Haasil!!!!!!!!!

by Ninaah on February 12, 2005, 06:14:40 AM
Pages: 1 ... 15 16 17 18 [19] 20 21 22 23
ReplyPrint
Author  (Read 22828 times)
sunny_chris
Guest
«Reply #270 on: July 30, 2005, 04:27:04 AM »
Reply with quote
bhataktai tau rahe hum tama umer
gar mohabbat ko samagh na payengai
tum agar saath do tau
hum hur mushkil ko paar kar jayengai


Quote from: "Ninaah"
ye adaa bewafaon ki,
tum na samajh paaoge,
chahe jitna jor laga lo,
unmein bhatakte reh jaaoge.....


Quote from: "sunny_chris"
nigahai dikhakar aadai dikhakar sitam dha rahai ho
mairi mohabbat ka khoob sila diya tumnai tadaptahua mughe kyu ja rahai ho
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Haasil ho kar.... manjum by manjum in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
““ kya haasil zamaane me ”” by nirala in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Haasil-e-gham ....... Parkar by vin1984 in Shayri for Dard -e- Judai
Ab Ajnabi Ban Ke Bhi Haasil Hoga Kya ??? by Bishwajeet 'Musaahib' in Ghazals « 1 2  All »
usey haasil na kar sake hum by abhiraaj22 in Shayri for Dard -e- Judai
sunny_chris
Guest
«Reply #271 on: July 30, 2005, 04:32:48 AM »
Reply with quote
tasveeer uski dekh kar bewafaii yaad aai,
aaj sharab mai dubkar judai yaad aai
har nigahon mai dhoona kiya unhai humnai
ab tau har aks se bhi nafrat ho aai  



Quote from: "Ninaah"
koi hum pur julm-o-sitam nahi dhata hai,
ye to humari takdeer hai,
jinn nigahon mein koi aks dikh jaaye,
samjho ussi ki tasveer hai.......



Quote from: "sunny_chris"
ya khuda yeh kaisa julm o sitam tune mugh per dhaya
jisse hum apna kehtai the unko tune apnai aagosh mai chupaya
ab unkai bina hum ji kaise payengai
maut kai aagosh mai hum khud ba khud chale jayengai
Logged
sunny_chris
Guest
«Reply #272 on: July 30, 2005, 06:36:13 AM »
Reply with quote
bewafao sae mooh kyu mod tai ho
mohabbat unkai naseeb mai hi nahi
magar bewafao ko mohaabat ka matlab malum hai
logo ko mohabbat samaghane ki unmai kami tau nahi



Quote from: "Ninaah"
humari chahat ka ye sila mila,
ki aaj hum bewafa kehlaate hain,
har kisi ko humpe shak hai,
aur log humse mooh mod jaate hain..........




Quote from: "sunny_chris"
kisii   kii   chahat   ke  qaabil   nahiin  huun
main   koii  raah  yaa  manzil  nahiin  huun

mujhey  paa   kar   na  paaogey  kinaaraa
mai duba hua andherao mai saahil nahiin  huun

meraa   maazii  meraa   munsif  banaa  hai
kahuun kaise ke main  qaatil nahiin huun

kiiyaa  hai   haadson  ne  dil  ko    paththar
nahiin,  fitrat  se   paththar- dil nahiin hun
Logged
sunny_chris
Guest
«Reply #273 on: July 30, 2005, 06:43:30 AM »
Reply with quote
ek chot lagi kaata se chubha,kuch khoon nikla aasoo tapkai
barbad mohabbat ki duniya mai kuch aisi hi kahani hoti hai
Logged
sunny_chris
Guest
«Reply #274 on: July 30, 2005, 06:53:34 AM »
Reply with quote
bhuul shaayad bahut badii kar lii
dil ne duniyaa se dostii kar lii

tum muhabbat ko khel kahate ho
ham ne barbaad zindagii kar lii

us ne dekhaa badii inaayat se
aankhon aankhon mein baat bhii kar lii

aashiqii bhi bahut zaruurii hai
bevafaaii kabhi kabhii kar lii

ham nahiin jaanate chiraagon nai
kyu andheron sei dostii kar lii

dhadakanein dafn ho gaii hongii
dil men diivaar kyon khadii kar lii
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #275 on: July 30, 2005, 07:14:33 AM »
Reply with quote
sapno ko saakaar kaise karein,
unko yaad karne ki jehmat kaise karein,
ki unhone hume yaad na karne ki takeed ki hai,
ab hum apne pyar ki shikayat kaise karein......



Quote from: "sunny_chris"
pyar ke rasm nibhana koi aasaan nahi hai yaar
pyar mai apnai ko lutana lagta bahut hai bekaar
mohabbat vo dard hai zalim
ki apnai ko luta kar bhi koi sapna nahi hota sakaar



Quote from: "Ninaah"
bewafayee ki keemat humne chukayee hai,
har yaad uski dard ki vadiyon mein kheench laaye hai,
phir bhi humne chaha usse apne dil se,
aur usi ki khatir humne pyar ki har rasm nibhayee hai.....



Quote from: "sunny_chris"
gunaah karna tau baiwafao ko hi aata hai
vafa walai kya jaane gunnah kya hai
mohabbat vo rog hai zalim
jo sirf vafa walo ko nibhana aata hai
Logged
sunny_chris
Guest
«Reply #276 on: July 30, 2005, 02:36:19 PM »
Reply with quote
pyar ki koi shikayat nahi hoti
apno mai judai nahi hoti
pyar tau vo dard hai zalim
jo harkisi kai naseeb mai shamil nahi hoti


Quote from: "Ninaah"
sapno ko saakaar kaise karein,
unko yaad karne ki jehmat kaise karein,
ki unhone hume yaad na karne ki takeed ki hai,
ab hum apne pyar ki shikayat kaise karein......



Quote from: "sunny_chris"
pyar ke rasm nibhana koi aasaan nahi hai yaar
pyar mai apnai ko lutana lagta bahut hai bekaar
mohabbat vo dard hai zalim
ki apnai ko luta kar bhi koi sapna nahi hota sakaar



Quote from: "Ninaah"
bewafayee ki keemat humne chukayee hai,
har yaad uski dard ki vadiyon mein kheench laaye hai,
phir bhi humne chaha usse apne dil se,
aur usi ki khatir humne pyar ki har rasm nibhayee hai.....



Quote from: "sunny_chris"
gunaah karna tau baiwafao ko hi aata hai
vafa walai kya jaane gunnah kya hai
mohabbat vo rog hai zalim
jo sirf vafa walo ko nibhana aata hai
Logged
sunny_chris
Guest
«Reply #277 on: August 03, 2005, 09:39:13 AM »
Reply with quote
tumse mooh kaun modega, hume tum per naaz hai
sari duniya mai bewafai hai, tummai mohabbat ka saaz hai

Quote from: "Ninaah"
humari chahat ka ye sila mila,
ki aaj hum bewafa kehlaate hain,
har kisi ko humpe shak hai,
aur log humse mooh mod jaate hain..........




Quote from: "sunny_chris"
kisii   kii   chahat   ke  qaabil   nahiin  huun
main   koii  raah  yaa  manzil  nahiin  huun

mujhey  paa   kar   na  paaogey  kinaaraa
mai duba hua andherao mai saahil nahiin  huun

meraa   maazii  meraa   munsif  banaa  hai
kahuun kaise ke main  qaatil nahiin huun

kiiyaa  hai   haadson  ne  dil  ko    paththar
nahiin,  fitrat  se   paththar- dil nahiin hun
Logged
sunny_chris
Guest
«Reply #278 on: August 03, 2005, 09:41:50 AM »
Reply with quote
tum jo gai ki duniya badal gai
sari duniya ki seenat badal gai
humnai tau socha ki tum humare saath ho
magar paise kai liye tum bhi badal gai
Logged
sunny_chris
Guest
«Reply #279 on: August 03, 2005, 09:43:26 AM »
Reply with quote
hume kya haasil hoga tum jo chale jaoge
saari duniya ki ruswaiya tum hume dai jaoge
humnai tau chaha tumhai dil o jaan sae
hum mar kar bhi na mar pai aisi saza dai jaoge
Logged
sunny_chris
Guest
«Reply #280 on: August 03, 2005, 09:45:03 AM »
Reply with quote
mohabbat kai kisse tau bahot sunai hai
mohabbat kar kai dekh tau kehna
sunne mai tau aaya maza,
jab saza na mile tau kehna
Logged
chhaya
Guest
«Reply #281 on: August 03, 2005, 09:59:38 AM »
Reply with quote
yeh mohabat hi hai
jo apane haale dil sunati hai
na aur kuch hasil hota hai
isme to dard ke saye hi hote hai
Logged
sunny_chris
Guest
«Reply #282 on: August 03, 2005, 10:13:46 AM »
Reply with quote
Its an excellent one & i agree

dard kai saye sae kya darna
usmai tau quamat hoti hai
mohabbat vo dard hai zalim
jismai takhdeer mai ruswai hoti hai



Quote from: "chhaya"
yeh mohabat hi hai
jo apane haale dil sunati hai
na aur kuch hasil hota hai
isme to dard ke saye hi hote hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #283 on: September 05, 2005, 10:56:03 AM »
Reply with quote
ultimate chhaya....

dard ke saaye mein bhi jeena humne sikh liya,
apne he pyar se wafa ki nahi ab aas hai,
ab zindagi akele he guzarani hai,
dard sunane wala bhi nahi koi paas hai.....


Quote from: "chhaya"
yeh mohabat hi hai
jo apane haale dil sunati hai
na aur kuch hasil hota hai
isme to dard ke saye hi hote hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #284 on: September 05, 2005, 10:58:14 AM »
Reply with quote
saza mohabbat ki har koi nahi uthata,
ye to kuch badnaseebo ki kismat hai,
saza mil kar bhi jinke hontho pur muskurahat hai,
wohi to inki sacchi mohabbat hai.....




Quote from: "sunny_chris"
mohabbat kai kisse tau bahot sunai hai
mohabbat kar kai dekh tau kehna
sunne mai tau aaya maza,
jab saza na mile tau kehna
Logged
Pages: 1 ... 15 16 17 18 [19] 20 21 22 23
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:22:49 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer