Haasil!!!!!!!!!

by Ninaah on February 12, 2005, 06:14:40 AM
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 23
ReplyPrint
Author  (Read 22970 times)
Ninaah
Guest
Reply with quote
sad5  sad5 Is bewafa duniya mein pyar pana mushkil hota hai,
itna aasaan na samajh, ye har kisi ko kahan haasil hota hai
sad5  sad5
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Haasil ho kar.... manjum by manjum in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
““ kya haasil zamaane me ”” by nirala in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Haasil-e-gham ....... Parkar by vin1984 in Shayri for Dard -e- Judai
Ab Ajnabi Ban Ke Bhi Haasil Hoga Kya ??? by Bishwajeet 'Musaahib' in Ghazals « 1 2  All »
usey haasil na kar sake hum by abhiraaj22 in Shayri for Dard -e- Judai
Princess21
Guest
«Reply #1 on: February 12, 2005, 07:08:20 AM »
Reply with quote
Wahhhhhhhhhhhhhh Ninnah kya likha hai waise sach hi likha hai...

YEh pyar karna aasaan nahi hota...
iss dard se nikalna bhi aasaan nahi hota...
jo log nibhate hain pyar ko...
unhi to keun pyar naseeb nahi hota...?
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #2 on: February 12, 2005, 07:32:17 AM »
Reply with quote
thanks neha,

lagta hai tum bhi hamari tarah pyar ki kashti mein sawar ho,
lekin wo pyar hee kya jisme dono ke beech na takraar ho,
lekin takraar bhi to wahin tak dil ko bhati hai,
yahan to uss bewafa ki yaad mein aankhein chalak jaati hai,
pur usne mere ruh ke saath saath dil ko bhi tod diya,
aur is bewafa jahan mein akela rehane ko chod diya,
phir bhi dil khuda se uske liye ye fariyaad karta hai,
jahan bhi rahe aabaad rahe, jise ye dil yaad karta hai.


Quote from: "Princess21"
Wahhhhhhhhhhhhhh Ninnah kya likha hai waise sach hi likha hai...

YEh pyar karna aasaan nahi hota...
iss dard se nikalna bhi aasaan nahi hota...
jo log nibhate hain pyar ko...
unhi to keun pyar naseeb nahi hota...?
Logged
lost_soul
Guest
«Reply #3 on: February 12, 2005, 09:13:15 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
thanks neha,

lagta hai tum bhi hamari tarah pyar ki kashti mein sawar ho,
lekin wo pyar hee kya jisme dono ke beech na takraar ho,
lekin takraar bhi to wahin tak dil ko bhati hai,
yahan to uss bewafa ki yaad mein aankhein chalak jaati hai,
pur usne mere ruh ke saath saath dil ko bhi tod diya,
aur is bewafa jahan mein akela rehane ko chod diya,
phir bhi dil khuda se uske liye ye fariyaad karta hai,
jahan bhi rahe aabaad rahe, jise ye dil yaad karta hai.


Quote from: "Princess21"
Wahhhhhhhhhhhhhh Ninnah kya likha hai waise sach hi likha hai...

YEh pyar karna aasaan nahi hota...
iss dard se nikalna bhi aasaan nahi hota...
jo log nibhate hain pyar ko...
unhi to keun pyar naseeb nahi hota...?



very well written...
Logged
Princess21
Guest
«Reply #4 on: February 14, 2005, 07:56:22 AM »
Reply with quote
Thanxxxxxxxxxxxxxxxxxxx
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #5 on: February 14, 2005, 08:47:04 AM »
Reply with quote
Quote from: "Princess21"
Thanxxxxxxxxxxxxxxxxxxx
MUHABTAIN HUI TAQSEEM TU YEH BHEED KHULA
HUMARAY HISE MEIN KHUSHAIN NAHIN MATAM HAIN
Logged
Arifa
Guest
«Reply #6 on: February 22, 2005, 02:51:40 PM »
Reply with quote
good Ninnah


zahkm kitne teri chahat se mile hain mujh ko
sochta hoon ke khaho tujh se magar jane de
Logged
pandit
Guest
«Reply #7 on: February 22, 2005, 02:56:49 PM »
Reply with quote
sabhi ne achaa likha hai..................
Logged
mohd_i'm
Guest
«Reply #8 on: February 23, 2005, 05:48:35 AM »
Reply with quote
tum kuch ahcha lekho pandit
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #9 on: February 23, 2005, 07:00:46 AM »
Reply with quote
thanks arifa....

jise zakhm kehte ho tum, wohi hume dawa lagti hai.....
jab hum use duwa dete hain to wohi usse baddua lagti hai....

 :cry:  :cry: NINAH :cry:  :cry:


Quote from: "Arifa"
good Ninnah


zahkm kitne teri chahat se mile hain mujh ko
sochta hoon ke khaho tujh se magar jane de
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #10 on: February 23, 2005, 07:16:49 AM »
Reply with quote
pyar mein gire hum itni unchai se,
tohfe mein diya zakhm usne apni bewafai se,
pyar ka diya haath mein liye fir rahe thi,
ki bujha di akhiri lau bhi usne apni khudayee se.....

 :cry:  :cry: Ninah :cry:  :cry:


Quote from: "pandit"
sabhi ne achaa likha hai..................
Logged
Arifa
Guest
«Reply #11 on: February 23, 2005, 07:20:46 AM »
Reply with quote
wah wah ninah


jaab log hi jazboo ki qadar nahi karte
hum bhi koi dukh apna tharir nahi karte
dil cheer sa jata hai lheje ka rokha pan
karti hai zuban woh kuch jo teer nahi karte
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #12 on: February 23, 2005, 07:24:47 AM »
Reply with quote
thanks arifa...

teer se wo dukh nahi milta jo uski bewafai se mila hai....
woh paas reh ke bhi door hai, khuda se yahi gila hai....

 :cry: Ninah :cry:


Quote from: "Arifa"
wah wah ninah


jaab log hi jazboo ki qadar nahi karte
hum bhi koi dukh apna tharir nahi karte
dil cheer sa jata hai lheje ka rokha pan
karti hai zuban woh kuch jo teer nahi karte
Logged
Arifa
Guest
«Reply #13 on: February 23, 2005, 07:30:57 AM »
Reply with quote
nice one ninah



silsila tod gaya woh tou sabhi jate jate
warna itne tou marasim the aate jate
iski woh jane use pass e wafa ho ke na ho
tum tou apni taraf se nibhte jate
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #14 on: February 23, 2005, 07:37:01 AM »
Reply with quote
Yours is good one ARIFA...

silsila tutne ka gum na hota, gar woh hume yaad rakhta ta-umra...
ki hamare to kabra se bhi usi ki yaadon ki khushboo aayegi.....

 :cry: Ninah :cry:



Quote from: "Arifa"
nice one ninah



silsila tod gaya woh tou sabhi jate jate
warna itne tou marasim the aate jate
iski woh jane use pass e wafa ho ke na ho
tum tou apni taraf se nibhte jate
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 23
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 25, 2025, 12:19:42 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.135 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer