Haasil!!!!!!!!!

by Ninaah on February 12, 2005, 06:14:40 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 23
ReplyPrint
Author  (Read 22977 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #45 on: March 04, 2005, 02:17:42 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
ASHQON KA HUMNE BAHOT IMTIHAAN REH-REH KE LIYA HAI,
IN ASHQON NE HAR KAAM BEJUBAAN REH KE KIYA HAI,
WO HO GAYE BEWAFA LEKIN JAMANE KE DARR SE,
BEWAFAYEE KA ILZAAM HUMARE SUR PE DIYA HAI,
WO KHUSH RAHEIN HAR HAAL MEIN,
ISLIYE YE ILZAAM BHI HUMNE KHUSHI SE KABUL KIYA HAI....

Quote from: "fakharenaveed"
GHMOON KA PAHAD TU UTHNA HAI ASHIQOON KA KAAM
AAP WAPIS JAAO YEH NAHIN HAI AAP K BAS KA KAAM
ILZMAE ISHAQ TU INSAAN KO KIA S KIA KR JATA HAI
KHALI PAGAL HI NAHIN USE DEEWANA SA KR JATA HAI
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Haasil ho kar.... manjum by manjum in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
““ kya haasil zamaane me ”” by nirala in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Haasil-e-gham ....... Parkar by vin1984 in Shayri for Dard -e- Judai
Ab Ajnabi Ban Ke Bhi Haasil Hoga Kya ??? by Bishwajeet 'Musaahib' in Ghazals « 1 2  All »
usey haasil na kar sake hum by abhiraaj22 in Shayri for Dard -e- Judai
Ninaah
Guest
«Reply #46 on: March 04, 2005, 07:17:13 AM »
Reply with quote
ILZAAM JAB TAK NA LAGE PYAR KA,
PYAR MASHOOR NAHI HOTA,
PYAR BHI KAATIL HAI DILON KA,
ISLIYE PYAR BHI BEKASOOR NAHI HOTA....

Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
ASHQON KA HUMNE BAHOT IMTIHAAN REH-REH KE LIYA HAI,
IN ASHQON NE HAR KAAM BEJUBAAN REH KE KIYA HAI,
WO HO GAYE BEWAFA LEKIN JAMANE KE DARR SE,
BEWAFAYEE KA ILZAAM HUMARE SUR PE DIYA HAI,
WO KHUSH RAHEIN HAR HAAL MEIN,
ISLIYE YE ILZAAM BHI HUMNE KHUSHI SE KABUL KIYA HAI....

Quote from: "fakharenaveed"
GHMOON KA PAHAD TU UTHNA HAI ASHIQOON KA KAAM
AAP WAPIS JAAO YEH NAHIN HAI AAP K BAS KA KAAM

ILZMAE ISHAQ TU INSAAN KO KIA S KIA KR JATA HAI
KHALI PAGAL HI NAHIN USE DEEWANA SA KR JATA HAI
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #47 on: March 04, 2005, 09:30:02 PM »

PYAR MASHOOR HO NA JANE KYUN LOG DRTE HAIN
ITNA HI HAI DAR TU KYUN PYAR KRTE HAIN
HUM NEY TU KHULEY DIL US KO THA CHAHA
PHIR BHI WOH HUM PE AETBAR NAHIN KRTE HAIN
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #48 on: March 05, 2005, 07:52:23 AM »
Reply with quote
PYAR MEIN DHOKA ITNA KHAYA HAI,
 KI AB LOG AITBAAR NAHI KARTE,
YEH TUMHARA NAHI UN BAWAFAON KA KASOOR HAI,
JISKI WAJAH SE LOG PYAR AK IKRAAR NAHI KARTE....

Meena
Guest
«Reply #49 on: March 05, 2005, 08:25:33 AM »

niceeee

pyar me sab ko bewafai hi kuy dikhti hai,
milan se pehle woh judai hi kyu dikhti hai,
gum aur kushi to hisse hai zindagi ke,
har deewane ke lab pe ruswayi hi kyu dikhti hai?
Logged
Arifa
Guest
«Reply #50 on: March 05, 2005, 12:02:35 PM »
Reply with quote
bohat khoob fakhar bhai, ninaah, and meena
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #51 on: March 05, 2005, 12:15:21 PM »
Reply with quote
DEEWANE K DIL MEIN TERI RUSWAI NAHIN HAI
US K DIL MEIN AAB KOI HARJAI NAHIN HAI

SHUKRIA ARIFA AUNTY
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #52 on: March 05, 2005, 12:48:03 PM »
Reply with quote
YOURS ONE IS MARVELOUS MEENA,

KYONKI PYAR MEIN KABHI-KABHI BEWAFAYEE MILTI HAI,
BEWAFAON SE HAMESHA JUDAYEE MILTI HAI,
GUM KO SEHNA AASAAN NAHI HOTA "MEENA",
ISLIYE DEEWANO KE LAP PE RUSWAYEE DIKHTI HAI....

niceeee

pyar me sab ko bewafai hi kuy dikhti hai,
milan se pehle woh judai hi kyu dikhti hai,
gum aur kushi to hisse hai zindagi ke,
har deewane ke lab pe ruswayi hi kyu dikhti hai?[/quote]
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #53 on: March 05, 2005, 01:03:52 PM »
Reply with quote
THANKS ARIFA........

AAPKE BOLON SE,
HAMARI ZINDAGI KHUSHGAWAR HAI,
AAP JAHAN BHI HAIN,
WAHAN PYAAR HE PYAAR HAI.....

Quote from: "Arifa"
bohat khoob fakhar bhai, ninaah, and meena
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #54 on: March 05, 2005, 01:04:37 PM »
Reply with quote
SORRY FRNDZ  MEIN NEY AAP KO TANG KIA THA

ITS MY LAST DAY OF LIFE
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #55 on: March 05, 2005, 01:19:28 PM »
Reply with quote
WAH KYA BAAT HAI FAREE,

THATS REALLY GOOD ONE.....

HARJAYEE BHI BANATA HAI PYAR,
RUSWAYEE BHI SIKHATA HAI PYAR,
AGAR BEWAFA NA HO ISS DUNIYA MEIN TO,
SUNHARE KHAWAB BHI DIKHATA HAI PYAR......

Quote from: "fakharenaveed"
DEEWANE K DIL MEIN TERI RUSWAI NAHIN HAI
US K DIL MEIN AAB KOI HARJAI NAHIN HAI

SHUKRIA ARIFA AUNTY
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #56 on: March 05, 2005, 01:20:32 PM »
Reply with quote
WHAT HAPPENED FAREE!!!!!! WHATS WRONG WITH YOU.......

Quote from: "fakharenaveed"
SORRY FRNDZ  MEIN NEY AAP KO TANG KIA THA

ITS MY LAST DAY OF LIFE
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #57 on: March 05, 2005, 01:20:54 PM »
Reply with quote
see chit and chat just
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #58 on: March 05, 2005, 01:22:45 PM »
Reply with quote
IS SHE NEHA?Huh??? FAREE

Quote from: "fakharenaveed"
see chit and chat just
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #59 on: March 05, 2005, 01:24:39 PM »
Reply with quote
its my last day of life

i am going to die

aik topic hai chit and chat mein dekh lena

YEAH SHE IS NEHA
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 23
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 26, 2025, 06:51:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer