Haasil!!!!!!!!!

by Ninaah on February 12, 2005, 06:14:40 AM
Pages: 1 ... 17 18 19 20 [21] 22 23
ReplyPrint
Author  (Read 22980 times)
anitha
Guest
«Reply #300 on: November 07, 2005, 03:17:29 AM »
Reply with quote
bahut khoob ninaah ji and to everyone who have posted their posts in this particular section....

they are really wonderful....

woh tho humain chod chale, waada lehkar ki kabhi na bahayenge ashq aankon se
aur ab hum na muqhar sakte hain kiye gaye waade se
aur naa hi rehsakte hain unsse bichadke

hai yaad unki bahut sathaathi humain
kya humaari yaad na aati kabhi unhe
chod tho chale hain humain aise ki kabhi na thi pehchaan humse

hum the yahaan pe karte unka intezaar
tha yakeen ki ek din unhe hogi apni galti ki ehsaas
ayenge phirse humare paas

lagtha tha, shaayad kush naseeb kehlaati apne appko
agar hai dum nikhal jaata unki baahon mein

ab lagtha hai woh hain bhool chale humain
woh bane bewaffa humse, eh soch kar saasein tham jaathi
paake uski bewaffayee ko, lagtha hai kya hai aur is zindagi mein baaki

pehle neendh nahi aati thi, pyaar ke meeti ehsaas ko yaad karthe
ab neendh nahi aati uski bewaffayee ko yaad karthe
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Haasil ho kar.... manjum by manjum in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
““ kya haasil zamaane me ”” by nirala in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Haasil-e-gham ....... Parkar by vin1984 in Shayri for Dard -e- Judai
Ab Ajnabi Ban Ke Bhi Haasil Hoga Kya ??? by Bishwajeet 'Musaahib' in Ghazals « 1 2  All »
usey haasil na kar sake hum by abhiraaj22 in Shayri for Dard -e- Judai
rakeshthp
Guest
«Reply #301 on: November 07, 2005, 08:51:30 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
bahot khoob shayar sahab.........

humari zulfein kisi ke liye kaidkhane ban gaye,
aur hum kisi aur ki chahat mein deewane ban gaye,
jis chahat se rang bharte the apne sapno mein,
wohi aaj humare liye afsaane ban gaye........

Quote from: "badnaam_shayar"
Ishq Na Hota To Mehkhane Na Bante,
Ishq K Marij Dewane Na Bante,
Namo-Nisaa Na Hota Pyar Ka Kahi
Agar Aap k Aur Hamare Afsane Na Bante.......
:wink:

bahut achchi shayry ker leti ho neenah
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #302 on: November 09, 2005, 06:40:57 AM »
Reply with quote
bahot badhiya anitha.......

waade kaun nibhata hai,
har shaks wada tod jaata hai,
jab mehsoos hota hai dard pyar ka,
to wo humari tarah he ashq bahata hai......

Quote from: "anitha"
bahut khoob ninaah ji and to everyone who have posted their posts in this particular section....

they are really wonderful....

woh tho humain chod chale, waada lehkar ki kabhi na bahayenge ashq aankon se
aur ab hum na muqhar sakte hain kiye gaye waade se
aur naa hi rehsakte hain unsse bichadke

hai yaad unki bahut sathaathi humain
kya humaari yaad na aati kabhi unhe
chod tho chale hain humain aise ki kabhi na thi pehchaan humse

hum the yahaan pe karte unka intezaar
tha yakeen ki ek din unhe hogi apni galti ki ehsaas
ayenge phirse humare paas

lagtha tha, shaayad kush naseeb kehlaati apne appko
agar hai dum nikhal jaata unki baahon mein

ab lagtha hai woh hain bhool chale humain
woh bane bewaffa humse, eh soch kar saasein tham jaathi
paake uski bewaffayee ko, lagtha hai kya hai aur is zindagi mein baaki

pehle neendh nahi aati thi, pyaar ke meeti ehsaas ko yaad karthe
ab neendh nahi aati uski bewaffayee ko yaad karthe
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #303 on: November 09, 2005, 06:43:35 AM »
Reply with quote
thanks mr. rakesh.......

afsaane ki baat karte ho,
jara ye batao ki pyar ki paribhasha kya hai?
pyar mein jeetna kaisa lagta hai,
to pyar mein haarne ki nirasha kya hai?Huh?Huh?

Quote from: "rakeshthp"
Quote from: "Ninaah"
bahot khoob shayar sahab.........

humari zulfein kisi ke liye kaidkhane ban gaye,
aur hum kisi aur ki chahat mein deewane ban gaye,
jis chahat se rang bharte the apne sapno mein,
wohi aaj humare liye afsaane ban gaye........

Quote from: "badnaam_shayar"
Ishq Na Hota To Mehkhane Na Bante,
Ishq K Marij Dewane Na Bante,
Namo-Nisaa Na Hota Pyar Ka Kahi
Agar Aap k Aur Hamare Afsane Na Bante.......
:wink:

bahut achchi shayry ker leti ho neenah
Logged
anitha
Guest
«Reply #304 on: November 10, 2005, 07:03:03 AM »
Reply with quote
thank you ninaah ji....
ab hum kya kahein aapke shaayari ke baarein mein...hamesha ki tarah humaari dil ko choo gaye

kehte hain saare pehli pyaar hoti kitni meeti
par kyon mujhe hain lagthi itni khadwi
Logged
anitha
Guest
«Reply #305 on: November 10, 2005, 07:03:34 AM »
Reply with quote
ye kaisi hai imtehaan jisme hai sirf intezaar
ab lagtha hai faisala kardoon aar-ya-paar
Logged
anitha
Guest
«Reply #306 on: November 10, 2005, 07:04:17 AM »
Reply with quote
kyon ye dil na samje ki phir usse, nahi hai aana
bina chaahe kyon hai mujhe aati rhona

ye ehsaas ki baat hai ki rhone mein bhi hai mazaa
par uski yaad ke rohne, dil pe hai zakhm bahut dhaati
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #307 on: November 10, 2005, 07:25:49 AM »
Reply with quote
good start anitha....... and thanks alot for appreciating my quote......

kisi ka pyar meetha ehsaas jagata hai,
kisi ka pyar kadvi yaadein laata hai,
pur humare pass pyar nahi sirf yaad hai,
jo hume uski yaadon mein le jaata hai........

Quote from: "anitha"
thank you ninaah ji....
ab hum kya kahein aapke shaayari ke baarein mein...hamesha ki tarah humaari dil ko choo gaye

kehte hain saare pehli pyaar hoti kitni meeti
par kyon mujhe hain lagthi itni khadwi
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #308 on: November 10, 2005, 07:29:54 AM »
Reply with quote
zindagi mein intzaar ke siva kuch haasil na hua,
wo shaks bhi humare pyar ke kaabil na hua,
hum doobte-utar te reh gaye kisi ke waadon mein,
aur wo humari zindagi ka saahil na hua...........

Quote from: "anitha"
ye kaisi hai imtehaan jisme hai sirf intezaar
ab lagtha hai faisala kardoon aar-ya-paar
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #309 on: November 10, 2005, 07:49:48 AM »
Reply with quote
zindagi ne humko ik nasoor diya,
humse he humari zindagi ko door kiya,
hum reh na paate the jinke bin ek bhi pal,
unhi ke bina hume jeene pur majboor kiya.......

Quote from: "anitha"
kyon ye dil na samje ki phir usse, nahi hai aana
bina chaahe kyon hai mujhe aati rhona

ye ehsaas ki baat hai ki rhone mein bhi hai mazaa
par uski yaad ke rohne, dil pe hai zakhm bahut dhaati
Logged
gstyagi
Guest
«Reply #310 on: November 10, 2005, 09:03:11 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
thanks mr. rakesh.......

afsaane ki baat karte ho,
jara ye batao ki pyar ki paribhasha kya hai?
pyar mein jeetna kaisa lagta hai,
to pyar mein haarne ki nirasha kya hai?Huh?Huh?

Quote from: "rakeshthp"
Quote from: "Ninaah"
bahot khoob shayar sahab.........

humari zulfein kisi ke liye kaidkhane ban gaye,
aur hum kisi aur ki chahat mein deewane ban gaye,
jis chahat se rang bharte the apne sapno mein,
wohi aaj humare liye afsaane ban gaye........

Quote from: "badnaam_shayar"
Ishq Na Hota To Mehkhane Na Bante,
Ishq K Marij Dewane Na Bante,
Namo-Nisaa Na Hota Pyar Ka Kahi
Agar Aap k Aur Hamare Afsane Na Bante.......
:wink:

bahut achchi shayry ker leti ho neenah

achcha likha neena  main kaval aap ki hi shayry padta hoon kiyonki aapki shayery muchhe bahut pasnd hai
vaise pyar main harna apne aap se........................... aur baad main
Logged
gstyagi
Guest
«Reply #311 on: November 10, 2005, 09:10:41 AM »
Reply with quote
Quote from: "gstyagi"

neenah galat posting ho gayee sorry
Logged
anitha
Guest
«Reply #312 on: November 16, 2005, 06:18:03 AM »
Reply with quote
thank you ninaah.......

hai yaad aati aaj unki un meeti lamhon se
par kyon horahi hai meri aankhe num in aasoon se

kya horahi hai haalat ab humaari
kyon hai itni aaj unki yaad sataari

ab na jeeparahe hain hum unse bichadke
naahi choot rahi hai rishta is jahaan se
Logged
anitha
Guest
«Reply #313 on: November 23, 2005, 10:38:34 AM »
Reply with quote
ye kaisa hai safar jo hai karna hume abhi uske bhaghair
kyon hai ye dil lagaaya unsse, ki tadap rahi hoon uske bhaghair
nahi dil lagtha pehle uske bina, jo nahi hai ab mere aas-paas
lagaayi thi sirf usse dil, karein dillagi aurse jaroori hai dilka rehna humaare paas
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #314 on: January 18, 2006, 09:25:39 AM »
Reply with quote
good one anitha.....

dil kisi ki yaadon mein dooba hai,
aankhein bhi nam ho aayee hai,
kya yahi pyar ka samandar hai,
ya phir usmein doobne ki gehrayee hai.....

Quote from: "anitha"
thank you ninaah.......

hai yaad aati aaj unki un meeti lamhon se
par kyon horahi hai meri aankhe num in aasoon se

kya horahi hai haalat ab humaari
kyon hai itni aaj unki yaad sataari

ab na jeeparahe hain hum unse bichadke
naahi choot rahi hai rishta is jahaan se
Logged
Pages: 1 ... 17 18 19 20 [21] 22 23
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 26, 2025, 07:10:46 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.164 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer