Haasil!!!!!!!!!

by Ninaah on February 12, 2005, 06:14:40 AM
Pages: 1 ... 14 15 16 17 [18] 19 20 21 22 23
ReplyPrint
Author  (Read 22983 times)
Ninaah
Guest
«Reply #255 on: July 23, 2005, 11:45:55 AM »
Reply with quote
ultimate............

pyar ke ehsaas ko wo samajh na paaya,
jaane kaisa wo be-dard hai,
humare pyar ko wo paison mein tol gaya,
jaane kaisa wo khudgarz hai.....



Quote from: "Yoindian Ghunda"
har ek kadam zindagi duja kabra naseeb hua
maut thoda aur mere zism ke kareer hua
chale the hum apne saaye ko sheene mein chhupa kar
mayyat-e-jashna mein jaa mera saaya sarikk hua
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Haasil ho kar.... manjum by manjum in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
““ kya haasil zamaane me ”” by nirala in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Haasil-e-gham ....... Parkar by vin1984 in Shayri for Dard -e- Judai
Ab Ajnabi Ban Ke Bhi Haasil Hoga Kya ??? by Bishwajeet 'Musaahib' in Ghazals « 1 2  All »
usey haasil na kar sake hum by abhiraaj22 in Shayri for Dard -e- Judai
Ninaah
Guest
«Reply #256 on: July 23, 2005, 11:48:36 AM »
Reply with quote
kya baat hai...........


zindagi ne kuch na diya ik ruswayee ke siva,
aur usne bhi kuch na diya apni bewafayee ke siva........




Quote from: "dardhai"
YEH SHIKWAH, YEH BEWAAFAI.
PYAAR  TO USIKA NAAM HAI
JIS  MAIN HASAARON  DARD HAIN.
SIRF  EK  TANHAI  HAI
JO MERI  HAI.  
[/b]
Logged
sunny_chris
Guest
«Reply #257 on: July 24, 2005, 08:29:20 AM »
Reply with quote
chalo accha hua unsnai bewaafai to dai di
varna kuch log tau vafa karkai bhul jate hai
bewaafai ka jehar hume pilakar
vafa kai kisse vo logo ko sunatai hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #258 on: July 25, 2005, 10:42:19 AM »
Reply with quote
bewafaon se wafa ki umeed na kar,
unhe kya pata wafa kya hai,
unhe sirf dil todna aata hai,
unhe kya pata gunah kya hai......




Quote from: "sunny_chris"
chalo accha hua unsnai bewaafai to dai di
varna kuch log tau vafa karkai bhul jate hai
bewaafai ka jehar hume pilakar
vafa kai kisse vo logo ko sunatai hai
Logged
sunny_chris
Guest
«Reply #259 on: July 25, 2005, 12:01:15 PM »
Reply with quote
gunaah karna tau baiwafao ko hi aata hai
vafa walai kya jaane gunnah kya hai
mohabbat vo rog hai zalim
jo sirf vafa walo ko nibhana aata hai
Logged
sunny_chris
Guest
«Reply #260 on: July 25, 2005, 12:07:41 PM »
Reply with quote
nigahai dikhakar aadai dikhakar sitam dha rahai ho
mairi mohabbat ka khoob sila diya tumnai tadaptahua mughe kyu ja rahai ho
Logged
sunny_chris
Guest
«Reply #261 on: July 26, 2005, 05:14:40 AM »
Reply with quote
ya khuda yeh kaisa julm o sitam tune mugh per dhaya
jisse hum apna kehtai the unko tune apnai aagosh mai chupaya
ab unkai bina hum ji kaise payengai
maut kai aagosh mai hum khud ba khud chale jayengai
Logged
Andy_hott
Guest
«Reply #262 on: July 26, 2005, 11:21:56 AM »
Reply with quote
MUDDAT SE MERA DIL HAI KEY ABAAD NAHI HAI
HONTO PAY MAGAR AAJ BHI FARYAD NAHI HAI
AATA HAI KHAYALO MEIN MERE AIK HE CHAHRA
BAS IS KEY SIVA KUCH BHI MUJHE YAAD NAHI HAI
PHIRTE HAIN SABHI LOG YAHAN SAHME HUVE SE
IS SHAHAR MEIN JAISE KOI AZAD NAHI HAI
DEKHA HAI UJARTE HUVE KITNE HE GHARO KO
HAI KAUN JO IS ISHQ MEIN BARBAD NAHI HAI
EK LAHAR SI UTHTE HAI AAJ BHI DIL MEIN
IS LEHAR KE UTHNE KA SABAB YAAD NAHI HAI
Logged
sunny_chris
Guest
«Reply #263 on: July 26, 2005, 11:29:53 AM »
Reply with quote
kisii   kii   chahat   ke  qaabil   nahiin  huun
main   koii  raah  yaa  manzil  nahiin  huun

mujhey  paa   kar   na  paaogey  kinaaraa
mai duba hua andherao mai saahil nahiin  huun

meraa   maazii  meraa   munsif  banaa  hai
kahuun kaise ke main  qaatil nahiin huun

kiiyaa  hai   haadson  ne  dil  ko    paththar
nahiin,  fitrat  se   paththar- dil nahiin hun
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #264 on: July 26, 2005, 12:41:43 PM »
Reply with quote
bewafayee ki keemat humne chukayee hai,
har yaad uski dard ki vadiyon mein kheench laaye hai,
phir bhi humne chaha usse apne dil se,
aur usi ki khatir humne pyar ki har rasm nibhayee hai.....



Quote from: "sunny_chris"
gunaah karna tau baiwafao ko hi aata hai
vafa walai kya jaane gunnah kya hai
mohabbat vo rog hai zalim
jo sirf vafa walo ko nibhana aata hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #265 on: July 26, 2005, 12:42:48 PM »
Reply with quote
ye adaa bewafaon ki,
tum na samajh paaoge,
chahe jitna jor laga lo,
unmein bhatakte reh jaaoge.....


Quote from: "sunny_chris"
nigahai dikhakar aadai dikhakar sitam dha rahai ho
mairi mohabbat ka khoob sila diya tumnai tadaptahua mughe kyu ja rahai ho
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #266 on: July 26, 2005, 12:43:54 PM »
Reply with quote
koi hum pur julm-o-sitam nahi dhata hai,
ye to humari takdeer hai,
jinn nigahon mein koi aks dikh jaaye,
samjho ussi ki tasveer hai.......



Quote from: "sunny_chris"
ya khuda yeh kaisa julm o sitam tune mugh per dhaya
jisse hum apna kehtai the unko tune apnai aagosh mai chupaya
ab unkai bina hum ji kaise payengai
maut kai aagosh mai hum khud ba khud chale jayengai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #267 on: July 26, 2005, 12:45:23 PM »
Reply with quote
good one andy.....

kisi ki kya baat karein,
humne to apno se maat khayee hai,
wafa ka naam-o-nishaan nahi iss jamane mein,
jahan dekho har taraf bewafayee hai......


Quote from: "Andy_hott"
MUDDAT SE MERA DIL HAI KEY ABAAD NAHI HAI
HONTO PAY MAGAR AAJ BHI FARYAD NAHI HAI
AATA HAI KHAYALO MEIN MERE AIK HE CHAHRA
BAS IS KEY SIVA KUCH BHI MUJHE YAAD NAHI HAI
PHIRTE HAIN SABHI LOG YAHAN SAHME HUVE SE
IS SHAHAR MEIN JAISE KOI AZAD NAHI HAI
DEKHA HAI UJARTE HUVE KITNE HE GHARO KO
HAI KAUN JO IS ISHQ MEIN BARBAD NAHI HAI
EK LAHAR SI UTHTE HAI AAJ BHI DIL MEIN
IS LEHAR KE UTHNE KA SABAB YAAD NAHI HAI
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #268 on: July 26, 2005, 12:47:10 PM »
Reply with quote
humari chahat ka ye sila mila,
ki aaj hum bewafa kehlaate hain,
har kisi ko humpe shak hai,
aur log humse mooh mod jaate hain..........




Quote from: "sunny_chris"
kisii   kii   chahat   ke  qaabil   nahiin  huun
main   koii  raah  yaa  manzil  nahiin  huun

mujhey  paa   kar   na  paaogey  kinaaraa
mai duba hua andherao mai saahil nahiin  huun

meraa   maazii  meraa   munsif  banaa  hai
kahuun kaise ke main  qaatil nahiin huun

kiiyaa  hai   haadson  ne  dil  ko    paththar
nahiin,  fitrat  se   paththar- dil nahiin hun
Logged
sunny_chris
Guest
«Reply #269 on: July 30, 2005, 04:23:48 AM »
Reply with quote
pyar ke rasm nibhana koi aasaan nahi hai yaar
pyar mai apnai ko lutana lagta bahut hai bekaar
mohabbat vo dard hai zalim
ki apnai ko luta kar bhi koi sapna nahi hota sakaar



Quote from: "Ninaah"
bewafayee ki keemat humne chukayee hai,
har yaad uski dard ki vadiyon mein kheench laaye hai,
phir bhi humne chaha usse apne dil se,
aur usi ki khatir humne pyar ki har rasm nibhayee hai.....



Quote from: "sunny_chris"
gunaah karna tau baiwafao ko hi aata hai
vafa walai kya jaane gunnah kya hai
mohabbat vo rog hai zalim
jo sirf vafa walo ko nibhana aata hai
Logged
Pages: 1 ... 14 15 16 17 [18] 19 20 21 22 23
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 26, 2025, 07:16:09 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer