duaaon ka asasr ab bhi hai,
Bikharta gya maiN tere dil ki huqumat main
ek katra paAne k liye,
Zakhm ki ediyaan lahu lahu hain
magar ak baar deedar ka wahi hausla ab bhi hai.
..
Meri qurbaton, main mere aamin main Tera hi naksh tha kal,

Kisi or ki baahon main hai tu magar,

Mere dil, mere lahu, meri deewangi,
meri  hasrton k bazar main tu ab bhi hai..

Ab bhi hai,
Ab bhi hai,
Haan ab bhi hai...
''singh'
(MY OWN)

Dimple ji sbse pehle to mai aapka Yoindia Shayariadab par swagat krta hun--
thodi deri se hi par swagat to karunga hi Usual Smile

aapki iss post ko bht bht daad

likhte rhie
aate rhie
khus rhie
aur
muskurate rhie
Logged
dimple singh
Guest
«Reply #7 on: December 24, 2012, 01:05:59 AM »
Reply with quote
यूं बेतरतीब से पड़े दर्द के लहज़ों को जब भी अपनी आहट से सिमटता हुआ सा पाती हूं तो ग़ज़ल लिख लेती हूं
आप सभी की ज़हे-नसीबी का तहे दिल से शुक्रिया

sarfira ji,
hriday ji,
mkv,
sksaini,
pritam tripathi,
qlab ji

behad shukriya
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 04:34:58 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer