Haasil!!!!!!!!!

by Ninaah on February 12, 2005, 06:14:40 AM
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13] 14 15 16 17 ... 23
ReplyPrint
Author  (Read 22730 times)
Ninaah
Guest
«Reply #180 on: June 08, 2005, 08:30:00 AM »
Reply with quote
KOI KHUSHI KO PEHCHAAN NAHI PAATA HAI,
KOI APNI ZINDAGI MEIN GUM LE AATA HAI,
KOI ITNA BHI BADNASEEB HO SAKTA HAI,
JO APNE NASOOR KO PHOOLON KI TARAH SEHLATA HAI.....



Quote from: "fakharenaveed"
Chaah Kar koi juda nahi hota,
Chaah kar koi bhi kafa nahi hota,
Ishq ko majbooriyan hi le doobti hai
Warna Khushi se koi bhi bewafa nahi hota.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Haasil ho kar.... manjum by manjum in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
““ kya haasil zamaane me ”” by nirala in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Haasil-e-gham ....... Parkar by vin1984 in Shayri for Dard -e- Judai
Ab Ajnabi Ban Ke Bhi Haasil Hoga Kya ??? by Bishwajeet 'Musaahib' in Ghazals « 1 2  All »
usey haasil na kar sake hum by abhiraaj22 in Shayri for Dard -e- Judai
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #181 on: June 08, 2005, 06:02:46 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
KOI KHUSHI KO PEHCHAAN NAHI PAATA HAI,
KOI APNI ZINDAGI MEIN GUM LE AATA HAI,
KOI ITNA BHI BADNASEEB HO SAKTA HAI,
JO APNE NASOOR KO PHOOLON KI TARAH SEHLATA HAI.....



Quote from: "fakharenaveed"
Chaah Kar koi juda nahi hota,
Chaah kar koi bhi kafa nahi hota,
Ishq ko majbooriyan hi le doobti hai
Warna Khushi se koi bhi bewafa nahi hota.
wah ninaah,kya baat hai,wonderful,dil khush ho gaya padhke Usual Smile .
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #182 on: June 08, 2005, 08:43:05 PM »
Reply with quote
Yeh dukh kiun zindgi mein ate hain
Kiun bewafa hum ko yaad ate hain
Jab bhool gya hai woh hum ko
Tu kiun hum unko bhool nahin pate hain
Quote from: "Ninaah"
KOI KHUSHI KO PEHCHAAN NAHI PAATA HAI,
KOI APNI ZINDAGI MEIN GUM LE AATA HAI,
KOI ITNA BHI BADNASEEB HO SAKTA HAI,
JO APNE NASOOR KO PHOOLON KI TARAH SEHLATA HAI.....



Quote from: "fakharenaveed"
Chaah Kar koi juda nahi hota,
Chaah kar koi bhi kafa nahi hota,
Ishq ko majbooriyan hi le doobti hai
Warna Khushi se koi bhi bewafa nahi hota.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #183 on: June 21, 2005, 07:13:05 AM »
Reply with quote
THANKS ALOT NIDHI JI.......

HUM APNE GUM SE PARESHAAN HAIN,
AUR KOI MUSHKILON MEIN BHI MUSKURATA HAI,
HUMARE ASHQ HUMARA SAATH NAHI CHODTE,
AUR KOI GUM KO BHI KHUSHI SE APNATA HAI....



Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "Ninaah"
KOI KHUSHI KO PEHCHAAN NAHI PAATA HAI,
KOI APNI ZINDAGI MEIN GUM LE AATA HAI,
KOI ITNA BHI BADNASEEB HO SAKTA HAI,
JO APNE NASOOR KO PHOOLON KI TARAH SEHLATA HAI.....



Quote from: "fakharenaveed"
Chaah Kar koi juda nahi hota,
Chaah kar koi bhi kafa nahi hota,
Ishq ko majbooriyan hi le doobti hai
Warna Khushi se koi bhi bewafa nahi hota.
wah ninaah,kya baat hai,wonderful,dil khush ho gaya padhke Usual Smile .
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #184 on: June 21, 2005, 07:17:04 AM »
Reply with quote
DUKH HE TO ZINDAGI KA PATA CHALTA HAI,
HAR KOI KAHAN YE DUKH PATE HAIN,
KUCH BEWAFAON KI KATAR MEIN KHADE HAIN,
AUR HUM WAFAON KI FEHRIST MEIN AATE HAIN...



Quote from: "fakharenaveed"
Yeh dukh kiun zindgi mein ate hain
Kiun bewafa hum ko yaad ate hain
Jab bhool gya hai woh hum ko
Tu kiun hum unko bhool nahin pate hain
Quote from: "Ninaah"
KOI KHUSHI KO PEHCHAAN NAHI PAATA HAI,
KOI APNI ZINDAGI MEIN GUM LE AATA HAI,
KOI ITNA BHI BADNASEEB HO SAKTA HAI,
JO APNE NASOOR KO PHOOLON KI TARAH SEHLATA HAI.....



Quote from: "fakharenaveed"
Chaah Kar koi juda nahi hota,
Chaah kar koi bhi kafa nahi hota,
Ishq ko majbooriyan hi le doobti hai
Warna Khushi se koi bhi bewafa nahi hota.
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #185 on: June 21, 2005, 09:38:43 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
DUKH HE TO ZINDAGI KA PATA CHALTA HAI,
HAR KOI KAHAN YE DUKH PATE HAIN,
KUCH BEWAFAON KI KATAR MEIN KHADE HAIN,
AUR HUM WAFAON KI FEHRIST MEIN AATE HAIN...



Quote from: "fakharenaveed"
Yeh dukh kiun zindgi mein ate hain
Kiun bewafa hum ko yaad ate hain
Jab bhool gya hai woh hum ko
Tu kiun hum unko bhool nahin pate hain
Quote from: "Ninaah"
KOI KHUSHI KO PEHCHAAN NAHI PAATA HAI,
KOI APNI ZINDAGI MEIN GUM LE AATA HAI,
KOI ITNA BHI BADNASEEB HO SAKTA HAI,
JO APNE NASOOR KO PHOOLON KI TARAH SEHLATA HAI.....



Quote from: "fakharenaveed"
Chaah Kar koi juda nahi hota,
Chaah kar koi bhi kafa nahi hota,
Ishq ko majbooriyan hi le doobti hai
Warna Khushi se koi bhi bewafa nahi hota.
Pass aakar sabhi door chale jate hain,
Akele the hum akele reh hi jate hain
Is dil ka dard dikhayein kise
Marham lagane wale hi zakm de jate hain
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #186 on: June 22, 2005, 06:58:25 AM »
Reply with quote
marham lagane walon pe aitbaar karoge,
to tum bhi zakhm he paaoge,
ik muskurat laane ki aiwaz mein,
apne ashqon ko he ankhon se laaoge......



Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
DUKH HE TO ZINDAGI KA PATA CHALTA HAI,
HAR KOI KAHAN YE DUKH PATE HAIN,
KUCH BEWAFAON KI KATAR MEIN KHADE HAIN,
AUR HUM WAFAON KI FEHRIST MEIN AATE HAIN...



Quote from: "fakharenaveed"
Yeh dukh kiun zindgi mein ate hain
Kiun bewafa hum ko yaad ate hain
Jab bhool gya hai woh hum ko
Tu kiun hum unko bhool nahin pate hain
Quote from: "Ninaah"
KOI KHUSHI KO PEHCHAAN NAHI PAATA HAI,
KOI APNI ZINDAGI MEIN GUM LE AATA HAI,
KOI ITNA BHI BADNASEEB HO SAKTA HAI,
JO APNE NASOOR KO PHOOLON KI TARAH SEHLATA HAI.....



Quote from: "fakharenaveed"
Chaah Kar koi juda nahi hota,
Chaah kar koi bhi kafa nahi hota,
Ishq ko majbooriyan hi le doobti hai
Warna Khushi se koi bhi bewafa nahi hota.
Pass aakar sabhi door chale jate hain,
Akele the hum akele reh hi jate hain
Is dil ka dard dikhayein kise
Marham lagane wale hi zakm de jate hain
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #187 on: June 22, 2005, 07:11:22 AM »
Reply with quote
Kitan suhan aaj ka din hai mera sanam
K aaj k pal tere saath guzr rhay hain sanam
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #188 on: June 22, 2005, 10:46:14 AM »
Reply with quote
HAR GUZARTA WAQT USKI YAAD DE JAATI HAI,
KHUDA KE DAR PE HAR KOI APNI FARIYAAD LAATI HAI,
HUM KAISE MAANGE USSE KHUDA SE APNI DUWAON MEIN,
USKI NIGAHEIN TO KISI AUR KA KHWAB SAJATI HAI....


Quote from: "fakharenaveed"
Kitan suhan aaj ka din hai mera sanam
K aaj k pal tere saath guzr rhay hain sanam
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #189 on: June 22, 2005, 07:58:30 PM »
Reply with quote
In ankhoon s kabhi dekhoo usay tum apna samjh kr
kabhi us ko pas bulaoo tum apana samjh kr !!!!!
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #190 on: June 23, 2005, 09:14:19 AM »
Reply with quote
humne usse apna samjha,
aur usse bulaya tha,
pur wo he gair nikla,
humne to sar-e-raah apnaya tha....




Quote from: "fakharenaveed"
In ankhoon s kabhi dekhoo usay tum apna samjh kr
kabhi us ko pas bulaoo tum apana samjh kr !!!!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #191 on: June 23, 2005, 07:22:37 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
humne usse apna samjha,
aur usse bulaya tha,
pur wo he gair nikla,
humne to sar-e-raah apnaya tha....




Quote from: "fakharenaveed"
In ankhoon s kabhi dekhoo usay tum apna samjh kr
kabhi us ko pas bulaoo tum apana samjh kr !!!!!
Woh Bhi Tha tere Izhaar k intezaar mein Khada
teri Chaht Ko pane k liye Woh har pal hai Khud s Lada
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #192 on: June 24, 2005, 05:46:27 AM »
Reply with quote
wo haar kar bhi jeet gaya,
aur mein jeet kar bhi haar gayee,
zindagi mujh se door huyee,
aur maut baazi maar gayee.....



Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
humne usse apna samjha,
aur usse bulaya tha,
pur wo he gair nikla,
humne to sar-e-raah apnaya tha....




Quote from: "fakharenaveed"
In ankhoon s kabhi dekhoo usay tum apna samjh kr
kabhi us ko pas bulaoo tum apana samjh kr !!!!!
Woh Bhi Tha tere Izhaar k intezaar mein Khada
teri Chaht Ko pane k liye Woh har pal hai Khud s Lada
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #193 on: June 24, 2005, 06:06:37 AM »
Reply with quote
Teri Jeet mein bhi haar hai
teri bewafa mein bhi pyar hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #194 on: June 24, 2005, 07:07:36 AM »
Reply with quote
ye aapka kehna hai faree,
warna zindagi ajaab hai,
dost to ginti ke reh gaye,
pur dushman beheesaab hai....



Quote from: "fakharenaveed"
Teri Jeet mein bhi haar hai
teri bewafa mein bhi pyar hai
Logged
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13] 14 15 16 17 ... 23
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 03:30:57 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer