Hasne ke liye A'aa - Abul Asad

by Abul Asad on September 25, 2012, 05:15:29 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1268 times)
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
Reply with quote
Ye Nazm Ahmed Faraz sahab ki ghazal,"Ranjish hi sahi"
se inspire hokar likhi gayi hai, ham to tifl-e maktab hain phir bhi jo dil se nikli darz kardi, ab aap logon ke zer-e nazr hai ummeed hai pasand ayegi.

Zamana aye hai ab halat pe meri hasne
Kabhi tu bhi to mujhpe hasne ke liye aa

Pheke the jis haath se tune phool kabhi
Patthar ussi hath se barsane ke liye a’a

Apne aap ko behlata raha hoon ek sad se main
Tu majboor thi hogi, ye suboot hi dene ke liye aa

Lazzat-e gham ki ab to addat si hogayi mujhko
Iss lazzat se bhi mujhko mehroom karne ke liye aa

Zamana aye hai ab halat pe meri hasne
Kabhi tu bhi to mujh pe hasne ke liye aa
Abul Asad
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #1 on: September 25, 2012, 05:17:55 AM »
Reply with quote
Ye Nazm Ahmed Faraz sahab ki ghazal,"Ranjish hi sahi"
se inspire hokar likhi gayi hai, ham to tifl-e maktab hain phir bhi jo dil se nikli darz kardi, ab aap logon ke zer-e nazr hai ummeed hai pasand ayegi.

Zamana aye hai ab halat pe meri hasne
Kabhi tu bhi to mujhpe hasne ke liye aa

Pheke the jis haath se tune phool kabhi
Patthar ussi hath se barsane ke liye a’a

Apne aap ko behlata raha hoon ek sad se main
Tu majboor thi hogi, ye suboot hi dene ke liye aa

Lazzat-e gham ki ab to addat si hogayi mujhko
Iss lazzat se bhi mujhko mehroom karne ke liye aa

Zamana aye hai ab halat pe meri hasne
Kabhi tu bhi to mujh pe hasne ke liye aa
Abul Asad

bahut khoob abul sahab Applause Applause Applause
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: September 25, 2012, 05:20:58 AM »
Reply with quote
waah waah Asad bhaai bahut dino ke baad aay par ek achhee peshkash ke saath aaye dilidaad qubool farmaayen
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #3 on: September 25, 2012, 05:21:17 AM »
Reply with quote
Shukriya Adil Sahab,
Mamnun hon sahab aapka
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #4 on: September 25, 2012, 05:23:42 AM »
Reply with quote
waah waah Asad bhaai bahut dino ke baad aay par ek achhee peshkash ke saath aaye dilidaad qubool farmaayen

Dr Sahab,
Mazarath chahta hoon, ke ghair hazir raha aik arse se
shayed kuch arsa aur lage ga Hyderabad aakar adjust hone men.
Aap ko ham nahi bhoole sir, dil men yaad liye ab bhi rehte hain.
Aapka bahut shukriya ke aapne yaad bhi rakha
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #5 on: September 25, 2012, 05:29:49 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #6 on: September 25, 2012, 05:36:05 AM »
Reply with quote
bahut khoob

Shukriya nandbahu ji,
Aap ki daad iss dil ko bahut azeez hai
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #7 on: September 25, 2012, 05:42:12 AM »
Reply with quote
bohut khoob asad sahab ,,,khushi hui aap ka kalam padh kar,
may bhi hyderabad se belong karta hoon,,,,,kuch kaam aa sakun ko khushi hogi.....salaam ...
Logged
khujli
Guest
«Reply #8 on: September 25, 2012, 05:43:08 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause icon_flower
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #9 on: September 25, 2012, 05:50:17 AM »
Reply with quote
bohut khoob asad sahab ,,,khushi hui aap ka kalam padh kar,
may bhi hyderabad se belong karta hoon,,,,,kuch kaam aa sakun ko khushi hogi.....salaam ...

Sahab behad massarath hovi ke aap bhi Hyderabad mein hain
zaroor kahunga, aur aapke daad ka dill se shukrguzaar hon.
aapko gar waqt mile to mulaqat zaroor karunga, main Hyd. Main
Tolichowki me rehta hoon.
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #10 on: September 25, 2012, 05:50:58 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause icon_flower

Shukriya Sir, bahut bahut shukriya
Logged
anmolarora
Guest
«Reply #11 on: September 25, 2012, 07:55:35 AM »
Reply with quote
Bahut khub abul ji  Applause Applause Applause
Logged
anmolarora
Guest
«Reply #12 on: September 25, 2012, 07:56:52 AM »
Reply with quote
Bahut khub abul asad ji  Applause Applause Applause
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #13 on: September 25, 2012, 10:02:35 AM »
Reply with quote
Asad Sahaab Aadaab!


Kia baat hai janab... bade dinoN se bazm se gayab the... ?
KahaaN gum huye the... ? Khairiyat toH haiN naa..

Shayad yeH line Hasrat jaypuri Shaaab ki hai.. "
" Hasrat ki qasam dil hi dukhane ke liye aa"
Khair ... aapne bhi  Bade hi gehre khayaal bayaaN kiye hai janab... Usual Smile

Sabhi ashaar aik se badhkar aik rahe... Usual Smile
Humari dheroN daad O mubbarakbad kabul kijiye..

Likhate rahiye... Aate rahiye..
Shaad O aabaad rahiye. .
Khuda Hafez... Usual Smile

Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #14 on: September 25, 2012, 12:58:16 PM »
Reply with quote
Ye Nazm Ahmed Faraz sahab ki ghazal,"Ranjish hi sahi"
se inspire hokar likhi gayi hai, ham to tifl-e maktab hain phir bhi jo dil se nikli darz kardi, ab aap logon ke zer-e nazr hai ummeed hai pasand ayegi.

Zamana aye hai ab halat pe meri hasne
Kabhi tu bhi to mujhpe hasne ke liye aa

Pheke the jis haath se tune phool kabhi
Patthar ussi hath se barsane ke liye a’a

Apne aap ko behlata raha hoon ek sad se main
Tu majboor thi hogi, ye suboot hi dene ke liye aa

Lazzat-e gham ki ab to addat si hogayi mujhko
Iss lazzat se bhi mujhko mehroom karne ke liye aa

Zamana aye hai ab halat pe meri hasne
Kabhi tu bhi to mujh pe hasne ke liye aa
Abul Asad


NAAAAAAAAAAAAAAAAAAAICE--------A.A Usual Smile Usual Smile
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 04, 2024, 08:53:01 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer