Haasil!!!!!!!!!

by Ninaah on February 12, 2005, 06:14:40 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 23
ReplyPrint
Author  (Read 22722 times)
Ninaah
Guest
«Reply #90 on: March 14, 2005, 09:21:20 AM »
Reply with quote
TERI MOHABBAT NE DOSTI KA MATLAB BATA DIYA,
AUR TERI DOSTI NE MUJHE ZINDAGI JINA SIKHA DIYA,
JAB CHAHA MAINE DEKHNA APNE DOST KA CHEHRA,
TERI DOSTI NE MUJHE WO SACCHA AAYEENA DIKHA DIYA.....




Quote from: "fakharenaveed"
Teeray iklass say mohabbat ki hai,

Teeray ehsas say mohabbat ki hai,

Tou meeray pass nahi hai phir bhi,

Teree yaad say mohabbat ki hai,

Main tum ko kis tarha bhool sakta hoon,

Main nay teeray osaaf say mohabbat ki hai,

Kabhi tou,tou nay bhi mujhay yaad kia ho ga,

Main nay un lamhaat say mohabbat ki hai,

Jin main hoon sirf teree aur meree batain,

Main nay un oqaat say mohaabat ki hai,

Or jo mahkar hoon sirf teree hi mohabbat say,

Main nay un jazbaat say mohabbat ki hai,

Tujh say milna tou ab khawab sa lagta hai,

Main nay teeray intezar say mohabbat ki hai.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Haasil ho kar.... manjum by manjum in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
““ kya haasil zamaane me ”” by nirala in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Haasil-e-gham ....... Parkar by vin1984 in Shayri for Dard -e- Judai
Ab Ajnabi Ban Ke Bhi Haasil Hoga Kya ??? by Bishwajeet 'Musaahib' in Ghazals « 1 2  All »
usey haasil na kar sake hum by abhiraaj22 in Shayri for Dard -e- Judai
Ajnabee Anjana
Guest
«Reply #91 on: March 14, 2005, 01:21:58 PM »
Reply with quote
Bewafa nikle Hum
jab ke wafa karahai thai
barbad kiya hume
jub ke hum une abad karahai thai
hume gham diya itna
hum phir bhi use pyaar karahai thai
beraang banadi zindagi
jub ke hum raang barahai thai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #92 on: March 14, 2005, 08:12:46 PM »
Reply with quote

 Samne nahi to kiya Meri rooh mein tho shamil ho aap
Aaine mein nahi to kiya meri aakhoon mein tho laazim ho aap

 duniya kay hazaaro situm sehraha hoon
Bus eik teri hi aas per jeeraha hoon


Qabar per leta tha mara nahi tha phir ku gaarda
Mein tho tere Intezar mein leta tha phir ku gaarda
Aap kay hillane per hilla bhi tha mein phir ku gaarda
Ab gaard hi diya jo aap nah ab utt ker chale bhi jaho
Ab gaard ker roote aur tarapte ho tho phir ku gaarda




Quote from: "Ninaah"
TERI MOHABBAT NE DOSTI KA MATLAB BATA DIYA,
AUR TERI DOSTI NE MUJHE ZINDAGI JINA SIKHA DIYA,
JAB CHAHA MAINE DEKHNA APNE DOST KA CHEHRA,
TERI DOSTI NE MUJHE WO SACCHA AAYEENA DIKHA DIYA.....




Quote from: "fakharenaveed"
Teeray iklass say mohabbat ki hai,

Teeray ehsas say mohabbat ki hai,

Tou meeray pass nahi hai phir bhi,

Teree yaad say mohabbat ki hai,

Main tum ko kis tarha bhool sakta hoon,

Main nay teeray osaaf say mohabbat ki hai,

Kabhi tou,tou nay bhi mujhay yaad kia ho ga,

Main nay un lamhaat say mohabbat ki hai,

Jin main hoon sirf teree aur meree batain,

Main nay un oqaat say mohaabat ki hai,

Or jo mahkar hoon sirf teree hi mohabbat say,

Main nay un jazbaat say mohabbat ki hai,

Tujh say milna tou ab khawab sa lagta hai,

Main nay teeray intezar say mohabbat ki hai.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #93 on: March 15, 2005, 09:04:05 AM »
Reply with quote
GUM MEIN HANSNE WALON KO RULAYA NAHI JAATA,
SAMANDAR SE LEHARON KO HATAYA NAHI JAATA,
HAARNE WALE TO KHUD HE HAAR JAATE HAIN APNA DIL,
KISI KO BHI KEH KAR HARAYA NAHI JAATA.....



Quote from: "Ajnabee Anjana"
Bewafa nikle Hum
jab ke wafa karahai thai
barbad kiya hume
jub ke hum une abad karahai thai
hume gham diya itna
hum phir bhi use pyaar karahai thai
beraang banadi zindagi
jub ke hum raang barahai thai
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #94 on: March 15, 2005, 09:29:19 AM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
Quote from: "Ninaah"
PYAR MEIN DHOKA ITNA KHAYA HAI,
 KI AB LOG AITBAAR NAHI KARTE,
YEH TUMHARA NAHI UN BAWAFAON KA KASOOR HAI,
JISKI WAJAH SE LOG PYAR AK IKRAAR NAHI KARTE....


Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
ILZAAM JAB TAK NA LAGE PYAR KA,
PYAR MASHOOR NAHI HOTA,
PYAR BHI KAATIL HAI DILON KA,
ISLIYE PYAR BHI BEKASOOR NAHI HOTA....




Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
ASHQON KA HUMNE BAHOT IMTIHAAN REH-REH KE LIYA HAI,
IN ASHQON NE HAR KAAM BEJUBAAN REH KE KIYA HAI,
WO HO GAYE BEWAFA LEKIN JAMANE KE DARR SE,
BEWAFAYEE KA ILZAAM HUMARE SUR PE DIYA HAI,
WO KHUSH RAHEIN HAR HAAL MEIN,
ISLIYE YE ILZAAM BHI HUMNE KHUSHI SE KABUL KIYA HAI....



Quote from: "fakharenaveed"
GHMOON KA PAHAD TU UTHNA HAI ASHIQOON KA KAAM
AAP WAPIS JAAO YEH NAHIN HAI AAP K BAS KA KAAM


ILZMAE ISHAQ TU INSAAN KO KIA S KIA KR JATA HAI
KHALI PAGAL HI NAHIN USE DEEWANA SA KR JATA HAI
PYAR MASHOOR HO NA JANE KYUN LOG DRTE HAIN
ITNA HI HAI DAR TU KYUN PYAR KRTE HAIN
HUM NEY TU KHULEY DIL US KO THA CHAHA
PHIR BHI WOH HUM PE AETBAR NAHIN KRTE HAIN


niceeee

pyar me sab ko bewafai hi kuy dikhti hai,
milan se pehle woh judai hi kyu dikhti hai,
gum aur kushi to hisse hai zindagi ke,
har deewane ke lab pe ruswayi hi kyu dikhti hai?



pyar main tokare hi kyunki sada milti hai
zindagi ruth jati hai tanhai bas khalti hai
kya kahe hum tujhse is dil ki halat "ninaah"
gum taher jata hai ankho main nami hi milti hai
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #95 on: March 15, 2005, 09:34:16 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
DIL KE SAAMNE TO DIMAG BHI HAAR JAATA HAI,
NAZREIN JISE CHAHEIN DIL KO WOHI BHATA HAI,
JAB BHI KABHI KOI PUCHE DOSTI KA MAYANA,
TAB MERE LABON PE TERA HE NAAM AATA HAI.....



Quote from: "fakharenaveed"
JO ANKHOON S IKRAR KIA JATA HAI
NFRTOON MEIN BHI PYAR KIA JATA HAI
DIMAGH CHAHE  LAKH MANA KRE
TERE NZAR PHIR BHI DIL K PAR HOTA HAI

Quote from: "Ninaah"
PYAR KO BHULANA ITNA AASAAN HOTA TO,
INSAAN BAAR BAAR PYAR KARTA,
AANKHON SE IKRAAR KARKE,
LAFZON SE INKAAR KARTA.....



Quote
APNE DIL SE TERE LIYE KHUDA MANGENGE,
TERI KHAWAHISHON KI USS SE DUA MANGENGE....



sachi dosti har kisi ko hassil nahi
ye tuh vo jajba hai jiska koi sahil nahi
dosti vo samander hai jisme jo dub jata hai
uski dosti ke aage phir zamana bhi haar jata hai
 har dusmaan phir uske aage sar jukata hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #96 on: March 15, 2005, 09:42:16 AM »
Reply with quote
ANKHEIN BAND KARTI HOON TO TU HE NAZAR AATA HAI,
PUR ANKHEIN KHOLTE HE NA JAANE TU KIDHAR JAATA HAI....


Quote from: "fakharenaveed"

 Samne nahi to kiya Meri rooh mein tho shamil ho aap
Aaine mein nahi to kiya meri aakhoon mein tho laazim ho aap

 duniya kay hazaaro situm sehraha hoon
Bus eik teri hi aas per jeeraha hoon


Qabar per leta tha mara nahi tha phir ku gaarda
Mein tho tere Intezar mein leta tha phir ku gaarda
Aap kay hillane per hilla bhi tha mein phir ku gaarda
Ab gaard hi diya jo aap nah ab utt ker chale bhi jaho
Ab gaard ker roote aur tarapte ho tho phir ku gaarda




Quote from: "Ninaah"
TERI MOHABBAT NE DOSTI KA MATLAB BATA DIYA,
AUR TERI DOSTI NE MUJHE ZINDAGI JINA SIKHA DIYA,
JAB CHAHA MAINE DEKHNA APNE DOST KA CHEHRA,
TERI DOSTI NE MUJHE WO SACCHA AAYEENA DIKHA DIYA.....




Quote from: "fakharenaveed"
Teeray iklass say mohabbat ki hai,

Teeray ehsas say mohabbat ki hai,

Tou meeray pass nahi hai phir bhi,

Teree yaad say mohabbat ki hai,

Main tum ko kis tarha bhool sakta hoon,

Main nay teeray osaaf say mohabbat ki hai,

Kabhi tou,tou nay bhi mujhay yaad kia ho ga,

Main nay un lamhaat say mohabbat ki hai,

Jin main hoon sirf teree aur meree batain,

Main nay un oqaat say mohaabat ki hai,

Or jo mahkar hoon sirf teree hi mohabbat say,

Main nay un jazbaat say mohabbat ki hai,

Tujh say milna tou ab khawab sa lagta hai,

Main nay teeray intezar say mohabbat ki hai.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #97 on: March 15, 2005, 09:45:59 AM »
Reply with quote
BARAS JAATI HAIN AANKHEIN USKA PYAAR YAAD KARKE,
DIL DOOBNE LAGTA HAI USKA INTZAAR YAAD KARKE,
AB TO ZINDAGI MEIN SIRF REH GAYEE HAI "SANDHYA",
RUKTE NAHI ASHQ USKA INKAAR YAAD KARKE......


Quote from: "sandhaya"
Quote from: "Meena"
Quote from: "Ninaah"
PYAR MEIN DHOKA ITNA KHAYA HAI,
 KI AB LOG AITBAAR NAHI KARTE,
YEH TUMHARA NAHI UN BAWAFAON KA KASOOR HAI,
JISKI WAJAH SE LOG PYAR AK IKRAAR NAHI KARTE....


Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
ILZAAM JAB TAK NA LAGE PYAR KA,
PYAR MASHOOR NAHI HOTA,
PYAR BHI KAATIL HAI DILON KA,
ISLIYE PYAR BHI BEKASOOR NAHI HOTA....




Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
ASHQON KA HUMNE BAHOT IMTIHAAN REH-REH KE LIYA HAI,
IN ASHQON NE HAR KAAM BEJUBAAN REH KE KIYA HAI,
WO HO GAYE BEWAFA LEKIN JAMANE KE DARR SE,
BEWAFAYEE KA ILZAAM HUMARE SUR PE DIYA HAI,
WO KHUSH RAHEIN HAR HAAL MEIN,
ISLIYE YE ILZAAM BHI HUMNE KHUSHI SE KABUL KIYA HAI....



Quote from: "fakharenaveed"
GHMOON KA PAHAD TU UTHNA HAI ASHIQOON KA KAAM
AAP WAPIS JAAO YEH NAHIN HAI AAP K BAS KA KAAM


ILZMAE ISHAQ TU INSAAN KO KIA S KIA KR JATA HAI
KHALI PAGAL HI NAHIN USE DEEWANA SA KR JATA HAI
PYAR MASHOOR HO NA JANE KYUN LOG DRTE HAIN
ITNA HI HAI DAR TU KYUN PYAR KRTE HAIN
HUM NEY TU KHULEY DIL US KO THA CHAHA
PHIR BHI WOH HUM PE AETBAR NAHIN KRTE HAIN


niceeee

pyar me sab ko bewafai hi kuy dikhti hai,
milan se pehle woh judai hi kyu dikhti hai,
gum aur kushi to hisse hai zindagi ke,
har deewane ke lab pe ruswayi hi kyu dikhti hai?

pyar main tokare hi kyunki sada milti hai
zindagi ruth jati hai tanhai bas khalti hai
kya kahe hum tujhse is dil ki halat "ninaah"
gum taher jata hai ankho main nami hi milti hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #98 on: March 15, 2005, 10:40:23 AM »
Reply with quote

SANDHYA THIS IS FOR YOU........


TUM PUCHO AUR HUM NA BATAYEIN,
AISE BHI TO HUMARE HALAAT NAHI,
SIRF HAMARA DIL TOOTA HAI,
YE KOI BADI BAAT TO NAHI.....
Logged
Ajnabee Anjana
Guest
«Reply #99 on: March 15, 2005, 02:19:58 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"

SANDHYA THIS IS FOR YOU........


TUM PUCHO AUR HUM NA BATAYEIN,
AISE BHI TO HUMARE HALAAT NAHI,
SIRF HAMARA DIL TOOTA HAI,
YE KOI BADI BAAT TO NAHI.....



Very Nice

Halaat Humari Keya Hai
Yeh Ab Hum Nahi Jaante
Jiska Intezar Karahai Hain
Wo Ab Hume Nahi Pechaante
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #100 on: March 16, 2005, 04:24:02 AM »
Reply with quote
lovely anjana ji...


jaan pehchaan kyon mukaddar ki baat hai,
jo na seh payein aise kyon halaat hai,
kyon daga de jaati hai hume hamari kismat,
na jaane ye bewafa bhi kyon uske saath hai.....



Quote from: "Ajnabee Anjana"
Quote from: "Ninaah"

SANDHYA THIS IS FOR YOU........


TUM PUCHO AUR HUM NA BATAYEIN,
AISE BHI TO HUMARE HALAAT NAHI,
SIRF HAMARA DIL TOOTA HAI,
YE KOI BADI BAAT TO NAHI.....


Very Nice

Halaat Humari Keya Hai
Yeh Ab Hum Nahi Jaante
Jiska Intezar Karahai Hain
Wo Ab Hume Nahi Pechaante
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #101 on: March 16, 2005, 04:29:40 AM »
Reply with quote
AAB DIL KI BATAIN RAHEIN GI DIL MEIN BAS
AAB DIL KI HSRTAIN RAHAIN GI DIL MEIN BAS
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #102 on: March 16, 2005, 04:39:22 AM »
Reply with quote
HAR HASRAT HO PURI TUMHARI,
KHUDA SE YAHI DUA KARTE HAIN,
HUM APNSE DARD-E-DIL PE,
TUMHARI YAADON SE DAWA KARTE HAIN.....

(KAISA HAI YE FAREE?Huh?)



Quote from: "fakharenaveed"
AAB DIL KI BATAIN RAHEIN GI DIL MEIN BAS
AAB DIL KI HSRTAIN RAHAIN GI DIL MEIN BAS
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #103 on: March 16, 2005, 05:05:30 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
BARAS JAATI HAIN AANKHEIN USKA PYAAR YAAD KARKE,
DIL DOOBNE LAGTA HAI USKA INTZAAR YAAD KARKE,
AB TO ZINDAGI MEIN SIRF REH GAYEE HAI "SANDHYA",
RUKTE NAHI ASHQ USKA INKAAR YAAD KARKE......


Quote from: "sandhaya"
Quote from: "Meena"
Quote from: "Ninaah"
PYAR MEIN DHOKA ITNA KHAYA HAI,
 KI AB LOG AITBAAR NAHI KARTE,
YEH TUMHARA NAHI UN BAWAFAON KA KASOOR HAI,
JISKI WAJAH SE LOG PYAR AK IKRAAR NAHI KARTE....


Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
ILZAAM JAB TAK NA LAGE PYAR KA,
PYAR MASHOOR NAHI HOTA,
PYAR BHI KAATIL HAI DILON KA,
ISLIYE PYAR BHI BEKASOOR NAHI HOTA....




Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
ASHQON KA HUMNE BAHOT IMTIHAAN REH-REH KE LIYA HAI,
IN ASHQON NE HAR KAAM BEJUBAAN REH KE KIYA HAI,
WO HO GAYE BEWAFA LEKIN JAMANE KE DARR SE,
BEWAFAYEE KA ILZAAM HUMARE SUR PE DIYA HAI,
WO KHUSH RAHEIN HAR HAAL MEIN,
ISLIYE YE ILZAAM BHI HUMNE KHUSHI SE KABUL KIYA HAI....



Quote from: "fakharenaveed"
GHMOON KA PAHAD TU UTHNA HAI ASHIQOON KA KAAM
AAP WAPIS JAAO YEH NAHIN HAI AAP K BAS KA KAAM


ILZMAE ISHAQ TU INSAAN KO KIA S KIA KR JATA HAI
KHALI PAGAL HI NAHIN USE DEEWANA SA KR JATA HAI
PYAR MASHOOR HO NA JANE KYUN LOG DRTE HAIN
ITNA HI HAI DAR TU KYUN PYAR KRTE HAIN
HUM NEY TU KHULEY DIL US KO THA CHAHA
PHIR BHI WOH HUM PE AETBAR NAHIN KRTE HAIN


niceeee

pyar me sab ko bewafai hi kuy dikhti hai,
milan se pehle woh judai hi kyu dikhti hai,
gum aur kushi to hisse hai zindagi ke,
har deewane ke lab pe ruswayi hi kyu dikhti hai?

pyar main tokare hi kyunki sada milti hai
zindagi ruth jati hai tanhai bas khalti hai
kya kahe hum tujhse is dil ki halat "ninaah"
gum taher jata hai ankho main nami hi milti hai


kyun karti ho nam aankhon ko tum use yaad karke
kyun tadhpati ho dil ko uss bekadar ka intazaar karke
ki vo tuh chala hi gaya hai na loutne ke liye abh tuh
tum kyun roti ho aur dukh deti ho khudko uska inkar yaad karke
aur bhi hai teri raah mein kayi humsafar jo denge pyaar tujhko
phir kyun rook rakhi hai ye zindagi NINAAH sandhaya ka khumar barke
subaha ki kirano ko dekh jo khadi hai tere liye aankhon mein bahar barke
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #104 on: March 16, 2005, 05:11:19 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"

SANDHYA THIS IS FOR YOU........


TUM PUCHO AUR HUM NA BATAYEIN,
AISE BHI TO HUMARE HALAAT NAHI,
SIRF HAMARA DIL TOOTA HAI,
YE KOI BADI BAAT TO NAHI.....



dil tutta hai tuh kya hua ninah
tere dost tuh tere saath hai
tune kabil samja hume apni dosti ke
kya kahe hum aaj kitne khush mijaj hain
mat gila kar dil tutne ka ninah
isme bhi khuda ka koi raaj hai
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 23
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 09:14:12 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer