Haasil!!!!!!!!!

by Ninaah on February 12, 2005, 06:14:40 AM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13 ... 23
ReplyPrint
Author  (Read 22831 times)
Ninaah
Guest
«Reply #120 on: March 29, 2005, 10:49:06 AM »
Reply with quote
ye zakhm mohabbat ka jeene nahi deta,
ghoont pyar ke amrit ka peene nahi deta....

Quote from: "fakharenaveed"
EK SHAB GHUM K ANDHERE PE NAHIN HAI MOQOF
TUNEY JO ZKHAM LGYA HAI GEHRA  UTRA
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Haasil ho kar.... manjum by manjum in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
““ kya haasil zamaane me ”” by nirala in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Haasil-e-gham ....... Parkar by vin1984 in Shayri for Dard -e- Judai
Ab Ajnabi Ban Ke Bhi Haasil Hoga Kya ??? by Bishwajeet 'Musaahib' in Ghazals « 1 2  All »
usey haasil na kar sake hum by abhiraaj22 in Shayri for Dard -e- Judai
Ninaah
Guest
«Reply #121 on: March 29, 2005, 10:51:55 AM »
Reply with quote
tumhare liye meri har dua dil se gujarti hai,
tumhari har tehreer meri rooh mein utarti hai,
mein wakayee khushnaseeb hoon jo tum mujhe mili "Sandhya",
tumhari har yaad mere palkon pe utarti hai.....

Quote from: "sandhaya"
tum hum jo mile tuh khusnaseebi hodi
saath hai hum khuda ki marji hogi
har dua khana kabuul hoti hai Ninaah
dua vahi kabul hogi jo dil se gujri hogi

Quote from: "Ninaah"
har koi kahan itna khushnaseeb hota hai,
ki jisse chaha wo uska naseeb hota hai,
khuda kare tumhe bhi tumhara humsafar mile "Sandhya",
har koi kahan humari tarah badnaseeb hota hai.....

Quote from: "sandhaya"
kaash ke aisa hota ki haathon main hoti takdeer
tuh hum unka naam apni haateli pe likhva lete
log tuh mar ke paate hai jaannat ko "Ninaah"
par  sayad hum jeete ji hi janaat ko pa lete

Quote from: "Ninaah"
HUMARE HAATHON KI LAKEEREIN,
HUMARI TAKDEER BANATI HAIN,
HUMARA DIL JISE POOJTA HAI,
HUMARE ASHQ UNKI TASVEER BANATI HAIN....

Quote from: "sandhaya"
ye pyar hai ye tuh jante hai hum
hume bhi hua hai ye bhi mante hai hum
par kya sabke saath pyar main aisa hota hai
dil jo bhi lagata hai kya vo har wakt bas rota hai
kyun baharien use akele main achi nahi lagti hai
kyun uski saansian har wakt uska dum baharti hai
kyun tanhai main har wakt use yaad karta hai
usski vo sari  baatein kuch kahi kuch unkahi  
vo mulakate kuch hui kuch nahui yaad aati hai
kyun yaad aati hai kyun mujhe satati hai
kyun deta hai pyar dard itna hume nahi samaj pate hai hum

Quote from: "Ninaah"
yahi to pyar hai sandhya,
har cheeze dil ke aage haar jaati hai,
vaise bhale he hum kuch na dekh paayein,
pur pyaar ki nazrein aasmaan ke bhi paar jaati hai....

Quote from: "sandhaya"
kya  batayen tujhe NINAAH
hum tuh chot gaye hue hain
jise humne chaha usne hume chaha hi nahi
aur jisne hume chaha hum cha kar bhi use cha na sake

Quote from: "Ninaah"
HUM SABR-O-GUM KA JAAM PIYE JAATE HAIN,
PUR TUJHE BHI EK PAIGAAM DIYE JAATE HAIN,
SOCH SAMAJH KAR PYAR KARNA "SANDHYA",
YAHI WO CHOT HAI JO DIL PE NISHAAN DIYE JAATE HAIN.....

Quote from: "sandhaya"
hoga teri zindagi ka savera bhi, sabar kar
hoga duniya main koi tera bhi, sabar kar
vo nahi hai tuh kya hua 'ninaah' sabar kar
pyar dega tujhe jise chuna hai khuda ne, sabar kar

Quote from: "Ninaah"
KYONKI MERI YAADON MEIN SIRF USSI KA BASERA HAI,
JAANTI HOON KI WOH NAHI MERA HAI,
PHIR BHI JAMANE SE USKI POOJA KI HAI,
PUR  MERI ZINDAGI KI ANDHERI RAATON MEIN KYON NAHI SAVERA HAI...

Quote from: "sandhaya"
Quote from: "Ninaah"
BARAS JAATI HAIN AANKHEIN USKA PYAAR YAAD KARKE,
DIL DOOBNE LAGTA HAI USKA INTZAAR YAAD KARKE,
AB TO ZINDAGI MEIN SIRF REH GAYEE HAI "SANDHYA",
RUKTE NAHI ASHQ USKA INKAAR YAAD KARKE......

Quote from: "sandhaya"
Quote from: "Meena"
Quote from: "Ninaah"
PYAR MEIN DHOKA ITNA KHAYA HAI,
 KI AB LOG AITBAAR NAHI KARTE,
YEH TUMHARA NAHI UN BAWAFAON KA KASOOR HAI,
JISKI WAJAH SE LOG PYAR AK IKRAAR NAHI KARTE....

Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
ILZAAM JAB TAK NA LAGE PYAR KA,
PYAR MASHOOR NAHI HOTA,
PYAR BHI KAATIL HAI DILON KA,
ISLIYE PYAR BHI BEKASOOR NAHI HOTA....

Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
ASHQON KA HUMNE BAHOT IMTIHAAN REH-REH KE LIYA HAI,
IN ASHQON NE HAR KAAM BEJUBAAN REH KE KIYA HAI,
WO HO GAYE BEWAFA LEKIN JAMANE KE DARR SE,
BEWAFAYEE KA ILZAAM HUMARE SUR PE DIYA HAI,
WO KHUSH RAHEIN HAR HAAL MEIN,
ISLIYE YE ILZAAM BHI HUMNE KHUSHI SE KABUL KIYA HAI....

Quote from: "fakharenaveed"
GHMOON KA PAHAD TU UTHNA HAI ASHIQOON KA KAAM
AAP WAPIS JAAO YEH NAHIN HAI AAP K BAS KA KAAM

ILZMAE ISHAQ TU INSAAN KO KIA S KIA KR JATA HAI
KHALI PAGAL HI NAHIN USE DEEWANA SA KR JATA HAI
PYAR MASHOOR HO NA JANE KYUN LOG DRTE HAIN
ITNA HI HAI DAR TU KYUN PYAR KRTE HAIN
HUM NEY TU KHULEY DIL US KO THA CHAHA
PHIR BHI WOH HUM PE AETBAR NAHIN KRTE HAIN

niceeee

pyar me sab ko bewafai hi kuy dikhti hai,
milan se pehle woh judai hi kyu dikhti hai,
gum aur kushi to hisse hai zindagi ke,
har deewane ke lab pe ruswayi hi kyu dikhti hai?

pyar main tokare hi kyunki sada milti hai
zindagi ruth jati hai tanhai bas khalti hai
kya kahe hum tujhse is dil ki halat "ninaah"
gum taher jata hai ankho main nami hi milti hai

kyun karti ho nam aankhon ko tum use yaad karke
kyun tadhpati ho dil ko uss bekadar ka intazaar karke
ki vo tuh chala hi gaya hai na loutne ke liye abh tuh
tum kyun roti ho aur dukh deti ho khudko uska inkar yaad karke
aur bhi hai teri raah mein kayi humsafar jo denge pyaar tujhko
phir kyun rook rakhi hai ye zindagi NINAAH sandhaya ka khumar barke
subaha ki kirano ko dekh jo khadi hai tere liye aankhon mein bahar barke
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #122 on: March 30, 2005, 10:03:10 PM »
Reply with quote
EK EK PAL TERI YAAD MEIN GUZRNE LAGA HAI
AAB TU YEH MIALN KA MAHENA BHI GUZRNE LAGA HAI
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #123 on: March 31, 2005, 10:54:33 AM »
Reply with quote
har guzarata pal mujhe bhi teri yaad dilata hai,
teri yaadon ka har pal meri zindagi mehkata hai,
hum bethe hain kitni door tujhse,
pur dono ke beech dosti ka khubsurat nata hai....

Quote from: "fakharenaveed"
EK EK PAL TERI YAAD MEIN GUZRNE LAGA HAI
AAB TU YEH MIALN KA MAHENA BHI GUZRNE LAGA HAI
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #124 on: April 02, 2005, 07:31:05 AM »
Reply with quote
KHUSBSURTI KIS CHEEZ KA NAAM HAI
SHAYD DOSTI HI KA YEH DUSRA NAAM HAI
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #125 on: April 04, 2005, 09:19:04 AM »
Reply with quote
dua jab dost dete hai tuh kabul hoti hai
kisi bewaffa se mahobaat ek bhul hoti hai
Ninaah ki dosti paane ke baad zindagi makbhul hoti hai
dosti ko na azmao kabhi dosti khuda_e_rasul hoti hai

Quote from: "Ninaah"
tumhare liye meri har dua dil se gujarti hai,
tumhari har tehreer meri rooh mein utarti hai,
mein wakayee khushnaseeb hoon jo tum mujhe mili "Sandhya",
tumhari har yaad mere palkon pe utarti hai.....

Quote from: "sandhaya"
tum hum jo mile tuh khusnaseebi hodi
saath hai hum khuda ki marji hogi
har dua khana kabuul hoti hai Ninaah
dua vahi kabul hogi jo dil se gujri hogi

Quote from: "Ninaah"
har koi kahan itna khushnaseeb hota hai,
ki jisse chaha wo uska naseeb hota hai,
khuda kare tumhe bhi tumhara humsafar mile "Sandhya",
har koi kahan humari tarah badnaseeb hota hai.....

Quote from: "sandhaya"
kaash ke aisa hota ki haathon main hoti takdeer
tuh hum unka naam apni haateli pe likhva lete
log tuh mar ke paate hai jaannat ko "Ninaah"
par  sayad hum jeete ji hi janaat ko pa lete

Quote from: "Ninaah"
HUMARE HAATHON KI LAKEEREIN,
HUMARI TAKDEER BANATI HAIN,
HUMARA DIL JISE POOJTA HAI,
HUMARE ASHQ UNKI TASVEER BANATI HAIN....

Quote from: "sandhaya"
ye pyar hai ye tuh jante hai hum
hume bhi hua hai ye bhi mante hai hum
par kya sabke saath pyar main aisa hota hai
dil jo bhi lagata hai kya vo har wakt bas rota hai
kyun baharien use akele main achi nahi lagti hai
kyun uski saansian har wakt uska dum baharti hai
kyun tanhai main har wakt use yaad karta hai
usski vo sari  baatein kuch kahi kuch unkahi  
vo mulakate kuch hui kuch nahui yaad aati hai
kyun yaad aati hai kyun mujhe satati hai
kyun deta hai pyar dard itna hume nahi samaj pate hai hum

Quote from: "Ninaah"
yahi to pyar hai sandhya,
har cheeze dil ke aage haar jaati hai,
vaise bhale he hum kuch na dekh paayein,
pur pyaar ki nazrein aasmaan ke bhi paar jaati hai....

Quote from: "sandhaya"
kya  batayen tujhe NINAAH
hum tuh chot gaye hue hain
jise humne chaha usne hume chaha hi nahi
aur jisne hume chaha hum cha kar bhi use cha na sake

Quote from: "Ninaah"
HUM SABR-O-GUM KA JAAM PIYE JAATE HAIN,
PUR TUJHE BHI EK PAIGAAM DIYE JAATE HAIN,
SOCH SAMAJH KAR PYAR KARNA "SANDHYA",
YAHI WO CHOT HAI JO DIL PE NISHAAN DIYE JAATE HAIN.....

Quote from: "sandhaya"
hoga teri zindagi ka savera bhi, sabar kar
hoga duniya main koi tera bhi, sabar kar
vo nahi hai tuh kya hua 'ninaah' sabar kar
pyar dega tujhe jise chuna hai khuda ne, sabar kar

Quote from: "Ninaah"
KYONKI MERI YAADON MEIN SIRF USSI KA BASERA HAI,
JAANTI HOON KI WOH NAHI MERA HAI,
PHIR BHI JAMANE SE USKI POOJA KI HAI,
PUR  MERI ZINDAGI KI ANDHERI RAATON MEIN KYON NAHI SAVERA HAI...

Quote from: "sandhaya"
Quote from: "Ninaah"
BARAS JAATI HAIN AANKHEIN USKA PYAAR YAAD KARKE,
DIL DOOBNE LAGTA HAI USKA INTZAAR YAAD KARKE,
AB TO ZINDAGI MEIN SIRF REH GAYEE HAI "SANDHYA",
RUKTE NAHI ASHQ USKA INKAAR YAAD KARKE......

Quote from: "sandhaya"
Quote from: "Meena"
Quote from: "Ninaah"
PYAR MEIN DHOKA ITNA KHAYA HAI,
 KI AB LOG AITBAAR NAHI KARTE,
YEH TUMHARA NAHI UN BAWAFAON KA KASOOR HAI,
JISKI WAJAH SE LOG PYAR AK IKRAAR NAHI KARTE....

Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
ILZAAM JAB TAK NA LAGE PYAR KA,
PYAR MASHOOR NAHI HOTA,
PYAR BHI KAATIL HAI DILON KA,
ISLIYE PYAR BHI BEKASOOR NAHI HOTA....

Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
ASHQON KA HUMNE BAHOT IMTIHAAN REH-REH KE LIYA HAI,
IN ASHQON NE HAR KAAM BEJUBAAN REH KE KIYA HAI,
WO HO GAYE BEWAFA LEKIN JAMANE KE DARR SE,
BEWAFAYEE KA ILZAAM HUMARE SUR PE DIYA HAI,
WO KHUSH RAHEIN HAR HAAL MEIN,
ISLIYE YE ILZAAM BHI HUMNE KHUSHI SE KABUL KIYA HAI....

Quote from: "fakharenaveed"
GHMOON KA PAHAD TU UTHNA HAI ASHIQOON KA KAAM
AAP WAPIS JAAO YEH NAHIN HAI AAP K BAS KA KAAM

ILZMAE ISHAQ TU INSAAN KO KIA S KIA KR JATA HAI
KHALI PAGAL HI NAHIN USE DEEWANA SA KR JATA HAI
PYAR MASHOOR HO NA JANE KYUN LOG DRTE HAIN
ITNA HI HAI DAR TU KYUN PYAR KRTE HAIN
HUM NEY TU KHULEY DIL US KO THA CHAHA
PHIR BHI WOH HUM PE AETBAR NAHIN KRTE HAIN

niceeee

pyar me sab ko bewafai hi kuy dikhti hai,
milan se pehle woh judai hi kyu dikhti hai,
gum aur kushi to hisse hai zindagi ke,
har deewane ke lab pe ruswayi hi kyu dikhti hai?

pyar main tokare hi kyunki sada milti hai
zindagi ruth jati hai tanhai bas khalti hai
kya kahe hum tujhse is dil ki halat "ninaah"
gum taher jata hai ankho main nami hi milti hai

kyun karti ho nam aankhon ko tum use yaad karke
kyun tadhpati ho dil ko uss bekadar ka intazaar karke
ki vo tuh chala hi gaya hai na loutne ke liye abh tuh
tum kyun roti ho aur dukh deti ho khudko uska inkar yaad karke
aur bhi hai teri raah mein kayi humsafar jo denge pyaar tujhko
phir kyun rook rakhi hai ye zindagi NINAAH sandhaya ka khumar barke
subaha ki kirano ko dekh jo khadi hai tere liye aankhon mein bahar barke
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #126 on: April 05, 2005, 10:57:53 PM »
Reply with quote
meri talab tha aik shaks woh jo mujhe mila nahi

to hath dua se yoon gira bhool gaya sawal bhi

mai tumhain kaisay bhool jaoon janaa

tum meri zindagi ki aadat ho

maana k shab o roz k hangamon mai

waqt her zakhm ko bhula deta hai rafta rafta

phir bhi maazi ka khiyaal aata hai gahe gahe

doorion se yaadein to mit nahi sakteen

zakhm bhar jata hai magar dagh to reh jata hai
Logged
kavita_aashiqui
Guest
«Reply #127 on: April 07, 2005, 04:53:14 AM »
Reply with quote
hi,
dear ninah ji,
wakai aapne bahot hi acchi post ki hai,
mujhe ye post bahothi acchi lagi...........@};-

ye baat to sach hi hai,
1 to pyaar pana mushkil hota hai, aur use khone se bhi bahot taqleef hoti hai, aur har kisi ko ye hasil bhi to nahi hota.........
aaise hi likhte rehena,
bye,
take care..............
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #128 on: April 07, 2005, 09:01:54 AM »
Reply with quote
HI KAVITA

NINAAH AAJ KAL PATA NAHI KAHA HAI
ISSILIYE MAIN USKI TARAF SE TUMHAE SUKRIYA KEHNA CHAHTI HUN
TARIFF KE LIYE SUKRIYA

Quote from: "kavita_aashiqui"
hi,
dear ninah ji,
wakai aapne bahot hi acchi post ki hai,
mujhe ye post bahothi acchi lagi...........@};-

ye baat to sach hi hai,
1 to pyaar pana mushkil hota hai, aur use khone se bhi bahot taqleef hoti hai, aur har kisi ko ye hasil bhi to nahi hota.........
aaise hi likhte rehena,
bye,
take care..............
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #129 on: April 07, 2005, 10:21:57 AM »
Reply with quote
hi sandhya,

i m not in my town thats why i m irregular..... this is for you sweet heart....

Rokoge to ruk jaayenge beech rahon mein,
chahoge to bhar lenge tumhe apni baahon mein,
"Sandhya" hai he itni khubsurat titali hindustan ki,
na chahte huve bhi har koi bhar leta hai nigahon mein....

«Reply #130 on: April 07, 2005, 10:27:12 AM »
Reply with quote
thanks kavita and thanks sandhya....

Its really nice to have such a good things from you. but i m inspiring from my sweet friends Sandhya & Faree thats why i m writing this much quotations. thanks again........ hope to see your quotations sooon... have a nice day.... (this is for you kavita and sandhya for you tooo)

Ashiqui rulati bhi hai,
Ashiqui hansati bhi hai,
Ashiqui mein dil lagana hai mushkil,
Ashiqui bahot tadpati bhi hai...

Quote from: "kavita_aashiqui"
hi,
dear ninah ji,
wakai aapne bahot hi acchi post ki hai,
mujhe ye post bahothi acchi lagi...........@};-

ye baat to sach hi hai,
1 to pyaar pana mushkil hota hai, aur use khone se bhi bahot taqleef hoti hai, aur har kisi ko ye hasil bhi to nahi hota.........
aaise hi likhte rehena,
bye,
take care..............
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #131 on: April 07, 2005, 11:36:05 PM »
Reply with quote

THIS JUST FOR MY SWEET   NINI AND  SANDHYAAAAAAAA
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #132 on: April 08, 2005, 05:43:19 AM »
Reply with quote
Hello Ninaah chalo aap vapas tuh aa gai pata hai hum tuh paresaan hi ho gaye the anyways thank u

titli hun teri zindagi ke rang lai hun
main khusian besumaar sang lai hun
tune khwaaish ki thi kabhi sache dost ki Ninaah
tabhi tuh main aasmaan se apni dosti wafaa se rang lai hun

Quote from: "Ninaah"
hi sandhya,

i m not in my town thats why i m irregular..... this is for you sweet heart....

Rokoge to ruk jaayenge beech rahon mein,
chahoge to bhar lenge tumhe apni baahon mein,
"Sandhya" hai he itni khubsurat titali hindustan ki,
na chahte huve bhi har koi bhar leta hai nigahon mein....

Quote from: "sandhaya"
HI KAVITA

NINAAH AAJ KAL PATA NAHI KAHA HAI
ISSILIYE MAIN USKI TARAF SE TUMHAE SUKRIYA KEHNA CHAHTI HUN
TARIFF KE LIYE SUKRIYA

Quote from: "kavita_aashiqui"
hi,
dear ninah ji,
wakai aapne bahot hi acchi post ki hai,
mujhe ye post bahothi acchi lagi...........@};-

ye baat to sach hi hai,
1 to pyaar pana mushkil hota hai, aur use khone se bhi bahot taqleef hoti hai, aur har kisi ko ye hasil bhi to nahi hota.........
aaise hi likhte rehena,
bye,
take care..............
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #133 on: April 08, 2005, 05:58:49 AM »
Reply with quote
ashiqui badi rangin hoti  hai
ashiqui main judai bhi hasin hoti hai
ye tadpati  tuh hai phir bhi
ye iske bina bhi zindagi badi gumgin lagti hai

Quote from: "Ninaah"
thanks kavita and thanks sandhya....

Its really nice to have such a good things from you. but i m inspiring from my sweet friends Sandhya & Faree thats why i m writing this much quotations. thanks again........ hope to see your quotations sooon... have a nice day.... (this is for you kavita and sandhya for you tooo)

Ashiqui rulati bhi hai,
Ashiqui hansati bhi hai,
Ashiqui mein dil lagana hai mushkil,
Ashiqui bahot tadpati bhi hai...

Quote from: "kavita_aashiqui"
hi,
dear ninah ji,
wakai aapne bahot hi acchi post ki hai,
mujhe ye post bahothi acchi lagi...........@};-

ye baat to sach hi hai,
1 to pyaar pana mushkil hota hai, aur use khone se bhi bahot taqleef hoti hai, aur har kisi ko ye hasil bhi to nahi hota.........
aaise hi likhte rehena,
bye,
take care..............
Logged
bhavesh_118
Guest
«Reply #134 on: April 08, 2005, 07:45:40 AM »
Reply with quote
Jawab-e-Bhavesh

Intezaar to bahut tha hamein
Lekin aye na woh kabhi
Ham to bin bulaye hi aa jate
Agar hota intezaar unhe bhi kabhi.
Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13 ... 23
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:06:45 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.167 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer