Hasne ke liye A'aa - Abul Asad

by Abul Asad on September 25, 2012, 05:15:29 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1269 times)
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #15 on: September 25, 2012, 12:58:33 PM »
Reply with quote
Bahut khub abul ji  Applause Applause Applause

Anmol ji,

hamesha ki tarha aapka abhari raha hoon
aapke sarhane ka shurkriya, aapki khubsurat daad ka
mamnun hoon main.
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #16 on: September 25, 2012, 01:01:52 PM »
Reply with quote
Asad Sahaab Aadaab!


Kia baat hai janab... bade dinoN se bazm se gayab the... ?
KahaaN gum huye the... ? Khairiyat toH haiN naa..

Shayad yeH line Hasrat jaypuri Shaaab ki hai.. "
" Hasrat ki qasam dil hi dukhane ke liye aa"
Khair ... aapne bhi  Bade hi gehre khayaal bayaaN kiye hai janab... Usual Smile

Sabhi ashaar aik se badhkar aik rahe... Usual Smile
Humari dheroN daad O mubbarakbad kabul kijiye..

Likhate rahiye... Aate rahiye..
Shaad O aabaad rahiye. .
Khuda Hafez... Usual Smile



Parwash sahab,

Daad koi aapse mile, aur phir itni saari do kissi ka bhi din ban jaye, mere alfazon men woh zor nahi ke aapka shukriya ada karsakon
main aapki muhabbaton ka ehsan mand rahonga.

Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #17 on: September 25, 2012, 01:04:23 PM »
Reply with quote

NAAAAAAAAAAAAAAAAAAAICE--------A.A Usual Smile Usual Smile

Khamosh ji,

Bahut bahut shukriya aapka
aapka aik alfaaz aur yanhaan dil ke kai ghantiyan bajgaien.
Logged
mkv
Guest
«Reply #18 on: September 25, 2012, 03:02:22 PM »
Reply with quote
Bahut umda kalaam Asad saheb
Mujhe to aapko vaapas paakar bahut khushi huee.
khush rahiye.. aate rahiye.
Logged
sbechain
Guest
«Reply #19 on: September 25, 2012, 06:35:16 PM »
Reply with quote
Ye Nazm Ahmed Faraz sahab ki ghazal,"Ranjish hi sahi"
se inspire hokar likhi gayi hai, ham to tifl-e maktab hain phir bhi jo dil se nikli darz kardi, ab aap logon ke zer-e nazr hai ummeed hai pasand ayegi.

Zamana aye hai ab halat pe meri hasne
Kabhi tu bhi to mujhpe hasne ke liye aa
main kyon hasoo.n bhala.halaat ALLAH banaata hai kahin aisa na ho kabhi zamaana mujhe pe haanse. Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased
Pheke the jis haath se tune phool kabhi
Patthar ussi hath se barsane ke liye a’a
main zaroor naraaz ho gayi thi ji tum se kyon ki tum uss doosri ladki se han hans ke jo baat kar rahe the per itni paagal nahi hoon ki tum pe patter barsaao.n pyaar karti hoon bab bhi Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased
Apne aap ko behlata raha hoon ek sad se main
Tu majboor thi hogi, ye suboot hi dene ke liye aa
nahin majboor nahin hoon ji. per bahut busy hoon padhaai mein baad mein aao.n gi icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent
Lazzat-e gham ki ab to addat si hogayi mujhko
Iss lazzat se bhi mujhko mehroom karne ke liye aa
na-na main jab aao.n gi to sheer khuma le kar aao.n ki.per khana sahi se khaao piyo. ye ghum insaan ko maar deta hai Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Zamana aye hai ab halat pe meri hasne
Kabhi tu bhi to mujh pe hasne ke liye aa
kahaa na---NO NO NO icon_scratch icon_scratch icon_scratch
Abul Asad


bahut acha likha hai asad sahab, mere tabse ka bura mat maan na jo kalaam bahut pasand aata hai to main ulte seedhe comments karti hoon bus.....!
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #20 on: September 25, 2012, 08:49:08 PM »
Reply with quote

bahut acha likha hai asad sahab, mere tabse ka bura mat maan na jo kalaam bahut pasand aata hai to main ulte seedhe comments karti hoon bus.....!

Sheba ji,

Lagta hai main ne aapko ache mood men paya hoon
bahut bahut shukriya, apna kheemti waqt imtihanon ke dauran
mere jawab dene me lagaya, inayat hai aapki jo mujhe itna sarhaya
bada lutf aya aap ko padh kar
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 04, 2024, 07:51:41 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.137 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer