Haasil!!!!!!!!!

by Ninaah on February 12, 2005, 06:14:40 AM
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12 13 14 ... 23
ReplyPrint
Author  (Read 22609 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #135 on: April 08, 2005, 08:39:47 PM »
Reply with quote
sandhya dear


buhat achey

nini tum aaj bhi absent ho dear...........
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Haasil ho kar.... manjum by manjum in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
““ kya haasil zamaane me ”” by nirala in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Haasil-e-gham ....... Parkar by vin1984 in Shayri for Dard -e- Judai
Ab Ajnabi Ban Ke Bhi Haasil Hoga Kya ??? by Bishwajeet 'Musaahib' in Ghazals « 1 2  All »
usey haasil na kar sake hum by abhiraaj22 in Shayri for Dard -e- Judai
Ninaah
Guest
«Reply #136 on: April 15, 2005, 11:29:17 AM »
Reply with quote
faree mere ko samajh nahi aati hai URDU....


Quote from: "fakharenaveed"




THIS JUST FOR MY SWEET   NINI AND  SANDHYAAAAAAAA
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #137 on: April 15, 2005, 11:32:10 AM »
Reply with quote
har insaan khuda se dua mein apni khushiyan mangta hai,
pur maine teri aur faree ki khushi maangi hai,
maut bhi tumhe mujhse juda na kar paaye iss janam mein,
isliye har gum aur dukh ke aage apni tasveer taangi hai.....



Quote from: "sandhaya"
Hello Ninaah chalo aap vapas tuh aa gai pata hai hum tuh paresaan hi ho gaye the anyways thank you

titli hun teri zindagi ke rang lai hun
main khusian besumaar sang lai hun
tune khwaaish ki thi kabhi sache dost ki Ninaah
tabhi tuh main aasmaan se apni dosti wafaa se rang lai hun



Quote from: "Ninaah"
hi sandhya,

i m not in my town thats why i m irregular..... this is for you sweet heart....

Rokoge to ruk jaayenge beech rahon mein,
chahoge to bhar lenge tumhe apni baahon mein,
"Sandhya" hai he itni khubsurat titali hindustan ki,
na chahte huve bhi har koi bhar leta hai nigahon mein....



Quote from: "sandhaya"
HI KAVITA

NINAAH AAJ KAL PATA NAHI KAHA HAI
ISSILIYE MAIN USKI TARAF SE TUMHAE SUKRIYA KEHNA CHAHTI HUN
TARIFF KE LIYE SUKRIYA


Quote from: "kavita_aashiqui"
hi,
dear ninah ji,
wakai aapne bahot hi acchi post ki hai,
mujhe ye post bahothi acchi lagi...........@};-

ye baat to sach hi hai,
1 to pyaar pana mushkil hota hai, aur use khone se bhi bahot taqleef hoti hai, aur har kisi ko ye hasil bhi to nahi hota.........
aaise hi likhte rehena,
bye,
take care..............
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #138 on: April 15, 2005, 11:34:10 AM »
Reply with quote
har aashiq ki tarah maine bhi apna pyar pana chaha,
pur sirf bebasi aur baskismat he haath aayee,
iss zindagi mein to khushiyan mujh se muh mod gayee,
aur dusron ki hikarat aur nafrat apne saath laayee....



Quote from: "sandhaya"
ashiqui badi rangin hoti  hai
ashiqui main judai bhi hasin hoti hai
ye tadpati  tuh hai phir bhi
ye iske bina bhi zindagi badi gumgin lagti hai

Quote from: "Ninaah"
thanks kavita and thanks sandhya....

Its really nice to have such a good things from you. but i m inspiring from my sweet friends Sandhya & Faree thats why i m writing this much quotations. thanks again........ hope to see your quotations sooon... have a nice day.... (this is for you kavita and sandhya for you tooo)

Ashiqui rulati bhi hai,
Ashiqui hansati bhi hai,
Ashiqui mein dil lagana hai mushkil,
Ashiqui bahot tadpati bhi hai...



Quote from: "kavita_aashiqui"
hi,
dear ninah ji,
wakai aapne bahot hi acchi post ki hai,
mujhe ye post bahothi acchi lagi...........@};-

ye baat to sach hi hai,
1 to pyaar pana mushkil hota hai, aur use khone se bhi bahot taqleef hoti hai, aur har kisi ko ye hasil bhi to nahi hota.........
aaise hi likhte rehena,
bye,
take care..............
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #139 on: April 15, 2005, 11:37:03 AM »
Reply with quote
nice one bhavesh

From : Sandhya, Faree & Ninah.....

har koi apni takdeer mein intzaar nahi lata,
jo hai kismat mein wohi wo hai pata,
gar mil jaaye sab kuch chahne se uske,
to zindagi mein shayad wo aur kuch na chahta....



Quote from: "bhavesh_118"
Jawab-e-Bhavesh

Intezaar to bahut tha hamein
Lekin aye na woh kabhi
Ham to bin bulaye hi aa jate
Agar hota intezaar unhe bhi kabhi.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #140 on: April 15, 2005, 11:38:00 AM »
Reply with quote
nini aaj aayee hai pur tum gayab ho faree. waiting for you..... take care... missing you sandhya and faree....

Quote from: "fakharenaveed"
sandhya dear


buhat achey

nini tum aaj bhi absent ho dear...........
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #141 on: April 15, 2005, 11:24:38 PM »
Reply with quote
tu hamesha ati hai meer jane k baad
mein hota hoon yahan tere ane s pehle



nini i call u on ur no.# but the number is not in use.......................... here is my cell#92-300-746-2904 or dial 00923007462049
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #142 on: April 16, 2005, 10:46:37 PM »
Reply with quote
Mila ke sharab me hum to Zindagi pee rahe hai,
Madira to kay hum aapaki kami bhi pee rahe hai.

Rula jate hai hume auro ke ghum,
varana humare ghum to hum has ke pee rahe hai.

hum saukh se teri chokhat se chale aaye,
ab barbad dil ko dekh ke zee rahe hai
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #143 on: April 18, 2005, 10:59:31 AM »
Reply with quote
Tujhe koi bhi gum abh tuh chu na sakega
abh koi bhi dard tujhe rula na sakega
tere har dard ko humne khud main utar liya hai
abh tuh khuda khud bhi kabhi tujhe tadpa na sakega

Quote from: "Ninaah"
har insaan khuda se dua mein apni khushiyan mangta hai,
pur maine teri aur faree ki khushi maangi hai,
maut bhi tumhe mujhse juda na kar paaye iss janam mein,
isliye har gum aur dukh ke aage apni tasveer taangi hai.....



Quote from: "sandhaya"
Hello Ninaah chalo aap vapas tuh aa gai pata hai hum tuh paresaan hi ho gaye the anyways thank you

titli hun teri zindagi ke rang lai hun
main khusian besumaar sang lai hun
tune khwaaish ki thi kabhi sache dost ki Ninaah
tabhi tuh main aasmaan se apni dosti wafaa se rang lai hun



Quote from: "Ninaah"
hi sandhya,

i m not in my town thats why i m irregular..... this is for you sweet heart....

Rokoge to ruk jaayenge beech rahon mein,
chahoge to bhar lenge tumhe apni baahon mein,
"Sandhya" hai he itni khubsurat titali hindustan ki,
na chahte huve bhi har koi bhar leta hai nigahon mein....



Quote from: "sandhaya"
HI KAVITA

NINAAH AAJ KAL PATA NAHI KAHA HAI
ISSILIYE MAIN USKI TARAF SE TUMHAE SUKRIYA KEHNA CHAHTI HUN
TARIFF KE LIYE SUKRIYA


Quote from: "kavita_aashiqui"
hi,
dear ninah ji,
wakai aapne bahot hi acchi post ki hai,
mujhe ye post bahothi acchi lagi...........@};-

ye baat to sach hi hai,
1 to pyaar pana mushkil hota hai, aur use khone se bhi bahot taqleef hoti hai, aur har kisi ko ye hasil bhi to nahi hota.........
aaise hi likhte rehena,
bye,
take care..............
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #144 on: April 18, 2005, 11:03:38 AM »
Reply with quote
dosti main khusi pyar main gum hai
tum pyar se dil lagate kyun ho
haath thammo dosti ka tum dil ko jalate kyun ho
dosti tumhe khusian degi umar bhar ki
tum pyar karke gumo ko bhulate kyun ho

Quote from: "Ninaah"
har aashiq ki tarah maine bhi apna pyar pana chaha,
pur sirf bebasi aur baskismat he haath aayee,
iss zindagi mein to khushiyan mujh se muh mod gayee,
aur dusron ki hikarat aur nafrat apne saath laayee....



Quote from: "sandhaya"
ashiqui badi rangin hoti  hai
ashiqui main judai bhi hasin hoti hai
ye tadpati  tuh hai phir bhi
ye iske bina bhi zindagi badi gumgin lagti hai

Quote from: "Ninaah"
thanks kavita and thanks sandhya....

Its really nice to have such a good things from you. but i m inspiring from my sweet friends Sandhya & Faree thats why i m writing this much quotations. thanks again........ hope to see your quotations sooon... have a nice day.... (this is for you kavita and sandhya for you tooo)

Ashiqui rulati bhi hai,
Ashiqui hansati bhi hai,
Ashiqui mein dil lagana hai mushkil,
Ashiqui bahot tadpati bhi hai...



Quote from: "kavita_aashiqui"
hi,
dear ninah ji,
wakai aapne bahot hi acchi post ki hai,
mujhe ye post bahothi acchi lagi...........@};-

ye baat to sach hi hai,
1 to pyaar pana mushkil hota hai, aur use khone se bhi bahot taqleef hoti hai, aur har kisi ko ye hasil bhi to nahi hota.........
aaise hi likhte rehena,
bye,
take care..............
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #145 on: April 18, 2005, 11:07:50 AM »
Reply with quote
chahate kaha puri hoti hai
ye dil ki hasin majburi hoti hai
jise chaho use paa na sako
aur jise pao usse chah na sako
mat karo zindagi main chah kar bhi chahat
chahaton ke tuttne main sayad khuda ki manjuri hoti hai

Quote from: "Ninaah"
nice one bhavesh

From : Sandhya, Faree & Ninah.....

har koi apni takdeer mein intzaar nahi lata,
jo hai kismat mein wohi wo hai pata,
gar mil jaaye sab kuch chahne se uske,
to zindagi mein shayad wo aur kuch na chahta....



Quote from: "bhavesh_118"
Jawab-e-Bhavesh

Intezaar to bahut tha hamein
Lekin aye na woh kabhi
Ham to bin bulaye hi aa jate
Agar hota intezaar unhe bhi kabhi.
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #146 on: April 18, 2005, 11:19:43 PM »
Reply with quote
chahaton ke tuttne main sayad khuda ki manjuri hoti hai
doston k drmyan jo doori hai , woh bhi  majbori hoti hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #147 on: April 22, 2005, 10:06:39 PM »
Reply with quote
Apne deewane pe itna zulm kyon dhaate ho?
Khwab mein bhi baap ko saath leke aate ho!
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #148 on: April 23, 2005, 07:41:46 AM »
Reply with quote
chahte sachi hi rang lati hai
sachi ho mahobat tuh khuda ke ghar ko bhi hilati hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #149 on: April 23, 2005, 10:03:11 PM »
Reply with quote
sachi ho mahobat tuh khuda ke ghar ko bhi hilati hai
Tujhe meri har sans aab bhi har pal wapis bulati hai.
Logged
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12 13 14 ... 23
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 01, 2024, 03:28:57 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]

[October 29, 2024, 06:05:52 AM]

[October 27, 2024, 11:20:13 AM]

[October 27, 2024, 11:11:07 AM]

[October 27, 2024, 10:00:45 AM]

[October 27, 2024, 09:34:15 AM]

[October 19, 2024, 08:53:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8504 Real Poets and poetry admirer